 |
|
|
|
|
 |
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5
Join Date: Sep 2008
Rep Power: 0
|
bara kathan hai rasta -
1st September 2008, 02:38 AM
" bara kathan hai rasta"
bara kathan hai rasta,
jo aa sako to sath do,
yeh zindagi ka fasla,
mita saku to sath do,
baray fareeb khao gey,
baray sitam uthao gy,
yeh umar bhar ka saath hai,
nibha saku to sath do,
jo tum kaho,
yeh dil to kia
mein jaan bhy fida karoon,
jo mein kahoon bus ik nazar,
luta saku to sath do,
mein ik gharib benawa
mein ik faqeer besada,
mere nazar ki iltija jo,
pa saku to sath do,
hazaar imtihan yahan,
hazaar azmaishein,
hazaar dukh,
hazaar ghum,
utha saku to sath do,
yeh zindagi yahan,
khushi ghamoon ka sath hai,
rula saku to sath do,
hansa saku to sath do.
|
|
|
|
|
......since birth
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 23
|
2nd September 2008, 02:31 PM
bahut hi khubsurat,apki pahli shayri hai SDC me apka swagat,share karte rahe,daad
ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5
Join Date: Sep 2008
Rep Power: 0
|
thanks -
10th September 2008, 10:44 PM
thanks for ur comments
i will try to upload more
hav a nice dat
thanks once again

|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
11th September 2008, 01:56 PM
Quote:
Originally Posted by haris qureshi
" bara kathan hai rasta"
bara kathan hai rasta,
jo aa sako to sath do,
yeh zindagi ka fasla,
mita saku to sath do,
baray fareeb khao gey,
baray sitam uthao gy,
yeh umar bhar ka saath hai,
nibha saku to sath do,
jo tum kaho,
yeh dil to kia
mein jaan bhy fida karoon,
jo mein kahoon bus ik nazar,
luta saku to sath do,
mein ik gharib benawa
mein ik faqeer besada,
mere nazar ki iltija jo,
pa saku to sath do,
hazaar imtihan yahan,
hazaar azmaishein,
hazaar dukh,
hazaar ghum,
utha saku to sath do,
yeh zindagi yahan,
khushi ghamoon ka sath hai,
rula saku to sath do,
hansa saku to sath do.
|
qureshi saahab,
aadaab arz hai!
aap ne bahuut khuubsuurat likha hai.. paDh lar lutf aaya.. shuru se aakhri tak bemissal ha.. daad haazir hai, likhate rahiye...
Mayank
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 32
|
12th September 2008, 12:29 AM
Quote:
Originally Posted by haris qureshi
" bara kathan hai rasta"
bara kathan hai rasta,
jo aa sako to sath do,
yeh zindagi ka fasla,
mita saku to sath do,
baray fareeb khao gey,
baray sitam uthao gy,
yeh umar bhar ka saath hai,
nibha saku to sath do,
jo tum kaho,
yeh dil to kia
mein jaan bhy fida karoon,
jo mein kahoon bus ik nazar,
luta saku to sath do,
mein ik gharib benawa
mein ik faqeer besada,
mere nazar ki iltija jo,
pa saku to sath do,
hazaar imtihan yahan,
hazaar azmaishein,
hazaar dukh,
hazaar ghum,
utha saku to sath do,
yeh zindagi yahan,
khushi ghamoon ka sath hai,
rula saku to sath do,
hansa saku to sath do.
|
haris ji jab aap kisi aur ka kalaam paish karain to neeche us shayer ka naam likhain ya naam nahi maloom to not mine likh dia kijiye umeed hai samajh gaye honge......
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 5
Join Date: Sep 2008
Rep Power: 0
|
13th September 2008, 07:01 AM
shukriya ap ka k ap ne mujhey apne comments diye next time i will be carefull
thanks aur ap k liye aik nazam snd karun ga but that will be 100% mine umeed hai pasand aye gy ap ko
isy forum mein parhye ga lazmi
shukriya
hav a nice day
|
|
|
|
|
.. ek andaaz
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 38
|
18th September 2008, 03:51 PM
haris Qureshi sahib !
ghazal to wakeyi bahut khoobsorat hai !
par shayar sahib ka naam likh dete to iss khoobsorati meiN chaar chand lag jaate !
aainda khyaal rakhiyega !
haaN ek behtaree ghazal mahfil ko nazar karne ke liye ..
tareef Qabool kareiN !
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |