Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day)
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Post Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day) - 8th May 2005, 07:37 PM

aap sabhi logoN ko mothers day ki lakhoN shubhkamnayeN ... bhagwaan se dua rahegi.. ki sabko apni maa ka pyar beshumar milta rahe ... isi mauke par .. ek choti si pesh kash meri taraf se....

--------------------------------------------------------------------------

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai…

Har ehsaas tujhse hi jana maiNe is jahaN main aake..
hai karzdaar uska ye beta, dhood jo tune pilaaya hai..

Pehla lafz tu bani mere jeewan ka, khuda ke karam se…
Pakad mere hathoN ko, mujhe sambhalna shikaya hai…

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

huN aaj maiN apne kadmoN pe, jahaN ko paar kar ke…
huN par tere kadmoN main, jisse har seekh ko paya hai…

teri mamta ka pyasa huN, luta de mujhpe “saccha_pyar”…
poojta huN tujhe aise, ki bhagwan ki jagah biithaya hai…

hai dua upar wale se, gar who is jahaN main kahiN hai…
rakhe sada khush use, jisne mujhe duniya main laya hai

Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai...

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day)
Old
  (#2)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day) - 8th May 2005, 07:43 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
aap sabhi logoN ko mothers day ki lakhoN shubhkamnayeN ... bhagwaan se dua rahegi.. ki sabko apni maa ka pyar beshumar milta rahe ... isi mauke par .. ek choti si pesh kash meri taraf se....

--------------------------------------------------------------------------

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai…

Har ehsaas tujhse hi jana maiNe is jahaN main aake..
hai karzdaar uska ye beta, dhood jo tune pilaaya hai..

Pehla lafz tu bani mere jeewan ka, khuda ke karam se…
Pakad mere hathoN ko, mujhe sambhalna shikaya hai…

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

huN aaj maiN apne kadmoN pe, jahaN ko paar kar ke…
huN par tere kadmoN main, jisse har seekh ko paya hai…

teri mamta ka pyasa huN, luta de mujhpe “saccha_pyar”…
poojta huN tujhe aise, ki bhagwan ki jagah biithaya hai…

hai dua upar wale se, gar who is jahaN main kahiN hai…
rakhe sada khush use, jisne mujhe duniya main laya hai

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai...

Kunal

Happy mother's day bhaiya...

maa ke liye aapka pyaar umad aaya hai..
aapke dwara likha har lafz sach ho bas yehi keh sakungee.

aapka beta

Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day)
Old
  (#3)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day) - 8th May 2005, 07:55 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
aap sabhi logoN ko mothers day ki lakhoN shubhkamnayeN ... bhagwaan se dua rahegi.. ki sabko apni maa ka pyar beshumar milta rahe ... isi mauke par .. ek choti si pesh kash meri taraf se....

--------------------------------------------------------------------------

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai…

Har ehsaas tujhse hi jana maiNe is jahaN main aake..
hai karzdaar uska ye beta, dhood jo tune pilaaya hai..

Pehla lafz tu bani mere jeewan ka, khuda ke karam se…
Pakad mere hathoN ko, mujhe sambhalna shikaya hai…

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

huN aaj maiN apne kadmoN pe, jahaN ko paar kar ke…
huN par tere kadmoN main, jisse har seekh ko paya hai…

teri mamta ka pyasa huN, luta de mujhpe “saccha_pyar”…
poojta huN tujhe aise, ki bhagwan ki jagah biithaya hai…

hai dua upar wale se, gar who is jahaN main kahiN hai…
rakhe sada khush use, jisne mujhe duniya main laya hai

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai...

