Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek aur Ghazal Mulaiza Kiijiye
Old
  (#1)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Ek aur Ghazal Mulaiza Kiijiye - 30th December 2015, 09:21 PM

Facebook par ek group mein Qafiya aur Radeef par sher kehne thhe. Sher to huve hi ye ghazal mukammal ho gayi.

Aaap hazraat aapni aara se nawaazeiN.


GHAZAL
मोड़ ये भी हैं दास्तान में क्या?
संग सब बन गए जहान में क्या?

सांस लेती नहीं हैं दीवारें
घर बदलने लगे मकान में क्या?

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

चल हक़ी़क़त से दोस्ती कर लें
यूँ भी रक्खा है अब गुमान में क्या?

दाम लगने लगे उसूलों के
रक्खे जाएंगे वो दुकान में क्या?

कैसी दरियादिली तुम्हारी है
ज़ख़्म देते रहोगे दान में क्या?

हौसला तो बहुत है सीने में
देखें आता है इम्तेहान में क्या?

दोस्तों के उतर गए चेहरे
है हक़ीक़त मेरे बयान में क्या?

कहते हैं देखता है वो सबको
कोई खिड़की है आसमान में क्या?
- प्रवीण सक्सेना


GHAZAL

Modh ye bhi haiN dastaan meiN kya?
Sang sab ban gaye jahaan meiN kya?

SaaNs leti nahiiN haiN deewareiN
Ghar badalne lage makaan meiN kya?

Kya ummeedoN se usko takte ho
Koi suntaa hai aasmaan meiN kya?

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?

Daam lagne lagey usooloN ke
Rakkhe jaayeNge wo dukaan meiN kya?

Kaisi dryadilii tumhaari hai
Zakhm detey rahoge daan meiN kya?

Hosla to bohat hai seeney meiN
DekheiN aata hai imtehaan meiN kya?

DostoN ke utar gaye chehrey
Hai haqeeqat mere bayaan meiN kya?
¬
Kehte haiN dekhta hai wo sabko
Koi khidki hai aasmaan meiN kya?

- Praveen Saxena


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi

Last edited by prasaxena; 30th December 2015 at 09:23 PM..
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
30th December 2015, 11:38 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Facebook par ek group mein Qafiya aur Radeef par sher kehne thhe. Sher to huve hi ye ghazal mukammal ho gayi.

Aaap hazraat aapni aara se nawaazeiN.


GHAZAL
मोड़ ये भी हैं दास्तान में क्या?
संग सब बन गए जहान में क्या?

सांस लेती नहीं हैं दीवारें
घर बदलने लगे मकान में क्या?

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

चल हक़ी़क़त से दोस्ती कर लें
यूँ भी रक्खा है अब गुमान में क्या?

दाम लगने लगे उसूलों के
रक्खे जाएंगे वो दुकान में क्या?

कैसी दरियादिली तुम्हारी है
ज़ख़्म देते रहोगे दान में क्या?

हौसला तो बहुत है सीने में
देखें आता है इम्तेहान में क्या?

दोस्तों के उतर गए चेहरे
है हक़ीक़त मेरे बयान में क्या?

कहते हैं देखता है वो सबको
कोई खिड़की है आसमान में क्या?
- प्रवीण सक्सेना


GHAZAL

Modh ye bhi haiN dastaan meiN kya?
Sang sab ban gaye jahaan meiN kya?

SaaNs leti nahiiN haiN deewareiN
Ghar badalne lage makaan meiN kya?

Kya ummeedoN se usko takte ho
Koi suntaa hai aasmaan meiN kya?

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?

Daam lagne lagey usooloN ke
Rakkhe jaayeNge wo dukaan meiN kya?

Kaisi dryadilii tumhaari hai
Zakhm detey rahoge daan meiN kya?

Hosla to bohat hai seeney meiN
DekheiN aata hai imtehaan meiN kya?

DostoN ke utar gaye chehrey
Hai haqeeqat mere bayaan meiN kya?
¬
Kehte haiN dekhta hai wo sabko
Koi khidki hai aasmaan meiN kya?

- Praveen Saxena
Waah!!!..kya khoob ghazal huyi hai praveen ji..
Tamaam ashaar dil chhoo gaye....

Aapki kalam se aise hee nagme padhne ko milte rahein ..yahi dua hai....

