Tumhare bagair jiya to jaana! -
19th February 2008, 09:54 AM
Sabhi doston ko shaan ka salam,
Ye humare ahsaas hain jise humne kalamband karne ki koshish ki haiumeed karta hun ki aapko pasand aayee........... Thanx
Tumhare bagair jiya to jaana
Zindagi bin tumhare kyu suni se thi,
Mai chala tha akela bahut door tak
Per mere paas manzil ki kyu kami si thi,
Waqt to guzar raha tha din or raat me
Per saans to meri ab bhi thami si kyu thi,
Yun to muskura raha tha bhari mahfil me main,
Per kyu phir aankho me kuch nami se thi,
Saath humare sara ye jahan tha
Par kyu na jaane tumhari kuch kami si thi,
Aye dost ab tere bin jiya nahi jaata
Ya tum khud aa jaao ya bulalo mujhe bhi apne paas,
tab hum shuro kar sake ek nai zindagi
SHAAN
Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah.
........Shaan......
|