Kunal
dearest kunal,
thx buddy tht u kept my words n posted sumthing real special on this occasion. wah koi alfason ko motiyon ki tarah beyaan karna koi tumse seekhe dost. well just touched my heart my soul. gr8 buddy. awesome. each word seems to be complete in itself n the way of expreesing is fantastic. kuch likha tha mein bhi so posting here. hope u like it.
------------------------------------------------------------------------------------

maa.....maa.....maa.......bas meri maa
saari duniya mein hai,tujhsa koi kahan!

pyaari hai tu kitni,tu bholi si hai
aur koi nahi koi,wo hai meri maa!

tere charno ko chu kar , lagta hai yeh
jaise bhagwan aakar,rehta ho yaahan!

kar beithu mein jo galti eh maa
iss nadaan ko kar dena khima!

bhool jati hoon mein sabhi gam jahan ke
karti hai tu,aanchal ki chao jab maa!

mere sukh mein hasti, mere dukh mein roti
tujh jaisa saccha saathi hoga kahan!

sab se pawan hai,sab se uncha hai jo
bas ek hi naam, maa , maa , maa!

well kunal just few feelings tht i cud exprees for mothers day. take care n may god bless u.

mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

Reply With Quote
Re: Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day)
Old
  (#4)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day) - 9th May 2005, 10:52 AM

Quote:
Originally posted by garima
Happy mother's day bhaiya...

maa ke liye aapka pyaar umad aaya hai..
aapke dwara likha har lafz sach ho bas yehi keh sakungee.

aapka beta
beta..

maa ke liye pyar umadna kya.. ye to humesha apne ufaan pe rehta hai ... tumhari dua ke liye shukiya

tumhara bhai

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Re: Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day)
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Re: Maa tujhme DUNiYA meri... (on Mother's Day) - 9th May 2005, 10:56 AM

Quote:
Originally posted by ruhani
dearest kunal,
thx buddy tht u kept my words n posted sumthing real special on this occasion. wah koi alfason ko motiyon ki tarah beyaan karna koi tumse seekhe dost. well just touched my heart my soul. gr8 buddy. awesome. each word seems to be complete in itself n the way of expreesing is fantastic. kuch likha tha mein bhi so posting here. hope u like it.
------------------------------------------------------------------------------------

maa.....maa.....maa.......bas meri maa
saari duniya mein hai,tujhsa koi kahan!

pyaari hai tu kitni,tu bholi si hai
aur koi nahi koi,wo hai meri maa!

tere charno ko chu kar , lagta hai yeh
jaise bhagwan aakar,rehta ho yaahan!

kar beithu mein jo galti eh maa
iss nadaan ko kar dena khima!

bhool jati hoon mein sabhi gam jahan ke
karti hai tu,aanchal ki chao jab maa!

mere sukh mein hasti, mere dukh mein roti
tujh jaisa saccha saathi hoga kahan!

sab se pawan hai,sab se uncha hai jo
bas ek hi naam, maa , maa , maa!

well kunal just few feelings tht i cud exprees for mothers day. take care n may god bless u.
jasleen

meri dost bas yahi kehna chauNga .. ki ehsaasoN ko kagaz pe sawarna koi badi baat nahi... bas asar karta hai to ye .. ki humare ehsaas kitne nek hai ... khair tumne itna hounsla badhaya ... bohat bohat shukriya ... mothers day ki dheroN shubhkamnayeN .... khuda kare hum sabki maaoN ko lambi umra daryaft ho

tumhara apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
9th May 2005, 12:56 PM

Mere bhai Kunnu.....

aaj mother's day pe tumhara ye pyar bhara kalam aur maa ki izzat.....

maa ka pyar anmol hota hai aur shayad aur koi kisi ko itna pyar nahi kar sakta jitna ki koi maa apne bacchon se.....

kalaam to bahut hi aacha likha hai......

lekin padte hi maa ki yaad aa gayi.....yahan door sabse akela baitha hoon....

khush rahoo mere bhai.....

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
9th May 2005, 07:35 PM

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai…

Har ehsaas tujhse hi jana maiNe is jahaN main aake..
hai karzdaar uska ye beta, dhood jo tune pilaaya hai..

Sach...Karzdaar hai har beta...!!

