Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Daulat-e-ishq lutanay ke liye aaye hain
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Daulat-e-ishq lutanay ke liye aaye hain - 12th March 2012, 04:26 PM

Aik Saada Se Naye Kalaam Ke Sath Hazir Hun….. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aaye Ga…….

DAULAT-E-ISHQ LUTANAY KE LIYE AAYE HAIN

Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Hum Isi Wastay Seenay Se Lagatay Hain Inhen
Gham To Dukh Dard Mitanay Ke Liye Aaye Hain

Ghair To Ghair The Lekin Sar-e-Mehfil Dekho
Yaar Bhi Zehar Pilanay Ke Liye Aaye Hain

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

Log Hee Jag Me Hain Khushion Ke Luteray AHMAD
Log Hee Khushion Ko Lutanay Ke Liye Aaye Hain

AHMAD ALI SHAKIL

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
12th March 2012, 09:25 PM

Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

wahh bahut khoob , janaab. daad o mubarqbaad.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)

12th March 2012, 09:26 PM

  (#4)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
13th March 2012, 11:06 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

wahh bahut khoob , janaab. daad o mubarqbaad.
Janab Uffak Ji.... Uahsla-Afzaayi Ka Boht boht Shukria........ Khush Rhaiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
13th March 2012, 11:55 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Saada Se Naye Kalaam Ke Sath Hazir Hun….. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aaye Ga…….

DAULAT-E-ISHQ LUTANAY KE LIYE AAYE HAIN

Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Waah mere bhai. Bahut khoob matlaa kaha hai.

Hum Isi Wastay Seenay Se Lagatay Hain Inhen
Gham To Dukh Dard Mitanay Ke Liye Aaye Hain

Gham aur dukh dard mitaane ke liye aaye hain. Khyaal achha hai lekin saaf nahi hai. Wazaahat nahi ho pa rahi. Mere hisaab se jab kuch leek se hatkar koshish karein tab khyaal ki wazaahat achhe se ho rahi hai ya nahi ye pehle ensure kar leN.

Ghair To Ghair The Lekin Sar-e-Mehfil Dekho
Yaar Bhi Zehar Pilanay Ke Liye Aaye Hain

Waaah..... dheron daad is sher par. Too good

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Bahut achha khyaal hai..laajawaab..... lekin misra e avval behr se bahar hai

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

Aahhhh.....kya nayaab khyaal hai..

Log Hee Jag Me Hain Khushion Ke Luteray AHMAD
Log Hee Khushion Ko Lutanay Ke Liye Aaye Hain

Doosra misra bhi behr mein nahi samaa pa raha hai shayad.

AHMAD ALI SHAKIL
Shakil bhai, sabhi ehsaas o khyaal behad laajawaab rahe. Agar dekha jaaye to overall ek achha qalaam hai. Fir bhi jo baatein mujhe lagi wo maine keh di. Aap un par ghaur kariyega...

Allaah aapko sadaa khush rakhe

_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
13th March 2012, 12:28 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Aik Saada Se Naye Kalaam Ke Sath Hazir Hun….. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aaye Ga…….

DAULAT-E-ISHQ LUTANAY KE LIYE AAYE HAIN

Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Hum Isi Wastay Seenay Se Lagatay Hain Inhen
Gham To Dukh Dard Mitanay Ke Liye Aaye Hain

Ghair To Ghair The Lekin Sar-e-Mehfil Dekho
Yaar Bhi Zehar Pilanay Ke Liye Aaye Hain

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

Log Hee Jag Me Hain Khushion Ke Luteray AHMAD
Log Hee Khushion Ko Lutanay Ke Liye Aaye Hain

AHMAD ALI SHAKIL
bahut khoob gahzal huee hai shakeel bhayee................. mujhe sare sher pasand aye ................. bahut acha badlaab dekhne ko milta hai har naye kalaam maiN aapke.....

yun hi likhte raheN

Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th March 2012, 11:52 AM

Aik Saada Se Naye Kalaam Ke Sath Hazir Hun….. Ummid Hai Ahbaab Ko Pasand Aaye Ga…….

DAULAT-E-ISHQ LUTANAY KE LIYE AAYE HAIN

Daulat-e-Ishq Lutanay Ke Liye Aaye Hain
Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Waah mere bhai. Bahut khoob matlaa kaha hai.

