Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Durd... aur ... Main... :-(
Old
  (#1)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
Arrow Durd... aur ... Main... :-( - 19th July 2010, 07:40 PM

Dosto, kabhi kabhi jidngi me ek esa anchaha lamha aa jata hai.. jab durd had se badh jata hai.. aur pass koi nahi hota.... kuch ese hi lamho se gujra raha hu main aaj kal... bas inhi durd ke lamho se kuch dard bahar nika kar shabd ban gaye..

socha is bazm se achchi koi aur bazm kya hogi.. isliye aap logo ke samne apni ek rachna pesh kar raha hu.... Thoda kachcha hu is field me .. isliye shayad wo ehsas aap tak na phucha pau... fir bhi koshish kar raha hu...



“Har wo Shaksh jo jindgi me kabhi ajij tha mere….
Unhi logo ke zulm se saham gaya hu main….!!

Ek khamoshi si chayi he gird mere…
Ek halki si aahat se dar jata hu main….!!

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!



Tarang.... ( Jo bikhar raha hai...)


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang

Last edited by khamosh_aawaz; 19th July 2010 at 07:44 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
19th July 2010, 07:47 PM

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!


Nice one.........Tarang Ji......khayal bahut umdaa lage mujhe ! dil se daad...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
19th July 2010, 07:53 PM

tarang saheb...bahut achha likha hai, lekin ye do sher mere dil ko bahut kareeb se chhu kar gaye haiN...

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

zabardast....

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!

ye wala bhi bahut achha hai...

meri daad qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
19th July 2010, 07:57 PM

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….


Good one tarang sahab.........





Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
19th July 2010, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!


Nice one.........Tarang Ji......khayal bahut umdaa lage mujhe ! dil se daad...khush rahen...

apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....
Shukriya naresh ji... mere khyal ko samzne ke liye...


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
19th July 2010, 08:07 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
tarang saheb...bahut achha likha hai, lekin ye do sher mere dil ko bahut kareeb se chhu kar gaye haiN...

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

zabardast....

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!

ye wala bhi bahut achha hai...

meri daad qubuul kijiyega...
Bahut bahut shukriya vikram ji.. shahyd mere ehsas aap tak pahuch gaye... thanks again


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
19th July 2010, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….


Good one tarang sahab.........

Thanku Zainy... jab tak aapki daad kisi post ko na mile, wo post adhuri hai... thanks again :-)


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 19th July 2010, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by khamosh_aawaz View Post
Dosto, kabhi kabhi jidngi me ek esa anchaha lamha aa jata hai.. jab durd had se badh jata hai.. aur pass koi nahi hota.... kuch ese hi lamho se gujra raha hu main aaj kal... bas inhi durd ke lamho se kuch dard bahar nika kar shabd ban gaye..

socha is bazm se achchi koi aur bazm kya hogi.. isliye aap logo ke samne apni ek rachna pesh kar raha hu.... Thoda kachcha hu is field me .. isliye shayad wo ehsas aap tak na phucha pau... fir bhi koshish kar raha hu...



“Har wo Shaksh jo jindgi me kabhi ajij tha mere….
Unhi logo ke zulm se saham gaya hu main….!!

Ek khamoshi si chayi he gird mere…
Ek halki si aahat se dar jata hu main….!!

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!



Tarang.... ( Jo bikhar raha hai...)
tarang bhai
radhe radhe

ahsaas pasand aaye likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
20th July 2010, 11:15 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
tarang bhai
radhe radhe

ahsaas pasand aaye likhte rahen
duaon ke saath
Shukriya Ishk bhai... housla afzai ke liye


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
20th July 2010, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by khamosh_aawaz View Post
Dosto, kabhi kabhi jidngi me ek esa anchaha lamha aa jata hai.. jab durd had se badh jata hai.. aur pass koi nahi hota.... kuch ese hi lamho se gujra raha hu main aaj kal... bas inhi durd ke lamho se kuch dard bahar nika kar shabd ban gaye..

socha is bazm se achchi koi aur bazm kya hogi.. isliye aap logo ke samne apni ek rachna pesh kar raha hu.... Thoda kachcha hu is field me .. isliye shayad wo ehsas aap tak na phucha pau... fir bhi koshish kar raha hu...


“Har wo Shaksh jo jindgi me kabhi ajij tha mere….
Unhi logo ke zulm se saham gaya hu main….!!

Ek khamoshi si chayi he gird mere…
Ek halki si aahat se dar jata hu main….!!

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!



Tarang.... ( Jo bikhar raha hai...)
Aap to pakke lagte heiN iss field main, Tarang Ji...! Hamein to aapki yaha shaayri behad acchi lagi...! Har sher taarif-e-kaabil hai...!