Regards
Madhu



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
31st December 2015, 03:12 AM

namaste Praveen bhai


kya Ghazal hui hai, sadke jaauN!


marhoom Jaun Eliya bohat yaad aaye aapki yeh Ghazal paDh kar, unka ek sher jo mujh bohat se bhi zyada pasaNd hai, isi zameen meiN hai:

yeh mujhe chain kyoN nahiiN paDta
ek hi shakhs tha jahaan meiN kya?


mere liye haasil-e-Ghazal sher yeh hua :

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?


so iske liye alag se mubarakabaad baaNdh lijiye, beh'tareen Ghazal raqm ki hai aapne, mubarakbaak to ban'ti hai, Tikaaiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st January 2016, 09:02 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Facebook par ek group mein Qafiya aur Radeef par sher kehne thhe. Sher to huve hi ye ghazal mukammal ho gayi.

Aaap hazraat aapni aara se nawaazeiN.


GHAZAL
मोड़ ये भी हैं दास्तान में क्या?
संग सब बन गए जहान में क्या?

सांस लेती नहीं हैं दीवारें
घर बदलने लगे मकान में क्या?

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

चल हक़ी़क़त से दोस्ती कर लें
यूँ भी रक्खा है अब गुमान में क्या?

दाम लगने लगे उसूलों के
रक्खे जाएंगे वो दुकान में क्या?

कैसी दरियादिली तुम्हारी है
ज़ख़्म देते रहोगे दान में क्या?

हौसला तो बहुत है सीने में
देखें आता है इम्तेहान में क्या?

दोस्तों के उतर गए चेहरे
है हक़ीक़त मेरे बयान में क्या?

कहते हैं देखता है वो सबको
कोई खिड़की है आसमान में क्या?
- प्रवीण सक्सेना


GHAZAL

Modh ye bhi haiN dastaan meiN kya?
Sang sab ban gaye jahaan meiN kya?

SaaNs leti nahiiN haiN deewareiN
Ghar badalne lage makaan meiN kya?

Kya ummeedoN se usko takte ho
Koi suntaa hai aasmaan meiN kya?

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?

Daam lagne lagey usooloN ke
Rakkhe jaayeNge wo dukaan meiN kya?

Kaisi dryadilii tumhaari hai
Zakhm detey rahoge daan meiN kya?

Hosla to bohat hai seeney meiN
DekheiN aata hai imtehaan meiN kya?

DostoN ke utar gaye chehrey
Hai haqeeqat mere bayaan meiN kya?
¬
Kehte haiN dekhta hai wo sabko
Koi khidki hai aasmaan meiN kya?

- Praveen Saxena


saxena saahab tak shaad ka aadaab pahuche..... subah subha aapki taazaareen ghazal par nazar kyaa ggayee yoon laga din ban gayaa...
behad haseen khayaalon se sajaaya hai aapne is ghazal ko..... ehsaas behad ummdah aur shaandaar.... is kalaam ki tareef karnaa jaise suraj ko lau dikhaana.... mujh nacheez ki naakis daad qubool kijiye..... aur duaaon me hame yaad rakhiye....

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

is sher ne jaise dhadkan rok di, bahut khoobsurat sher hai......... mubaarakbaad dheron aapko.....

likhte rahen.... aate rahen....

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
3rd January 2016, 12:33 PM

Saxena jee...its very nice to read u....very touching and inspirational.... liked it very much...



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#6)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
3rd January 2016, 06:11 PM

Wah wah....Praveen ji.

Bohut hi pyari Ghazal hai. Bohut pasand aayi.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
4th January 2016, 06:06 PM

bahut khoob Praveen jee ghazal pasand aayee...........................


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#8)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 10th January 2016, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah!!!..kya khoob ghazal huyi hai praveen ji..
Tamaam ashaar dil chhoo gaye....

Aapki kalam se aise hee nagme padhne ko milte rahein ..yahi dua hai....

Regards
Madhu
Aadab Madhu ji

Jawaab meiN deri ke liye muafi chaahta huuN. Aaapki daad aur duaoN ka bohat shukria. Ummeed hai ye silsila aage bhi jaari rahega.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Bohat Shukria
Old
  (#9)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Bohat Shukria - 10th January 2016, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
namaste Praveen bhai


kya Ghazal hui hai, sadke jaauN!


marhoom Jaun Eliya bohat yaad aaye aapki yeh Ghazal paDh kar, unka ek sher jo mujh bohat se bhi zyada pasaNd hai, isi zameen meiN hai:

yeh mujhe chain kyoN nahiiN paDta
ek hi shakhs tha jahaan meiN kya?


mere liye haasil-e-Ghazal sher yeh hua :

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?


so iske liye alag se mubarakabaad baaNdh lijiye, beh'tareen Ghazal raqm ki hai aapne, mubarakbaak to ban'ti hai, Tikaaiye


rab raakha
maikash
Aadaab Maikash Bhai

Aapko thread par dekh kar dil khush ho gaya. Aapki daad se hausla aur khushi bhi bohat badhe.

