Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Old
  (#1)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise - 27th January 2006, 09:57 PM

Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise

Last edited by sukanya; 27th January 2006 at 09:59 PM..
   
Reply With Quote
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Old
  (#2)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise - 27th January 2006, 10:09 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise
bahut hi khubsurat pasand aayi sukanya ji........

itni sunder kavita likhi aapne
aur is kavita ke madhyam se
mera dil cheen liya aapne
is dil ko wapas lau kaise


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
29th January 2006, 02:57 PM

Bahout acha lagaa aap ke iss kalaam ko padhkar...Sukanya Ji !

Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise


Upar wale panktiyan kuch khaas lage

Ek geet bhi yaad aagaya jo youn hai :

Jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai
Apna dard choupaana ho to geet khushi ke gaana

Younhi likhte rahiye aur apna khayaal bhi rakhiyega



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Old
  (#4)
roshani
Registered User
roshani will become famous soon enough
 
roshani's Avatar
 
Offline
Posts: 459
Join Date: Oct 2005
Rep Power: 19
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise - 29th January 2006, 06:20 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise
my sweetheart di,
aaj bahut arse baad aapko parhne ka mauka mila but na jane kyu i cudnt stop my tears while reading each word of urs. na jaane kyu kismat mein gamn naam ka taufa khuda ne bakhsha hai, but one thing bahut bakhoobhi se aapne zindagi ki sachai ko motiyon saman shabdon mein piroya hai. di remember one thing we cum alone in this world n wud leave this bitter world alone. yeh rishte naate sab yahi reh jaate hai, but ek aisi maya aur kashish hai is jeewan mein which makes us say tht cum wat may life has to move on. zindagi ka safar hai yeh kaisa safar, koi samjha nahi koi jaana nahi. u knw sumtimes i feel isnt it better that we shud have no get close to any one, becoz wen we drift apart we are shattered, but yes god made us emotional fools, full of emotions. so we cant be cold hearted any how. neways ur kalam made me go deep in it n touched my soul. thx for sharing among us. keep penning down ur thoughts ahead too n keep sharing with us. take care n may god bless u with his finnest glitters.
with love
urs roshani
   
Reply With Quote
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Old
  (#5)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise - 29th January 2006, 06:35 PM

Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

dard ko chhupaane ki jaroorat hi nahi hai.. baahar nikaal dijiye khushi aapse aap aa jayegi

Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

too good, lekin jaroorat kya hai... jo beet raha hai beetane dijiye.. jo aayega usaki chinta nahi hai.. jo hai us pal ko jeete jaaiye

Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

hmm, no comments

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

shayad unhe aapki pehchaan nahi isliye chhod jaate hai...better aap khood ko majboot rakh ke aage badhte rahiye kal wo khood aapke paas daude aayenge


Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise

didi aapko to pata hai warna aap likh nahi paati.. bas khood par vishwaas kar lijiye...


Didi ur poem is really too good.. feelings bhi dil ko jhakjhod dene waali hai.. isliye chhoti bachi is jhakjhod se bachane ke liye apane comments deti chali gayi.. kahi jyaada bola ho to maafi chahti hoon

with lots of love
Garima


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#6)
karthik
Registered User
karthik has a spectacular aura aboutkarthik has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 1,172
Join Date: Mar 2005
Location: hyderabad
Rep Power: 22
29th January 2006, 09:43 PM

woww...amazin
read u after a long time...n its wonderful...
u r a wonderful poet...
take care sis


Karthik
Chaandni mere pyaar ki kyun uspar na rang laayi
Kyun bas kami hi meri ibaadat me usko nazar aayi
Thaa laakh bura sahi main. sacchi meri chaahat thi
Kyun meri bhaavnaon ko woh samajh nahi paayi...

Dekhna chahta hun..
Tere tasveer ko khwab banake dekhna chahta hun
Aur us khwab mein apne aap ko khona chahta hun

I envy the words, which took the form of my emotions
I love my poetry…
Which has turned the tears of pain in to the pearls of love…
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
29th January 2006, 09:45 PM

sukanya ji...
bahaut hi accha likkha hai aapne..kaafi waqt baad aapne padhne ka mauka mila hai....dard aur khushi aankhon me chipti kam aur bayaan zyada hojati hain.........


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Old
  (#8)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
Re: Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise - 30th January 2006, 08:27 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise
sukanya ,
aaj aapko pahli baar padhne ka muka mila .achha laga aapko padhkar
isi tarah likhte rahiye
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:09 PM

Hello Mehul

Thanks ki tumhey kavita achi lagi.....bas dil se likhi thi kavita.And the words that u have added are even quite good.I have read one or two of ur creations and they r quite beautiful.I come to site once or twice so excuse me if I am not able to reply.

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:12 PM

Namaskar Mushkil Ji

Aapney jo lines yahan quote ki hain unhey panktiyoon mein meri sari kavita ka saraansh hay.Haan jab jab jo jo hona hay tab tab so so hota hay aur waqt aur kismat donon par hamara bas nahin chalta.hosla badhaney ka shukriya.

