Shayri.com
>
Shayri
>
Shayri-e-Dard
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
User Name
Remember Me?
Password
Thread Tools
Rate Thread
Display Modes
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
(#
1
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista -
29th June 2016, 11:37 PM
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
Khul Rahi Hai Har Zurm Ki Kitaab Aahista Aahista
Firte The Kal Tak Jo Galiyon Me.N Maare Maare
Chadh Raha Hai Unpar Dekho Shabaab Aahista Aahista
Beshak Door Hai Ab Talak Nazron Se Mere Tu
KahaN Se Laut Aate HaiN Khwaab Aahista Aahista
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
Jaise Mohabbat Rasta Banaati Hai Mehboob Ke Dil Me
WahaN Talak Besudh Karti Hai Sharaab Aahista Aahista
Jo Mila Tha Zindagi Se 'Ishk' Ko Khairaat Me.N
Dena Hoga Har Ghadhi Uska Hisaab Aahista Aahista
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
2
)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power
: 61
2nd July 2016, 03:49 AM
Quote:
Originally Posted by
ISHK EK IBADAT
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
Khul Rahi Hai Har Zurm Ki Kitaab Aahista Aahista
Firte The Kal Tak Jo Galiyon Me.N Maare Maare
Chadh Raha Hai Unpar Dekho Shabaab Aahista Aahista
Beshak Door Hai Ab Talak Nazron Se Mere Tu
KahaN Se Laut Aate HaiN Khwaab Aahista Aahista
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
Jaise Mohabbat Rasta Banaati Hai Mehboob Ke Dil Me
WahaN Talak Besudh Karti Hai Sharaab Aahista Aahista
Jo Mila Tha Zindagi Se 'Ishk' Ko Khairaat Me.N
Dena Hoga Har Ghadhi Uska Hisaab Aahista Aahista
waahh kyaa khoobsurat andaaz thaa aapka Rajinder saahab...
behad hi asardaar khayaal aur bahut hi khoobsurat alfaazon se sajaa huaa kalaam hai ye......
merii daad qubool farmaaen..... aate rahen, aur likhte rahen.....
Shaad...........
Shaad...
sameer'shaad'
View Public Profile
Find More Posts by sameer'shaad'
(#
3
)
Mujahid Ali
Registered User
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power
: 9
2nd July 2016, 10:58 AM
Quote:
Originally Posted by
ISHK EK IBADAT
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
Khul Rahi Hai Har Zurm Ki Kitaab Aahista Aahista
Firte The Kal Tak Jo Galiyon Me.N Maare Maare
Chadh Raha Hai Unpar Dekho Shabaab Aahista Aahista
Beshak Door Hai Ab Talak Nazron Se Mere Tu
KahaN Se Laut Aate HaiN Khwaab Aahista Aahista
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
Jaise Mohabbat Rasta Banaati Hai Mehboob Ke Dil Me
WahaN Talak Besudh Karti Hai Sharaab Aahista Aahista
Jo Mila Tha Zindagi Se 'Ishk' Ko Khairaat Me.N
Dena Hoga Har Ghadhi Uska Hisaab Aahista Aahista
Bohat khoob Ishk sahab behad lajawaab hui hai ye ghazal
Ye ghazal padh ke Ameer Meenai ji ki yaad aa gayi
Apne tehreer se bazm ko yu munawwar karte rahiye
Mujahid Ali
View Public Profile
Find More Posts by Mujahid Ali
(#
4
)
Madhu 14
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power
: 29
3rd July 2016, 09:28 AM
waahh bahut khoob rajinder ji..
khoob ashaar huye hain....daad qubool karein...
aate rahiyega...
regards
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
Madhu 14
View Public Profile
Find More Posts by Madhu 14
(#
5
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
12th July 2016, 07:21 PM
Quote:
Originally Posted by
sameer'shaad'
waahh kyaa khoobsurat andaaz thaa aapka Rajinder saahab...
behad hi asardaar khayaal aur bahut hi khoobsurat alfaazon se sajaa huaa kalaam hai ye......
merii daad qubool farmaaen..... aate rahen, aur likhte rahen.....
Shaad...........
shukriya shaad bhai.......................................
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
6
)
sunita thakur
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power
: 64
13th July 2016, 12:11 PM
Quote:
Originally Posted by
ISHK EK IBADAT
Uth Rahi Hai Har Chehre Se Naqaab Aahista Aahista
Khul Rahi Hai Har Zurm Ki Kitaab Aahista Aahista
Firte The Kal Tak Jo Galiyon Me.N Maare Maare
Chadh Raha Hai Unpar Dekho Shabaab Aahista Aahista
Beshak Door Hai Ab Talak Nazron Se Mere Tu
KahaN Se Laut Aate HaiN Khwaab Aahista Aahista
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
Jaise Mohabbat Rasta Banaati Hai Mehboob Ke Dil Me
WahaN Talak Besudh Karti Hai Sharaab Aahista Aahista
Jo Mila Tha Zindagi Se 'Ishk' Ko Khairaat Me.N
Dena Hoga Har Ghadhi Uska Hisaab Aahista Aahista
wahh wahhhh kya andaaz-e-bayaan hai....Rajinder ji, bahut hi khoobsurat ehsaas...accha lga padkar
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
sunita thakur
View Public Profile
Visit sunita thakur's homepage!