Ji haaN jab uss group meiN ye qavafi aur rdeef diye gaye to mujhe bhi Jaun Eliya ki ye ghazal yaad aa gayi. Unko ek video mein ek mushaire mein isse padhte huve suna tha. Tab se ye zameen mere zehn meiN thii, socha tha kabhi iss par kuchh kehne ki jasarat karuuNga.

Aapki mubarakbaad aur daad ka bohat-bohat shukria.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Bohat Shukria
Old
  (#10)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Bohat Shukria - 10th January 2016, 12:42 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
saxena saahab tak shaad ka aadaab pahuche..... subah subha aapki taazaareen ghazal par nazar kyaa ggayee yoon laga din ban gayaa...
behad haseen khayaalon se sajaaya hai aapne is ghazal ko..... ehsaas behad ummdah aur shaandaar.... is kalaam ki tareef karnaa jaise suraj ko lau dikhaana.... mujh nacheez ki naakis daad qubool kijiye..... aur duaaon me hame yaad rakhiye....

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

is sher ne jaise dhadkan rok di, bahut khoobsurat sher hai......... mubaarakbaad dheron aapko.....

likhte rahen.... aate rahen....

Shaad....
Janaab Shaad sahab

Huzoor maiN to aapke andaaz-e-daad ka qaayal ho gaya huuN. Badi shayraana daad milti hai aapse. Aur Ghazal par aapki aamad se lag jaata hai ke humne kuchh achcha hi kaha hoga.

Aapki daad-0-mubarakbaad ka bohat shukria. Ye silsile yuN raheN in duaoN ke saath.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#11)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 10th January 2016, 12:49 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Wah wah....Praveen ji.

Bohut hi pyari Ghazal hai. Bohut pasand aayi.
Aaadab Sarika

Gahzal pasand aayi aapko, bada achcha laga ye jaankar.
Aaapki daad ka bohat-bohat shukria.

DuaoN ke saath

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#12)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 10th January 2016, 12:51 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Saxena jee...its very nice to read u....very touching and inspirational.... liked it very much...
Janaab Arvind Sahab

Bohat kushi hui ke aapko ghazal pasand aayi aur aapko padhakar achchi lagi. Meri jaanib se shukriya qubool farmaayeN. Aise hi hosla badhate rahiye.

DuaoN ke saath
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
11th January 2016, 12:39 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Facebook par ek group mein Qafiya aur Radeef par sher kehne thhe. Sher to huve hi ye ghazal mukammal ho gayi.

Aaap hazraat aapni aara se nawaazeiN.


GHAZAL
मोड़ ये भी हैं दास्तान में क्या?
संग सब बन गए जहान में क्या?

सांस लेती नहीं हैं दीवारें
घर बदलने लगे मकान में क्या?

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

चल हक़ी़क़त से दोस्ती कर लें
यूँ भी रक्खा है अब गुमान में क्या?

दाम लगने लगे उसूलों के
रक्खे जाएंगे वो दुकान में क्या?

कैसी दरियादिली तुम्हारी है
ज़ख़्म देते रहोगे दान में क्या?

हौसला तो बहुत है सीने में
देखें आता है इम्तेहान में क्या?

दोस्तों के उतर गए चेहरे
है हक़ीक़त मेरे बयान में क्या?

कहते हैं देखता है वो सबको
कोई खिड़की है आसमान में क्या?
- प्रवीण सक्सेना


GHAZAL

Modh ye bhi haiN dastaan meiN kya?
Sang sab ban gaye jahaan meiN kya?

SaaNs leti nahiiN haiN deewareiN
Ghar badalne lage makaan meiN kya?

Kya ummeedoN se usko takte ho
Koi suntaa hai aasmaan meiN kya?

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?

Daam lagne lagey usooloN ke
Rakkhe jaayeNge wo dukaan meiN kya?

Kaisi dryadilii tumhaari hai
Zakhm detey rahoge daan meiN kya?

Hosla to bohat hai seeney meiN
DekheiN aata hai imtehaan meiN kya?

DostoN ke utar gaye chehrey
Hai haqeeqat mere bayaan meiN kya?
¬
Kehte haiN dekhta hai wo sabko
Koi khidki hai aasmaan meiN kya?

- Praveen Saxena


Namaskaar Praveen ji.............bahut hi umda aur sacche ehsaas hai yeh...har ek ehsaas par wahhh kehne ko dil kiya...

dil se daad hazir hai...aate rhiye aur likhtey rhiye

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th January 2016, 03:17 PM

Praveen jee

Namaste

Kaise hain aap?

Ghazal dlkash aur andaaz bhee dilkash...bahot hi behterin Ghazal pesh kee hay aapne mehfil me....mere dil se daad

Yuunhi bazm ki shaan badhaate rahiye


Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
15th January 2016, 10:16 AM

Praveen saahab..

