Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
yeh kaisi fitrat ki zabardasti hai
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
yeh kaisi fitrat ki zabardasti hai - 25th June 2009, 09:52 PM

ahl e bazm ko mera aadab,
doston ek naye koshish peshe kidmat hai....
beher ka thoda ilm hua hai.....us knowledge ko istemal karne ki koshish ki hai hai....
aap me se jinke paas time ho bataye ki thoda bahut kamyaab hua ya nahi...


yeh kaisi fitrat ki zabardasti hai
zindagi ghaTTti hai to umr baDti hai

rubaru tasvir hi aaine me dhalti hai
kisliye har gadi tu aaina badalti hai

hairaan hai ishraaq khud apni visat par
dekh,kaise andheroN se roshni ladti hai

lafz baratenge hum thoda peene ke baad
shayri khumaar me purjor nikalti hai

ab meri jaan choRde zidd tu bhi
teri zidd par ab jaan nikalti hai

ishraaq-dawn
visat- capacity
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
26th June 2009, 05:16 PM

Kya baat hai Zidd sahaB

Chalte chalte aapka kalam dekha wakai aapne kamyabi ki raah pakad li hai...

behad achchi aur khobsuraat ahsaas wale is kalam ko dil se daad hazir hai.......
sabhi sher ek se badh ke ek lage......
per yeh sher bahut achcha laga aur doutful bhi laga.... shayad meri samajh mein baraber nahi aaya ho...

hairaan hai ishraaq khud apni visat par
dekh,kaise andheroN se roshni ladti hai


Ishraaq ki visat kaha hai isliye shayad confuse hun agar ishraaq ki hi visat ki baat hai to sahi lagta hai sher per agar aaftaab ke visat ki baat hai to phir confusion zaruri hai... hai naa.....

Kyunki aaftaab ki visat itni kaam nahi hai iska andaaza humse behtar woh andhere jante hai jo aaftaab ke aane ke baad jane kahan chale jate hai....

Well ek behtin post per phir se daad kabool kare.......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
16th June 2010, 09:50 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Kya baat hai Zidd sahaB

Chalte chalte aapka kalam dekha wakai aapne kamyabi ki raah pakad li hai...

behad achchi aur khobsuraat ahsaas wale is kalam ko dil se daad hazir hai.......
sabhi sher ek se badh ke ek lage......
per yeh sher bahut achcha laga aur doutful bhi laga.... shayad meri samajh mein baraber nahi aaya ho...

hairaan hai ishraaq khud apni visat par
dekh,kaise andheroN se roshni ladti hai


Ishraaq ki visat kaha hai isliye shayad confuse hun agar ishraaq ki hi visat ki baat hai to sahi lagta hai sher per agar aaftaab ke visat ki baat hai to phir confusion zaruri hai... hai naa.....

Kyunki aaftaab ki visat itni kaam nahi hai iska andaaza humse behtar woh andhere jante hai jo aaftaab ke aane ke baad jane kahan chale jate hai....

Well ek behtin post per phir se daad kabool kare.......
kyu apne kaan -fuse kar iye? bhaiyya
saaf to kaha hai-
ishraaq khud apni visaat par...aftaab ka to zikr hai nahi kahi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
28th August 2010, 07:53 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post


yeh kaisi fitrat ki zabardasti hai
zindagi ghaTTti hai to umr baDti hai

rubaru tasvir hi aaine me dhalti hai
kisliye har gadi tu aaina badalti hai

hairaan hai ishraaq khud apni visat par
dekh,kaise andheroN se roshni ladti hai

lafz baratenge hum thoda peene ke baad
shayri khumaar me purjor nikalti hai

ab meri jaan choRde zidd tu bhi
teri zidd par ab jaan nikalti hai

ishraaq-dawn
visat- capacity
Zidd Sahab ...... matle se maqte tak ......ek se badh ek Ashaar kahe hai aapne ...... samaa baandh diya ..... bahut luft aaya aapki yeh peshkash padhke.... bahut khoob .... SuperB Creation Indeed ! yunhi likhte rahiye aage bhi ... khush rahen....

duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com