Pehla lafz tu bani mere jeewan ka, khuda ke karam se…
Pakad mere hathoN ko, mujhe sambhalna shikaya hai…

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

AaaaH.. sach ek maa hi kar sakti hai itna apne bacchon ke liye!!

huN aaj maiN apne kadmoN pe, jahaN ko paar kar ke…
huN par tere kadmoN main, jisse har seekh ko paya hai…

teri mamta ka pyasa huN, luta de mujhpe “saccha_pyar”…
poojta huN tujhe aise, ki bhagwan ki jagah biithaya hai…

Maa kaa pyaar aur kahan lutega!! Bachhon ke oopar hi!!

hai dua upar wale se, gar who is jahaN main kahiN hai…
rakhe sada khush use, jisne mujhe duniya main laya hai

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai...

Beautifull!!

Kunaal!!

Sach bahut hi pyaari aur gehrri baat in saade lafzon me... bahut hi acche lage tumhare yeh khayaal...Kaash sab samajh paayen maa ki mamt ki ahemiyat....MEri dil se daad kubool kar lo.. Yun hi likhte rehna!! TC

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
9th May 2005, 07:54 PM

mere kunal,

khush raho........

SBJ
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th May 2005, 07:57 PM

Chote bhayyia...

bahut khuub!

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

yeh lines bahut pyaari lagin...ehsaas bahut achha hai...lekin chutkuu ismein flow mein behteree ho sakti thee...take care...

keep writiing

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th May 2005, 09:21 PM

Quote:
Originally posted by Aman_rahi
Mere bhai Kunnu.....

aaj mother's day pe tumhara ye pyar bhara kalam aur maa ki izzat.....

maa ka pyar anmol hota hai aur shayad aur koi kisi ko itna pyar nahi kar sakta jitna ki koi maa apne bacchon se.....

kalaam to bahut hi aacha likha hai......

lekin padte hi maa ki yaad aa gayi.....yahan door sabse akela baitha hoon....

khush rahoo mere bhai.....
aman bhai

bas kya kahUn.. maa ka pyar hota hi aise hai ... bas aap aaye shukriya

aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#11)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th May 2005, 09:22 PM

Quote:
Originally posted by Pulkit_gupta
Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai…

Har ehsaas tujhse hi jana maiNe is jahaN main aake..
hai karzdaar uska ye beta, dhood jo tune pilaaya hai..

Sach...Karzdaar hai har beta...!!

Pehla lafz tu bani mere jeewan ka, khuda ke karam se…
Pakad mere hathoN ko, mujhe sambhalna shikaya hai…

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

AaaaH.. sach ek maa hi kar sakti hai itna apne bacchon ke liye!!

huN aaj maiN apne kadmoN pe, jahaN ko paar kar ke…
huN par tere kadmoN main, jisse har seekh ko paya hai…

teri mamta ka pyasa huN, luta de mujhpe “saccha_pyar”…
poojta huN tujhe aise, ki bhagwan ki jagah biithaya hai…

Maa kaa pyaar aur kahan lutega!! Bachhon ke oopar hi!!

hai dua upar wale se, gar who is jahaN main kahiN hai…
rakhe sada khush use, jisne mujhe duniya main laya hai

Mere wazood ki kahani wo, mere sir pe jiska saya hai…
Maa tujhse ye duniya meri, tujhse hi jeewan paya hai...

Beautifull!!

Kunaal!!

Sach bahut hi pyaari aur gehrri baat in saade lafzon me... bahut hi acche lage tumhare yeh khayaal...Kaash sab samajh paayen maa ki mamt ki ahemiyat....MEri dil se daad kubool kar lo.. Yun hi likhte rehna!! TC
shukriya pulkit bhai

aapko ye khayal bvhi pasand aaye ...

aapka bhai

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#12)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th May 2005, 09:24 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
mere kunal,

khush raho........

SBJ
shukriya

aapka beta

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#13)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
10th May 2005, 09:26 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Chote bhayyia...

bahut khuub!

