Rajveer ji ye tau aap ka badappan hai jo humein par lete hain aur tareef bhi kar dete hain .. shukriya janab ..Abhi tau bahut seekhna hai shayri meiN .
Sanjay sehgal
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.