Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
$idel humsafar$
Old
  (#1)
pagla kahi ka
Registered User
pagla kahi ka is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 12
Join Date: Apr 2005
Location: in a house
Rep Power: 0
$idel humsafar$ - 10th April 2005, 04:09 PM

--------------------------------------------------------------------------------
Na who farishta ho na farishte jaisa ho
Mujhe talash hai uski jo mere jaisa ho

Jo khwaab dene ko qadir ho meri aankhon ko
Meri mohabbat ko pehchan sake woh aisa ho

Meri khatir marne ka hosla bhi rakhta ho
koi bhi ho..kahi bhi ho.. bas aisa ho

Agar kabhi rooth jaoon mein usse to
Muskrake manaye, woh aisa ho

Jo baat kare to woh nibha bhi sake
Iradon mein woh apne, chattanon jaisa ho

Dukhon mein hansne ka hunar janta ho
Ik aisa hamsafar jo samandar ki tarah gehra ho

Us ke pyaar ki thandak ho mere liye aisi
Ke woh to bilkul aasman ke chand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umar bhar saath chale...!!! bus humsafar mera aisa ho
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
HuMsAfAr Niks Shayri-e-Ishq 1 4th January 2006 09:48 PM
Humsafar ashok_naam Shayri-e-Dard 0 30th July 2005 07:04 PM
$idel humsafar$ pagla kahi ka Shayri-e-Ishq 0 10th April 2005 04:07 PM
humsafar nazneen Anjuman-e-Shayri 0 27th August 2003 08:10 PM
Humsafar neelo Shayri-e-Dard 1 3rd June 2001 09:03 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com