7th January 2016, 10:40 AM
Quote:
Originally Posted by mast
Chaliye ek aur haseen sher hua hai. Mehfil se Khaaksaar ke lafzon pe tawajjo chahunga...
Na hi jafaa ki hui inaayat na ra.nj ki koi wajah bataayi
Dosti bhi yaar humhari tumne badi wafaa se thi nibhaayi
Mast
|
sang-dil zamaane se wafa ki faryaad karte ho!
us be-wafa ko is Qadar kyuN yaad karte ho....?
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|