bahut bahut abhari hu kiapane itana acha likha osh kavita ke
liye mene yah kavita bahut bujurag jo budhape mai kya halat
hoty hai ush per likhi hai
budhapa jub aata hai aur koi na ho jo unki dekhbhal kare aur
vradha asharam mai bheje maa baap ko dada dadi ko bahut hi
dardnak hota hai jub unko ghar me koi adar nahi diya jata
agar hum sab samjhe ki yah din hamare jivan mai aayega
sarir kamjor hoga, dimag bhi sath kum dega kai vradho ke pas
to paise bhi nahi bachate hai ush umer tuk unki halat bahut
bekar dekh sakte hai hum samaj mai
hum sab keval hamare budhape ko nazar mai rakhe aur yah nek kaam kare jo vradh hamare ghar mai hai aur jiski bhi madad kar
sake jivan mai bahut khusi hoty hai jub hum kisi kamjor aur jaratman ki madad karte hai
sada khush rahe
mere honsle ko apane badhaya
tahedil se sukerguzar hu
ishver apko sada khusiya de