yeh mulaqat itni jaldi guzar jaati hei ,
pyas bhujti nahi ki barsaat gujar jaati hei ,
tumhari yaad se keh do ki is tarah na aaye,
neend aati nahi ki raat guzar jaati hei .
hi ritika ji
aapko hamara sadar pranam
aapko sayad mein pehle padh raha hu.
aapne achcha likha hai. aapne ismein ek mulakat ke baare mein baat ki hai. mujhe aaj bhi malum hai wo bhi ek jamana tha jab mulakat pe mukalat hoti thi tab hum unse dur rehneka bahana dhundhte the aur wo hamare saath jyada samay guzarne ka bahana sochti thi. par jab hamein pata chala ki wo humse jaan se bhi jyada pyaar karte hai tab wo hamare haat se nikal chuke the. aur aau hum unse milneka bahana dhundhte hai aur wo us mulakato ki sahare jite hai. mulakat mulakat mulakat . mulakat pe kuch sabd hamare nazariye se....
Koi aankho aankho me baat kar leta hai,
Koi aankho aankho me mulakat kar leta hai,
Bada muskil hota he javab dena,
jab koi khamosh rehkar sawal kar leta hai.
Ishq wale aankho ki baat samaj lete hai,
Sapne me mil jaye to mulakat samaj lete hai,
Rota to aasman bhi hai apni dharti ke liye,
Log uske aansu ko barsat samaj lete hai
Ek to aapse mulakat hoti nahi,
Hoti hai to fir baat nahi hoti,
post karke dil nahi bharta,
Kyuki usme aapki aawaz hoti nahi.
Ek mulakat karo humse inayat samajkar,
Har chiz ka hisaab denge qayamat samajkar,
Meri dosti pe kabhi shaq na karma,
Hum dosti bhi karte hai ibaadat samajkar.
ese hi likhte rehna.
hamare is post ka hamien intezaar rahega.
aapki agli rachna ka hamein intezaar rahega.
aapka dost merul.
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Love is not a heart of life.
It is just a part of life.
Merul~~~~~~~~~~~~>