Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa (Ghazal)
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa (Ghazal) - 15th May 2015, 04:15 AM

aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................

Last edited by maikasH; 15th May 2015 at 04:42 AM..
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th May 2015, 09:26 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................
Simply superbbbb............ bas waahhhhhhhhhh hi waahh mere bhai......

kamaal ka kalaam likhaa hai aapne bas dil ko jaise qaraar aa ggaya hai......

aapko reps dene ki zahmat ki hai bhai... janata hoon ke sooraj ko diyaa dikhaana huaa magar mujh haqeer ki taraf se tohfaa smajh kar qubool kijiyegaa........ Allah aapko apni hifz o amaan me rakkhe...... shaad o aabaad rahen....

Shaad.......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th May 2015, 09:32 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................

Maikash ji...aik aik lafz dil ke kareeb rha, aapke ehsaasoN ko bakhoobi samaj rhi hu...khat jalane se ya tasveer ke tukde kar dene se kisi ko bulaya ja sakta to aaj ki tareekh meiN koi bhi kisi ke liye yu tadap na rha hota...! bahut dard hai aapki shayri meiN...ab dard par kya daad du.

apna khayal rakhiye
rabb raakha


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
15th May 2015, 10:47 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................
Maikash saheb ko nacheez ka adaab !

I'm speechless. Simply superb.
Har ek sheyr ek DaastaaN liye huye aaya hai.
Dil se dheroN daad aur duaayeiN qubool farmaayeiN.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th May 2015, 11:17 AM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................
Namaskaar maikash jii..
Ye nayab ghazal hamse ek baar fir share ki bahut shukriya aapka...merI khush naseebi ki isi bahane mujhe padhne ko mili ye bemisaal peshkash.....
dher sari duayein aur daad kubool kijiyega meri taraf se...
khush rahein....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 15th May 2015, 12:43 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................
Maikash saahab..

beshak aik nageena rakha hy aap ny meHfil meiN...

aap ki yeh ghazal daad o tehseen se kahiN bhaD kar hy ...
is ki qadar sirf woh johri hiii pehchaan sakta hy ...
jissy heeray ka mool pata hoo... aur kia kahooN!

salamat rahen..

khush rahen..


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
15th May 2015, 01:22 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab hazreen,

koi 13 saal pehle yeh Ghazal post ki thi, do ek tabdiiliiyoN ke saath phir se post kar raha hooN, kisi kaam ki ho na ho kambakht dil halka zuroor ho riya hai , mulaiiza kijiye



zakhm dete haiN dil ke tumhe ye duaa
tum salaamat raho apna, "haafiz khudaa"

kab mujhe thii tere jism kii aarzoo ?
paak thii ye nigeh, saaf thaa dil mi'raa

dard-e-dil meiN hai shiddat baDii, shaikh ji
raastaa maikadey ka, bataaiye zaraa

ab ye haalat hamari hai shaam-o-sahar
aaNkh bheegi huii, chehraa utraa huaa

khat jalaa daale tasveereiN bhi phaaD diiN
dil se yaadeN na ho paayiiN phir bhii judaa

ab naa "maikasH" mulaaqaat hogi kabhii
un kaa kuchh, apna kuchh ho gayaa raastaa







Ya Ilaahi...................
Ustaad - Mazaa aa gaya, yunhi kalam ki ravaangi jaari rakhein aur is bazm ko aise nayaab moti dete raheiN....Salaamat rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
15th May 2015, 02:10 PM

Maikash bhaiya

SSA ...pranaam


Kyaa kahuuN bas aik ajeeb saa sukooN miltaa hai jab aapki Ghazal ko paDhtaa huuN to... Matle ne dil jeet liyaa...dil se daad aur duaaen

Jsk

Duaaon ke saath ijaazat

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
16th May 2015, 12:54 AM

mujhe aap ki ghazal ki rwangi.bahut pasand aayee..Ek ek ashar mukammal
tha apne aap.meiN.

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
16th May 2015, 10:08 AM

ज़ख्म देते हो दिल के ...........
'हाफिज खुदा' ।
Maikash sahab sabse pahle to is nacheej ka adaab..kabool farmaayega. Ek muddat baad yahaa aana hua...our aate hi aapke is behtareen kalaam ke darshan ho gaye...Ghazal ki shuruaat hi bataayi hai ki poori ghazal phir kya hogi . Waah janaab samaa baand diya....har sher apne me ahsaas baandhe hue ..waah...meri jaanib se iss khoobsoorat peshkash par dhairon daad...
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
17th May 2015, 07:09 AM

bahut achhe ashaar hain dobara se bantane ke liye shjukriyaa


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com