Keep penning and take care ok...?

Duaaon ke saath



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
20th July 2010, 12:19 PM

Quote:
Originally Posted by khamosh_aawaz View Post
Dosto, kabhi kabhi jidngi me ek esa anchaha lamha aa jata hai.. jab durd had se badh jata hai.. aur pass koi nahi hota.... kuch ese hi lamho se gujra raha hu main aaj kal... bas inhi durd ke lamho se kuch dard bahar nika kar shabd ban gaye..

socha is bazm se achchi koi aur bazm kya hogi.. isliye aap logo ke samne apni ek rachna pesh kar raha hu.... Thoda kachcha hu is field me .. isliye shayad wo ehsas aap tak na phucha pau... fir bhi koshish kar raha hu...



“Har wo Shaksh jo jindgi me kabhi ajij tha mere….
Unhi logo ke zulm se saham gaya hu main….!!

Ek khamoshi si chayi he gird mere…
Ek halki si aahat se dar jata hu main….!!

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!



Tarang.... ( Jo bikhar raha hai...)

Tarang ji ,
aapki rachna mujhe behat achhi lagi
ehesaas apna sa laga
daad qubul kijiye

DuaoN ke saath
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
20th July 2010, 01:14 PM

Quote:
Originally Posted by Mushkil View Post
Aap to pakke lagte heiN iss field main, Tarang Ji...! Hamein to aapki yaha shaayri behad acchi lagi...! Har sher taarif-e-kaabil hai...!

Keep penning and take care ok...?

Duaaon ke saath

Mushkil bhai.. shukriya ... bus ese hi tanhayi me likh di yah shayri... aapko pasand aayi achcha laga...


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
20th July 2010, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Tarang ji ,
aapki rachna mujhe behat achhi lagi
ehesaas apna sa laga
daad qubul kijiye

DuaoN ke saath
Diya
Diya ji... yah ehsas jo aapko apne lage... durd se bhare hain... lagta hai aapko bhi koi durd hai... dua karta hu aap khush rahein....

Thanks for replying


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
20th July 2010, 01:18 PM

Yeh khayaal khoob raha Tarang Saheb....

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#15)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
20th July 2010, 03:02 PM

Quote:
Originally Posted by khamosh_aawaz View Post
Dosto, kabhi kabhi jidngi me ek esa anchaha lamha aa jata hai.. jab durd had se badh jata hai.. aur pass koi nahi hota.... kuch ese hi lamho se gujra raha hu main aaj kal... bas inhi durd ke lamho se kuch dard bahar nika kar shabd ban gaye..

socha is bazm se achchi koi aur bazm kya hogi.. isliye aap logo ke samne apni ek rachna pesh kar raha hu.... Thoda kachcha hu is field me .. isliye shayad wo ehsas aap tak na phucha pau... fir bhi koshish kar raha hu...



“Har wo Shaksh jo jindgi me kabhi ajij tha mere….
Unhi logo ke zulm se saham gaya hu main….!!

Ek khamoshi si chayi he gird mere…
Ek halki si aahat se dar jata hu main….!!

Yah kaun hai jo kab se ghoor raha hai muje…
Aaina dekh kar, kab se soch raha hu main….!!

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….

Bhul na jau kanhi apna hi naam “Tarang”
Isilye khud ko hi apne naam se pukar raha hu main…!!



Tarang.... ( Jo bikhar raha hai...)
Tarang
Khush raho
Waqayee tum la jawaab shayer ho
nihyat hi achchi rachna hai
Daad hazir hai
razia
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
21st July 2010, 10:40 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Yeh khayaal khoob raha Tarang Saheb....

Muddto guzre ek khwab tak na dekha mene..
band aankho me bhi, jag raha hu main….
Shukriya sajid bhai.... Take care


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
21st July 2010, 06:40 PM

Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
Tarang
Khush raho
Waqayee tum la jawaab shayer ho
nihyat hi achchi rachna hai
Daad hazir hai
razia
Thankyou razia.. khushi kuch naraz si hain aaj kal mujse... isliye pass rakh nahi sakta... vada hai jaise hi mana lunga apne pass rakh lunga...


Thanks pasand karne k liye


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
khamosh_aawaz
:)
khamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nicekhamosh_aawaz is just really nice
 
khamosh_aawaz's Avatar
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jun 2005
Rep Power: 23
22nd July 2010, 12:51 PM

.................................................. ..Thanks to all...................


"salika ho gar bhigi aankho ko padhne ka to.....
aksar bahte hue aansu bhi bat kiya karte hain...!"



Tarang
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com