Chand kal bhee tha , aaj bhi hai............
bas chandi ki thandak bad gayee!
jo dil ko sakoon de
wo chahat bhari nazar mil gayee!
raat kal bhee thi
aaj bhee hai..................
bus raat ki
umar bad gayee............
rang kal bhee the aaj bhee hain.........
bas unki kadar bad gayee.
hum kal bhee the
aaj bhee hain
magar..................
Lagta hai
ki mujhe
jindgi mil gayee
yah sab hua hai
aapki kavita bahut achchhi lagi.. mujhe lagata hai ki shayri se kahi achchhi aap kavita likhati hongi.. yah kavita aapki dil ke bahut kreeb se gujari...
bye
A human...
To understand me... its better to understand yourself...
hi,
soniya
aap aacha likhti hai meine aapke kai sher pede hai
teri bevfai ke jakhm jab jab yaad aay,
bebas ask meri ankho mein jhalak aay,
vefao se tola hai usene meri vefao ko,
koi kisi ko is tereh kabhi na aajmay,
derta hai dil ab to apni hi tanhai se,
kahi 'jaam "a" vefa' chalak na jay!!!!!
(reply must) plz....
Amit Varshney
Last edited by maikasH; 11th September 2006 at 05:51 PM..
Chand kal bhee tha , aaj bhi hai............
bas chandi ki thandak bad gayee!
jo dil ko sakoon de
wo chahat bhari nazar mil gayee!
raat kal bhee thi
aaj bhee hai..................
bus raat ki
umar bad gayee............
rang kal bhee the aaj bhee hain.........
bas unki kadar bad gayee.
hum kal bhee the
aaj bhee hain
magar..................
Lagta hai
ki mujhe
jindgi mil gayee
yah sab hua hai
............jab se tum mil gaye
sonia ji appko raj ka namaskaar....appki nazam kaya hai ek chalta phirta ehsaas hai.....kaya baat likhi hai appne......bhut khub meri daad kabool karna.......raj.....
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
Re: jab se tum mile -
11th September 2006, 04:43 PM
Quote:
Originally posted by sonia_saah ..............JAB SE TUM MILE.............
Chand kal bhee tha , aaj bhi hai............
bas chandi ki thandak bad gayee!
jo dil ko sakoon de
wo chahat bhari nazar mil gayee!
raat kal bhee thi
aaj bhee hai..................
bus raat ki
umar bad gayee............
rang kal bhee the aaj bhee hain.........
bas unki kadar bad gayee.
hum kal bhee the
aaj bhee hain
magar..................
Lagta hai
ki mujhe
jindgi mil gayee
yah sab hua hai
............jab se tum mil gaye
sonia
tumne mujhe kaha tha ki sirf main waise hi tumhari likhi shayri ki tarif karta hoo.n or tum kuch kha s nahi likh pati........... is liye maine tumhe abhi tak reply nahi diya tha.......... per jab aaj tumhe mere bade bhai mr. rajveer ka reply mil gaya to samjh lo ki ab ye kahne ki jaroorat nahi hai ki tum accha nahi likh pati..... tum bakai main bahut khoob surat likhti ho........... bakai
ek begana sa dost
dilip
" Dilip " -Ek Adhoora khwab
Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
aapki kavita bahut achchhi lagi.. mujhe lagata hai ki shayri se kahi achchhi aap kavita likhati hongi.. yah kavita aapki dil ke bahut kreeb se gujari...
bye
bilkul thik pahchana ji aapne main sirf kavita hi likhti hoo.n
or wahi mujhe pasand bhi hain
Originally posted by bebas dil hi,
soniya
aap aacha likhti hai meine aapke kai sher pede hai
teri bevfai ke jakhm jab jab yaad aay,
bebas ask meri ankho mein jhalak aay,
vefao se tola hai usene meri vefao ko,
koi kisi ko is tereh kabhi na aajmay,
derta hai dil ab to apni hi tanhai se,
kahi 'jaam "a" vefa' chalak na jay!!!!!
(reply must) plz....
bebas dil ji kyoun aap itna mazboor hain apne dil ke hatho.n
aapne tarif ki is ke liye shukriya janab or ligiye maine reply bhi kar diya......... ab to khus hain aap
Originally posted by rajveeer Chand kal bhee tha , aaj bhi hai............
bas chandi ki thandak bad gayee!
jo dil ko sakoon de
wo chahat bhari nazar mil gayee!
raat kal bhee thi
aaj bhee hai..................
bus raat ki
umar bad gayee............
rang kal bhee the aaj bhee hain.........
bas unki kadar bad gayee.
hum kal bhee the
aaj bhee hain
magar..................
Lagta hai
ki mujhe
jindgi mil gayee
yah sab hua hai
............jab se tum mil gaye
sonia ji appko raj ka namaskaar....appki nazam kaya hai ek chalta phirta ehsaas hai.....kaya baat likhi hai appne......bhut khub meri daad kabool karna.......raj.....
raj
aapka reply padkar mujhe bada accha laga
lagta hai kafi dil se likha hai aapne..
aapne itne acche word kahe mere liye aapka bahut bahut thnx
aap ese hi aate rahiyega meri post per
Re: Re: jab se tum mile -
15th September 2006, 04:37 PM
Quote:
Originally posted by dilip200 sonia
tumne mujhe kaha tha ki sirf main waise hi tumhari likhi shayri ki tarif karta hoo.n or tum kuch kha s nahi likh pati........... is liye maine tumhe abhi tak reply nahi diya tha.......... per jab aaj tumhe mere bade bhai mr. rajveer ka reply mil gaya to samjh lo ki ab ye kahne ki jaroorat nahi hai ki tum accha nahi likh pati..... tum bakai main bahut khoob surat likhti ho........... bakai
ek begana sa dost
dilip
oho hazoor e aala aap hain
ye kya baat hui maine likha to tumhe to reply dena hi chahiye na
or aapke bade bahi kab huye mujhe bataya nahi.... abhi abhi mile hain kya poori baat batao .........
or main accha likhti hoo.n tarif ke liye shukriya aapka
ese hi aate rahoge to jaan pahachan bani rahegi
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 32
Re: jab se tum mile -
15th September 2006, 10:20 PM
Quote:
Originally posted by sonia_saah ..............JAB SE TUM MILE.............
Chand kal bhee tha , aaj bhi hai............
bas chandi ki thandak bad gayee!
jo dil ko sakoon de
wo chahat bhari nazar mil gayee!
raat kal bhee thi
aaj bhee hai..................
bus raat ki
umar bad gayee............
rang kal bhee the aaj bhee hain.........
bas unki kadar bad gayee.
hum kal bhee the
aaj bhee hain
magar..................
Lagta hai
ki mujhe
jindgi mil gayee
yah sab hua hai
............jab se tum mil gaye
marhabba marhabba.........
masha allah kya khoob farmaya hai aapne bhi sonia ji
ab humare pyare mitr dhaval ji, veer ji, dilip ji ne itna kuch likhdiya hai to meri kahin zaroorat hi nahi parti hai ji.
likhiye likhiye hum hai na pasand karne ke liye. ok ji. fikar ko ek side me rakhiye aur likhti rahiye. humari dua aapke pichhe aa rahi hai dont worry