Bohat hi aala peshkash rahi ye to .. har sher pichle sher se badhkar nazar aaya.. sahi kahan maikash bhai ne .. jaun yaad aa gaye .. salaam aapki peshkash ko ..

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#16)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 22nd January 2016, 11:59 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob Praveen jee ghazal pasand aayee...........................
Addab Rajendar ji

Ghazal pasand farmaane ka bohat shukria. Jawaab meiN deri ke liye muafi chaahta huuN.

Khaaksaar

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 22nd January 2016, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Namaskaar Praveen ji.............bahut hi umda aur sacche ehsaas hai yeh...har ek ehsaas par wahhh kehne ko dil kiya...

dil se daad hazir hai...aate rhiye aur likhtey rhiye

regards
Aadaab Sunita ji

Ghazal ke ehsaas aapko pasand aaye jaankar baohat achcha laga. Aapki daad ka bohat shukria.

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#18)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 22nd January 2016, 12:03 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Praveen jee

Namaste

Kaise hain aap?

Ghazal dlkash aur andaaz bhee dilkash...bahot hi behterin Ghazal pesh kee hay aapne mehfil me....mere dil se daad

Yuunhi bazm ki shaan badhaate rahiye


Aapka

Dhaval
Aadaab Dhaval Bhai

Bohat achcha laga aapko apne iss thread par dekh kar. Isse pasand karne aur daad ke liye aapka bohat shukria. YuN hi saath banaye rakhiye.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#19)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Shukria - 22nd January 2016, 12:06 PM

Quote:
Originally Posted by KunaaL View Post
Praveen saahab..

Bohat hi aala peshkash rahi ye to .. har sher pichle sher se badhkar nazar aaya.. sahi kahan maikash bhai ne .. jaun yaad aa gaye .. salaam aapki peshkash ko ..

Kunaal
Kunaal Bhai

Sahi kaha aapne Jaun Eliya yaad aa gaye. Jab maine uss group meiN ye qafiya aur radeef diye gaye to mujhe bhi unki ghazal yaad aa gayi thhi. Bohat shukria apni rae se nawaazne ka.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
25th February 2016, 09:41 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
Facebook par ek group mein Qafiya aur Radeef par sher kehne thhe. Sher to huve hi ye ghazal mukammal ho gayi.

Aaap hazraat aapni aara se nawaazeiN.


GHAZAL
मोड़ ये भी हैं दास्तान में क्या?
संग सब बन गए जहान में क्या?

सांस लेती नहीं हैं दीवारें
घर बदलने लगे मकान में क्या?

क्या उम्मीदों से उसको तकते हो
कोई सुनता है आसमान में क्या?

चल हक़ी़क़त से दोस्ती कर लें
यूँ भी रक्खा है अब गुमान में क्या?

दाम लगने लगे उसूलों के
रक्खे जाएंगे वो दुकान में क्या?

कैसी दरियादिली तुम्हारी है
ज़ख़्म देते रहोगे दान में क्या?

हौसला तो बहुत है सीने में
देखें आता है इम्तेहान में क्या?

दोस्तों के उतर गए चेहरे
है हक़ीक़त मेरे बयान में क्या?

कहते हैं देखता है वो सबको
कोई खिड़की है आसमान में क्या?
- प्रवीण सक्सेना


GHAZAL

Modh ye bhi haiN dastaan meiN kya?
Sang sab ban gaye jahaan meiN kya?

SaaNs leti nahiiN haiN deewareiN
Ghar badalne lage makaan meiN kya?

Kya ummeedoN se usko takte ho
Koi suntaa hai aasmaan meiN kya?

Chal haqeeqat se dosti kar leiN
YuN bhi rakkha hai ab gumaan meiN kya?

Daam lagne lagey usooloN ke
Rakkhe jaayeNge wo dukaan meiN kya?

Kaisi dryadilii tumhaari hai
Zakhm detey rahoge daan meiN kya?

Hosla to bohat hai seeney meiN
DekheiN aata hai imtehaan meiN kya?

DostoN ke utar gaye chehrey
Hai haqeeqat mere bayaan meiN kya?
¬
Kehte haiN dekhta hai wo sabko
Koi khidki hai aasmaan meiN kya?

- Praveen Saxena
Praveen ji sabse pehle to maaufi ka talabgaar hoon ki itni khoobsurat aur pur asar ghazal meri nazar se bach gayi. Yun to sabhi guni jano ne tareef kar hi di par mere liye aapki is ghazal ka makhtaa bahut gehraa asar kar gaya hai bahut saadgi se aapne itni gehri baat kar di hai dil hairaan ka hai....aapko khaaksaar ka salaam, yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com