Boht boht shukria janab ………………

Hum Isi Wastay Seenay Se Lagatay Hain Inhen
Gham To Dukh Dard Mitanay Ke Liye Aaye Hain

Gham aur dukh dard mitaane ke liye aaye hain. Khyaal achha hai lekin saaf nahi hai. Wazaahat nahi ho pa rahi. Mere hisaab se jab kuch leek se hatkar koshish karein tab khyaal ki wazaahat achhe se ho rahi hai ya nahi ye pehle ensure kar leN.

Janab SUMIT ji……… Baat aap Ki Bhi Theak Hai…. Magar Shayad Aap wahan Tak Nahi Pohnchay Jahan Se Ye Sher Kaha Gaya Hai….
Aap Ne Suna Ho Ga Ke…….” Mushkilen Itni Padeen Mujh Par Ke Aasaan Ho Gai.”
Hamara Ye Rauz Marrah Ka Mushahida Hai ek Agar Kabhi Kabhaar Hamen Gham, Dukh, Takleef Waghaira Se Paala Paday, To Hamen Thoda Dukh, Gham Ya Takleef Ziaada Mehsoos Hon Gay…. Or Agar Gham Hamaray Ghar Ka Rasta Hee Dekh Len or Janay Ka Naam Hee Na Len To Aik Waqt Aaye Ga Ke Hamen Chotay Motay Dukh, Dard Mehsoos Hee Nahi Hon Gay……. Bas Kuch Aisa He Khayal Hai Mera Is Sher Me…..Ke Ab To Itnay Ziaada Gham Milay Hain Ke Mujhy Ab Dukh, Dard Bhi Mehsoos Nahi Hotay…. Shayad Theak Se Explain Nahi Kar Paya…..

Ghair To Ghair The Lekin Sar-e-Mehfil Dekho
Yaar Bhi Zehar Pilanay Ke Liye Aaye Hain

Waaah..... dheron daad is sher par. Too good

Dheron Shukria….Daad Ke Liye……..

Wo Bhi Aankhon Me Shikayaat Liye Hazir Hain
Hum Bhi Faryaad Sunanay Ke Liye Aaye Hain

Bahut achha khyaal hai..laajawaab..... lekin misra e avval behr se bahar hai

Ji…. Hausla Afzaayi Ka Be-had Shukria……..
Aap Ne Shayad Pehlay Misra Me Shikayaaat Ko Shikayat Parha Hai…. Mujhy Is Me BEHR Ki koi Problem Nazar Nahi Aa Rahi……

Jal Ke Main Raakh Hua Jab To Mere Chara-saaz
Raakh Me Aag Laganay Ke Liye Aaye Hain

Aahhhh.....kya nayaab khyaal hai..

Boht both shukria Janab……

Log Hee Jag Me Hain Khushion Ke Luteray AHMAD
Log Hee Khushion Ko Lutanay Ke Liye Aaye Hain

Doosra misra bhi behr mein nahi samaa pa raha hai shayad.

Shayad BEHR Ki Problem Ho…. Magar Abhi Mujhy Confirm Nahi Hai…. Agar Problem Hai To Phir aap Isay Theak BEHR Me Kar Den…… Nawaazish Ho Gi……

Janab Sumit Sharma Ji……….. Aap ki Inayat Hai Jo Aap ne Apna Besh-qeemat Waqt Is Kalaam Ko Dia……
Be-had Khushi Hui Aap Ki Raaye Or Daad Paa Kar…….. Tah-e-Dil se Is Inayat Par Aap Ka Mashkoor Hun……
Sada khush Rahiye…… Yunhi Sath Banaye Rakhiye………

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
15th March 2012, 12:10 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
bahut khoob gahzal huee hai shakeel bhayee................. mujhe sare sher pasand aye ................. bahut acha badlaab dekhne ko milta hai har naye kalaam maiN aapke.....

yun hi likhte raheN

Hum Zmanay Me Zamanay Ke Liye Aaye Hain

Janab Vikaas Ji.........!

Aap Ki Inaayat Or Zarrah-Nawazi Hai jo aaap Ne Is Adna Se Kalaam Ko Waqt Dia Or Apni Besh Qeemat Raaye Se NAwaza...
Aap ki Daad Sar Aankhon Par..........
Sada Khush Rahiye......
Yunhi Sath Banaye Rakhiye

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com