Find More Posts by sunita thakur
(#
7
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
20th July 2016, 02:54 PM
Quote:
Originally Posted by
Mujahid Ali
Bohat khoob Ishk sahab behad lajawaab hui hai ye ghazal
Ye ghazal padh ke Ameer Meenai ji ki yaad aa gayi
Apne tehreer se bazm ko yu munawwar karte rahiye
bahut bahut shukriya Mujahid Ali saheb...................
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
8
)
masti
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power
: 39
21st July 2016, 11:13 PM
Wah ji wah
Aaj tak aapke soofi kalam ke kaayal the aaj mohabbat bhare kalaam kr bhi ho gaye.
Magar jaane kyu laga ki iski sahi jagah shayri e ishq mei hai.
Bohut pasand aaya ye hamein
Radhe radhe
-Apki Dost
Sarika
masti
View Public Profile
Find More Posts by masti
(#
9
)
rajinderseep
Registered User
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power
: 29
24th July 2016, 07:21 AM
bahut hi umda likha aapne Ishk sahib
kaas tor pe lines bahut dil k paas rehi
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
daad qbool karein
rajinderseep
rajinderseep
View Public Profile
Find More Posts by rajinderseep
(#
10
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
2nd August 2016, 10:45 PM
Quote:
Originally Posted by
Madhu 14
waahh bahut khoob rajinder ji..
khoob ashaar huye hain....daad qubool karein...
aate rahiyega...
regards
Shukriya,,,,,,,,,,,Madhu jee.........
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
11
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
25th September 2016, 05:23 PM
Quote:
Originally Posted by
sunita virender
wahh wahhhh kya andaaz-e-bayaan hai....Rajinder ji, bahut hi khoobsurat ehsaas...accha lga padkar
Bahut bahut shukriya
Sunita jee..........radhe radhe
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
12
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
25th September 2016, 05:24 PM
Quote:
Originally Posted by
masti
Wah ji wah
Aaj tak aapke soofi kalam ke kaayal the aaj mohabbat bhare kalaam kr bhi ho gaye.
Magar jaane kyu laga ki iski sahi jagah shayri e ishq mei hai.
Bohut pasand aaya ye hamein
Radhe radhe
Shukriya Sarika jee.....................................
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
13
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
25th September 2016, 05:25 PM
Quote:
Originally Posted by
rajinderseep
bahut hi umda likha aapne Ishk sahib
kaas tor pe lines bahut dil k paas rehi
Uthe The Jitne Bhi Sawaal Zindagi Me.N
Mil Rahe Hain Ab Unke Jawaab Aahista Aahista
daad qbool karein
rajinderseep
Shukriya rajinder seep jee,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
(#
14
)
zainy
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power
: 57
11th October 2016, 09:26 PM
Bohat khoob Rajinder ji.......
Z
ainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
zainy
View Public Profile
Find More Posts by zainy
(#
15
)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power
: 59
22nd December 2016, 04:54 PM
Quote:
Originally Posted by
zainy
Bohat khoob Rajinder ji.......
bahut shukriya Zainy jee.............................................
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email:
rkm179@gmail.com
ISHK EK IBADAT
View Public Profile
Visit ISHK EK IBADAT's homepage!
Find More Posts by ISHK EK IBADAT
«
Previous Thread
|
Next Thread
»
Thread Tools
Show Printable Version
Email this Page
Display Modes
Rate This Thread
Linear Mode
Switch to Hybrid Mode
Switch to Threaded Mode
Rate This Thread
:
5 : Excellent
4 : Good
3 : Average
2 : Bad
1 : Terrible
Posting Rules
You
may not
post new threads
You
may not
post replies
You
may not
post attachments
You
may not
edit your posts
BB code
is
On
Smilies
are
On
[IMG]
code is
On
HTML code is
Off
Forum Rules
Forum Jump
User Control Panel
Private Messages
Subscriptions
Who's Online
Search Forums
Forums Home
Shayri
Shayri-e-Ishq
Shayri-e-Dard
Gauhar-e-shayri.com
Shayri-e-Sharaab
Shayri-e-Mashahoor Shayar
Aapki Shayri
Anjuman-e-Shayri
Shayri Ki Paathshaala
Humourous Shayri
Ghazal Section
Darpan
Announcements
Site Announcements
Lyrics
Hindi/Urdu Lyrics
Sahir Ludhianvi
Majrooh Sultanpuri
English Lyrics
English/Hindi/Other Languages Poetry
English Poetry
Hindi Kavitayen
Gujarati Poetry
Punjabi Poetry
SMS Shayri
Doston Ki SMS Shayri
Pyaar Bhari SMS Shayri
Mazaakiya SMS Shayri
Doha Section
Delightful Dohas
Kabir ke Dohe
Devotional Songs
Stories/Quotes/Anecdotes
General Stories
Inspiring Stories
Informative Stories
Quotable Quotes
Dictionaries
Urdu Dictionary
Personal Messages
Feedback and Suggestions
Introduction Forum
Celebrations
Chit-Chat & General Discussion Forum
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by:
vBStyles.com
Contact Us
-
www.shayri.com
-
Archive
-
Top