Mere ek chiNk pe tadapna tera, kitni raat tu soyi nahi…
Khud ko jala dopehar bhar, hard dhoop se bachaya hai..

yeh lines bahut pyaari lagin...ehsaas bahut achha hai...lekin chutkuu ismein flow mein behteree ho sakti thee...take care...

keep writiing
Guddo didi...

shukriya ,,...

janta huN isme flow accha ho sakta tha .. par sirf 15 min maiN likhi hui ye rachna ... maiN sirf bas ehsaas de paya maiN ... aage dhyan rakhunga

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#14)
gauri prakash
GAURI DIED 7 MARCH 2009
gauri prakash will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 21
11th May 2005, 10:27 AM

Thank you beta Kunal,

Bhai hum to Lyrics me dhoondh rahe the kyonki hum ne farmaeesh ki thi "gujarati Bhajan" me.
Hum ne socha Kunal humara hume bhool hi gaya.

Thank you once again. Tere jaisa beta sabhi maa ko mile.

Gauri
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
11th May 2005, 11:45 AM

Quote:
Originally posted by gauri prakash
Thank you beta Kunal,

Bhai hum to Lyrics me dhoondh rahe the kyonki hum ne farmaeesh ki thi "gujarati Bhajan" me.
Hum ne socha Kunal humara hume bhool hi gaya.

Thank you once again. Tere jaisa beta sabhi maa ko mile.
gauri maa

Lyrics maiN is liye nahi likha.. kyuNki ye meri khud ki rachna thi... koi mothers day pe gana mila nahi to maine yahi post kar diya.. aur aisa kabhi ho nhai sakta koi baccha apni maa ki farmaish ko bhula de.. aur aap mujhe thanx na den ... sir jhuk sa jata hai .. aap apna khyal rakhiye

aapka beta

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
15th May 2005, 09:36 AM

Pyare Kunaal,

Acchha toh yaha chhupe baithe the. Aur hum soch rahe the ke itne azeem din pe humare pyare bhai ki taraf se kuch anmol alfaaz nahi.

Bohot khoobsurat ehsaas mere bhai duniya ki sabse azeem shakhsiyat ke liye. Maa, khuda ka sabse anmol tohfa insaano ke liye. Inke baare mein jitna likhe kam hai. Phir bhi tumhare kalaam mein itna kuch likha ke bas dil bhar aaya. Bohot khoob mere bhai.

Is kalaam ke liye shayad humari daad bhi kam parhe isliye bas samaj lena.

Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
16th May 2005, 12:06 PM

Quote:
Originally posted by candyboy
Pyare Kunaal,

Acchha toh yaha chhupe baithe the. Aur hum soch rahe the ke itne azeem din pe humare pyare bhai ki taraf se kuch anmol alfaaz nahi.

Bohot khoobsurat ehsaas mere bhai duniya ki sabse azeem shakhsiyat ke liye. Maa, khuda ka sabse anmol tohfa insaano ke liye. Inke baare mein jitna likhe kam hai. Phir bhi tumhare kalaam mein itna kuch likha ke bas dil bhar aaya. Bohot khoob mere bhai.

Is kalaam ke liye shayad humari daad bhi kam parhe isliye bas samaj lena.
mere pyare bhai

maiN chupa nahi tha kahiN .. par is aur ka rukh musafir karte hi nahi... khair ye bat sahi hai ki is din pe mujhe kuch na kuch to likhna hi tha ... aur sach maa se azeem is duniya main koi shay nahi ... aur wakai khuda ki inayat hai humpe jo maa ka saya humeN usne diya hai... shukriya ese khayal yahaN likhne ke liye ... aur shukriya kalaam ko pasand karne ke liye ... sada aapki dua ka talabgaar rahuNga ...

aapka bhai

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
20th May 2005, 10:34 AM

kunal mere bhai

sab se pehle to bohat muazrat ke mein ne is post per aane mein bohat der kerdi.

