Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Muhabbat ki rahon mein ham............
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Love Muhabbat ki rahon mein ham............ - 9th September 2004, 12:46 AM

Singer: Sonu Nigam. Film: Kash Aap Hamare Hote.

Muhabbat ki rahon mein ham saath hote
Sau dard milte phir bhi na rote
Kash aap hamare hote
Hamare hote

Keh na paaye ham dilki baat ko
Soun na paaye tum dilki baat ko
Har pal hamko tadpaayegi ye khamoshiyan
Ye bhi sach hain tum bewafa nahin
Ye bhi sach hain ham bewafa nahin
Ye bhi sach hain, chahat mein mili hain duriyan

Iss dil ke aise toukde na hote -(2)
Kash aap hamare hote
Hamare hote

Touta meri chahat ka silsila Shayad ye the Qissmat ka faisla
Ham shiqwe aur shiqayaat Bolo kisshe karein
Ye na puchon keya mere paas hain
Tanhai hain aur teri yaad hain
Toute dil se aahein bhi bhare tou kab tak bhare

Ham aapni haalat pe aise na rote -(2)
Kash aap hamare hote
Hamare hote
Muhabbat ki rahon mein ham saath hote
Sau dard milte phir bhi na rote
Kash aap hamare hote
Hamare hote............


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
gauri prakash
GAURI DIED 7 MARCH 2009
gauri prakash will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 21
9th September 2004, 04:04 AM

Shimulji,

Yeh geet to humne nahin suna lekin inke shabd bahut hi khubsoorat hai.

Sabhi ko pyar me safalta nahin milti.
Kahte hain ki chand to ek hi hota hai to sabhi ko nahin milta.
Lekin ek diya bhi kaafi hai ujaale ke liye.

Is geet ke shabd ne hume ek aur geet yaad dilaya:

kabhii kisii ko mukammal jahaa.N nahii.n milataa
kahii.n zamiin to kahii.n aasamaan nahii.n milataa

jise bhii dekhiye vo apane aap me.n gum hai
jubaa.N milii hai magar hamajubaa.N nahii.n milataa
kabhii ...

bujhaa sakaa hai bhalaa kaun vaqt ke shole
ye aisii aag hai jisame dhuaa.N nahii.n milataa
kabhii ...

tere jahaa.N me.n aisaa nahii.n ki pyaar na ho
jahaa.N ummiid ho isakii vahaa.N nahii.n milataa
kabhii ...


Gauri
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
gauri prakash
GAURI DIED 7 MARCH 2009
gauri prakash will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 21
9th September 2004, 05:34 AM

Shimulji,

Humne khoj kar is gaane ko suna aur vakayee
bahut accha hai.

Thank you


Gauri
   
Reply With Quote
Re: Muhabbat ki rahon mein ham............
Old
  (#4)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Muhabbat ki rahon mein ham............ - 9th September 2004, 08:35 AM

Quote:
Originally posted by Shimul
Singer: Sonu Nigam. Film: Kash Aap Hamare Hote.

Muhabbat ki rahon mein ham saath hote
Sau dard milte phir bhi na rote
Kash aap hamare hote
Hamare hote

Keh na paaye ham dilki baat ko
Soun na paaye tum dilki baat ko
Har pal hamko tadpaayegi ye khamoshiyan
Ye bhi sach hain tum bewafa nahin
Ye bhi sach hain ham bewafa nahin
Ye bhi sach hain, chahat mein mili hain duriyan

Iss dil ke aise toukde na hote -(2)
Kash aap hamare hote
Hamare hote

Touta meri chahat ka silsila Shayad ye the Qissmat ka faisla
Ham shiqwe aur shiqayaat Bolo kisshe karein
Ye na puchon keya mere paas hain
Tanhai hain aur teri yaad hain
Toute dil se aahein bhi bhare tou kab tak bhare

Ham aapni haalat pe aise na rote -(2)
Kash aap hamare hote
Hamare hote
Muhabbat ki rahon mein ham saath hote
Sau dard milte phir bhi na rote
Kash aap hamare hote
Hamare hote............
Wow...shimul!

..kitne sundar alfaaz hain na iss gaane ke...bahut khoob...kaash aap hamare hote....kaisee ho...dard kaisa hai...kabhi kabaar mil liya karo...bless you

nice choice

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
9th September 2004, 10:20 AM

Muhabbat ki rahon mein ham saath hote
Sau dard milte phir bhi na rote
Kash aap hamare hote
Hamare hote.......

sach khoob geet hai ye bhii......aB pata nahi kab tum aaoogii...aur kab padhogii humara reply.....par ummid hai kabhii tao padh hii logii........shukriyaa isen yaad dilaane kaa.......


marne k baad bhii merii ankhe khulii thii
aadaT thii unhe zamaane se intzaar kii....

bye.......

khudaa jane fhir kaB samnaa hoo.......allaaH de hawale!

Sanju!


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Really so sorry...
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Sad Really so sorry... - 18th September 2004, 01:30 AM

I will come back & reply, sorry Jee, sabhi ko. I will come soon. Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat...God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Plz, forgive...
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Plz, forgive... - 29th September 2004, 12:18 AM

Dear Gauri Jee, Aapne khojkar ye gana sunliya hain... Jaan kar dil ko achha laga. Der se aayi houn aur mafhi hi mangsakti houn, aur haan...Duwa tou younhi rehti hain aapke liye aur sabhi ke liye bhi...aur hamesha rahegi. Please, do forgive me. Dilse shukriya kubool kijiyega. Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Do take care of yourself...God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Re: Muhabbat ki rahon mein ham............
Old
  (#8)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: Muhabbat ki rahon mein ham............ - 29th September 2004, 12:21 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Wow...shimul!

..kitne sundar alfaaz hain na iss gaane ke...bahut khoob...kaash aap hamare hote....kaisee ho...dard kaisa hai...kabhi kabaar mil liya karo...bless you

nice choice

paras
Dear Paras, I am still outside...thanks for today...when I return home I will talk to you. Dilse shukriya kubool karlijiyega, ok? Aur jo kehna hai aapko wo baate jab hogi kehdoungi...ok? Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Do take care of yourself...God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
29th September 2004, 12:25 AM

Dear Sanjoo, hope you are well. Thank you for your reply. Do forgive me...khush rahon ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. By the way, always remember to be Polite & smile. Do take care of yourself. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
][s muhabbat mein anjelz_princess Shayri-e-Ishq 0 15th January 2006 01:51 PM
Teri rahon mein.. anjelz_princess Shayri-e-Ishq 4 18th November 2005 05:37 AM
Jindagi ki ............rahon mein Raj_Tanha Shayri-e-Dard 2 6th October 2005 04:35 PM
teri rahon mein kishor Shayri-e-Dard 0 25th September 2005 05:23 PM
Zindagi ki Rahon mein Pulkit_gupta Shayri-e-Ishq 0 10th September 2003 05:42 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com