Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aabroo..sab kuch hai
Old
  (#1)
ehthishamulhaq
Registered User
ehthishamulhaq has a spectacular aura aboutehthishamulhaq has a spectacular aura aboutehthishamulhaq has a spectacular aura about
 
ehthishamulhaq's Avatar
 
Offline
Posts: 95
Join Date: Jul 2006
Location: Bangalore
Rep Power: 20
aabroo..sab kuch hai - 3rd September 2012, 07:01 PM

behkenge nahi tere kabhi kadam,
yahi soch diya tha maa ne tujhe janam,
ungli pakad ke chal na sikhaya tha baap ne,
neendain chura li thi tum ne har raat se,
khuda se pehle tera hi zikr tha har baat pe,
cokh me thi tu jab meri saansain bhi thi tere naam pe,
paala tha tujhe bade armaan se,
yahi soch ke umr ghuzari hum ne ,
teri doli uthegi izzat se shaan se ,
meri anchal me guzra tha tera bachpan,
kuin tabha kar diya mera hi jeevan,
tukh ko koi burai na dekhe lae ,
iss liye chupa rakha tha tujh ko apnae anchal ,
din kaise guzar gaye ,
tu badi ho gayee,
bhool gayi kiun tu baabul ka aangan,
khareede the khilone mehnath se tere liye,
teri khushi thi sab kuch humare liye,
jis ko tumne khaid samjha ,
woh tera hi ghar tha, tera hi ghar hai,
hum tujhe ghair lagne lage ,
aur ghair apne lagne lage.
isi baat ka toh hume hamesha se dar tha,
buraai ka raasta aasaan hai,
magar hoti hain jeet achai ki,
yahi to tujh ko mera ilm sikhaya tha,
kuin bhool gayi sab kuch,
kuin chun liya burai ko,
aja wapas meri beti .
khuda intizaar me hai tujhe maaf karne ko,


isham....
   
Reply With Quote
Reply

Tags
isham''


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com