bhai maan ki mohabbat zarb ul misl hai.
aap ke in ashaar mein chupe jazboan ki azmat ko sirf salam kiyaa jakta hai.
mere dil mein kisi ki izzat kerne ka paimaana yeh hai ke voh apne maan baap se, apne behan bhaiyon se, apne beewi bachchon ke saath kaisa hai, apne doston ke saath kaisa hai.
aap mein mujhe voh sab khuubiyaan nazer aati hain, aap ka yeh kalam is baat ka saboot hai.

maan aur maan ki mohabbat ka kyaa kehna. us ke liye to jo bhi likha jaaye, kaha jaaye kem hai.

meri duaa hai ke ager aap ki waalida baqaid e hayaat hain to lambi umr paayein, aap per un kaa saayaa rahe, aur ager is duniyaa mein naheen hain to jahan hoan khush hoan, sukhi hoan.

meri sab duayein aap ke liye aap ki khushiyon ke liye.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
27th May 2005, 12:17 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
kunal mere bhai

sab se pehle to bohat muazrat ke mein ne is post per aane mein bohat der kerdi.

bhai maan ki mohabbat zarb ul misl hai.
aap ke in ashaar mein chupe jazboan ki azmat ko sirf salam kiyaa jakta hai.
mere dil mein kisi ki izzat kerne ka paimaana yeh hai ke voh apne maan baap se, apne behan bhaiyon se, apne beewi bachchon ke saath kaisa hai, apne doston ke saath kaisa hai.
aap mein mujhe voh sab khuubiyaan nazer aati hain, aap ka yeh kalam is baat ka saboot hai.

maan aur maan ki mohabbat ka kyaa kehna. us ke liye to jo bhi likha jaaye, kaha jaaye kem hai.

meri duaa hai ke ager aap ki waalida baqaid e hayaat hain to lambi umr paayein, aap per un kaa saayaa rahe, aur ager is duniyaa mein naheen hain to jahan hoan khush hoan, sukhi hoan.

meri sab duayein aap ke liye aap ki khushiyon ke liye.

musharrafhusain
Mere mushi bhai ...

aap mujhse umra maiN bade hai ... aur bada bhai manta huN aapko.. to dukhmay hone ki jaroorat nahi .. aap aaye yhi kafi hai dairi aur jald to sab upar wale ke hath maiN hai...

aur aapne jis tarah ka pyar mujhpe yahaN barpaya hai .. sach dil manmoon hai aise shakhs ki mehfil maiN khud ko pakar.. aapke jeene ke kaide se maiN biohat prabhavit huN ,... aur wakai rishtoN ki bareeki jo samjhe wahi is duniya maiN kabil mukam paata hai ... maa ke liye wakai jitna likha jaye kam hi rahega ... bas meri to ye ek koshish thi apne ehsaas likhne ki .. aapne jo sath diya bas dil bhar sagaya hai ye pyar dekh ke... aur aapka shukriya behad aapne meri maaN ke liye apni duayen yuN bheji.. allah ke fazal se wo abhi beqaid e hayat hai,... unka saya mujhpar sada hai aur rahega .. aapki duaoN ke liye bas yahi keh sakta huN .. ki bade bhai ka farz aapne bakhoobhi nibhaya hai ...

yuN hi sath dete rahiyega

aapka apna

kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Meri Duniya ekajnabee Shayri-e-Dard 0 28th August 2006 02:07 PM
Maa tujhme DUNiYA hai meri(on mothers day) ANKIT[DOST] Shayri-e-Ishq 3 16th May 2005 07:02 PM
maine tujhme ik khwaab sa dekha karan q Anjuman-e-Shayri 0 11th June 2004 03:57 PM
tum duniya ho meri happy Shayri-e-Ishq 0 29th November 2003 10:01 PM
meri duniya kishor Shayri-e-Dard 3 19th October 2003 11:49 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com