Take Care
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:21 PM

Hi My Dear Roshani

Haan kayi din baad likha shayad tumhara diya hua hosla tha isliye kuch post kiya.Roshani tumney iss kavita ki sachai kaisey jaaney mein soch kar hairaan thi.shayad isliye ki tumharey dil mein di ke liye ek khas jagah hay.Haan jab apney iss duniya ko chod kar chaley jatey hain bahut dukh hota hay.iss sachai ko manney ka mann nahin hota.par insaan uss waqt kuch nahin kar pata.Tumney yeh naya naam Roshani acha lagta hay Asha ki ek kiran.yuun hi apni Asha ki kiran bikhartey rehna.Di ko sada apney paas paogey.aur tumharey Ansuun aa gaye yeh kavita padh yeh suun mughey acha nahin laga mere pyari chotti gudiya roye mughey acha nahin lagega.

Apna khyal rakhna
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:23 PM

Hello Garima

Tumhara reply bahut acha laga mughey pulkit ke reply ki yaad aa gayi woh bhi di ki har rachna ka aisey hi reply karta hay.jyada kuch nahin kahungi.bas tum bhi likhti raho aur apney kalam se duniya ko roshan karo.

Apna khyal rakhna
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:25 PM

Hello Karthik

Ur words are short but impressive.read my poetry after a long time.wonderful poet to pata nahin bas dil bahut udas tha to likh diya.

Apna khyal rakhna
Di
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:27 PM

Namaskar farhana

kaise hain aap.hamey padney ka aur hosla badhaney ka shukriya.Aap ka likhney ka andaz bhi mughey bahut acha lagta hay.keep up the good work.

Take Care
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
31st January 2006, 06:30 PM

Namaskar Shrdh

Pehli baar padha mughey.Waise shrdh jab naya naya site join kiya tha then I used to write quite frequently.Abb likhna thoda kam kar diya hay.It seems u have recently joined site.u learn alot on shayri.com and learning is a never ending process.keep writing.

God bless you
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
2nd February 2006, 01:05 PM

Dard itna hay Ankhon mein chupaon kaise
Keh kar begana apna tughey banaon main kaise
Mumkin hay Zindagi thodi hay
Jaaney walon ko hath pakad bulaon main kaise

Waaaaaaaaaahhhh...kya baat kahi hai didi...!


Jab bhi dhuundi manzil kho gayi
Kismat hi ruuthti humse chali gayi
Kuch Sansein thami hay
Jaatey Sanson ko rok paon main kaise

Beautifulll... so very well said...!


Dard aur sukun ke beech janey ek rekha hay
Issey par aaj karun main kaise
Muskaan aur Ansuon ki janey ek Rekha hay
Ankhon ko yeh samghaon main kaise

Likh gayi na jaaney kya
khud ko yeh samghaon main kaise
Tanha safer mein chod jaatey hain sab
khuda aaj mann ko shant karun main kaise

Nice words...!


Jalta hay diya roshani kay liye
Khud ko Zindagi ka yeh sabab sikhaon main kaise
Ankhein Num hay apnon ke liye
Khud ko Zindagi ki yeh Sachai samghaon main kaise

Waaaaaaah......!

Didi,

Kaisi hain? ummed hai sab bahut acche se hoga...

bahut hi khoobsurat ehsaas aapne is kavita me utaare hain... har aashaar khoobsurat hai...really very wll expressed...I just loved it... bass aise hi likhti rahiye... apna khayal rakhiyega...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#17)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
3rd February 2006, 09:21 PM

Hello Pulkit My sweet brother

Kaise ho?Kayi din baad tumharey naam ke sath computer wala avtaar dekha...acha lagta hay yeh wala avtaar..tumhey di ki rachna achi lagi thanks...I read ur poetry someday and it took me into beautiful good old memories.....it was nice one.

Apna khyal Rakhna
God bless you
di
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
4th February 2006, 12:06 AM

didi


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
4th February 2006, 07:07 PM

Hello Sukanya jee...

Bahoot hi achchha likha hai.. Aaghaz hi itna khoobsoorat hai to anzam to khoobsoorat hona hi hai... Maine kaha tha na aap se.. Agar aap likh sakti haiN to zaroor post kijiye.... Achchha likhti haiN aap... Daad kabool kijiye....

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
ab to ankhon mein........... b_a_d_s_h_a_h Shayri-e-Ishq 0 23rd March 2010 03:51 PM
ye mujhe itna junoon kaise loveguru Shayri-e-Dard 0 23rd December 2006 10:40 PM
In Ankhon Mein Hai Ik Tamanna Mukhra Shayri-e-Ishq 4 5th December 2005 04:32 PM
Ankhon mein Khushi.. apka_Saurabh Shayri-e-Ishq 1 8th January 2004 02:59 PM
ankhon mein guriya82 Shayri-e-Ishq 1 1st June 2001 07:17 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com