Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na"
Old
  (#1)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
"Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na" - 16th July 2010, 04:47 PM

Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi
......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na







Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 16th July 2010 at 04:53 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
16th July 2010, 05:00 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi ......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na




phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na


ji nice creation.......................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
premeet01245
Registered User
premeet01245 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 40
Join Date: May 2010
Rep Power: 0
16th July 2010, 06:01 PM

relay it's true.I like it.................
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
16th July 2010, 06:51 PM

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

Its too good......very Impressive ! Diya Ji ! Arse baad aayii ho......wahi tazgi nazar aai aapke sabhi ashaar me....adaayegi aur rawaangi bhi umdaa lagi mujhe....ek purkashish ghazal .... !

matlaa aur maqtaa bhi khaas jagha bana gaye dil me....

tahe dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen....

Yunhi behtar koshish ke saath aati rahen...aur humesha likhti rahen....

Reps++++++++

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 16th July 2010 at 06:54 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 16th July 2010, 08:16 PM

Diya,
kaisi ho sweetie ??.... kaha ho yaar??
bahut achche kalaam pe dil se daad haazir hai.... keep it up dear.... khush raho...

rep++++++++++++++++++++++++ added


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 16th July 2010, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi
......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na




diya jee
radhe radhe

matla aur makta dono hi khoob rahe dil se daad aati rahiye likhti rahiye
duaon ke saath



Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
18th July 2010, 10:06 AM

Quote:
Originally Posted by Radhika_2 View Post
phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na


ji nice creation.......................
bahut bahut sukriya Radhika ji



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
18th July 2010, 10:10 AM

Quote:
Originally Posted by premeet01245 View Post
relay it's true.I like it.................
thanx a lot.................
mahfil mein aate rahiye



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd July 2010, 05:49 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

Its too good......very Impressive ! Diya Ji ! Arse baad aayii ho......wahi tazgi nazar aai aapke sabhi ashaar me....adaayegi aur rawaangi bhi umdaa lagi mujhe....ek purkashish ghazal .... !

matlaa aur maqtaa bhi khaas jagha bana gaye dil me....

tahe dil se daad hazir hai....qubuul farmaayen....

Yunhi behtar koshish ke saath aati rahen...aur humesha likhti rahen....

Reps++++++++

khush rahen...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath....

sukriya Naresh ji ,
aapko meri tahreer pasand aayi mujhe behat khusi hui
yun saath banaye rakhiyega

thanx 4 the rep++++++

DuaoN ke saath
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
23rd July 2010, 05:51 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Diya,
kaisi ho sweetie ??.... kaha ho yaar??
bahut achche kalaam pe dil se daad haazir hai.... keep it up dear.... khush raho...

rep++++++++++++++++++++++++ added

lamhaa Sweety,
main thik hun....aaj kal thora mashroof hun isiliye mahfil ko waqt nahi de pati hun ..........
tumhe meri kalam pasand aayi mujhe behat khusi hui
daad dilse Qubul hai


humesha khus rahna
DuaoN ke saath
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd July 2010, 06:06 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi
......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na






pyari Diya,

Ummeed karta hoon khush hogi, aaj mahfil me aya to yoonhi nazar ja padi aapki kalaam pe.. dekha to dekhta hi rah gaya... bas padhte hue main kahin kho gaya...muddat ke baad kisi romantic aur dard se shumaar is ghazal ko padhkar dil aur rooh dono mutmaeen ho gaye...

likhti rahen.. allah aapko barkat aur khushiyaan de... khayal rakhie..
shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
24th July 2010, 01:08 PM

Yeh naya andaaz khoob raha Diya jee.........kafi mushkil raha hoga yeh kalam likhna aur use aapne badi aasani se anjaam diya hai. Yeh khayaal pasandida raha......

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Kavita Negi
Registered User
Kavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to all
 
Kavita Negi's Avatar
 
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 20
24th July 2010, 02:36 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi ......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

aankhon ko samundar, surat ko chaand
jamaal ki tareef meN, tahreer koi likho na

gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na




Bahoot khoob Diya Ji, Dil se daad hazir hai aapki is nazam par.


KAVITA NEGI

Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
  Send a message via Yahoo to Kavita Negi  
Reply With Quote
Old
  (#14)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th July 2010, 01:06 AM

Diyaa jee AadaaB!

Wel come back to SDC ............
Aur is khubsurat Gazal per Abhi hi daad kabool kar ljiye ....... KyuN ke aage daad hazam nahi hogi........

Bhai kya zabardasti hai ....... "Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na"
Aray mohtarma agar agla koi shayar ya poet yaa writter hua to thik hai...
Agar koi bussiness men hua to janti hai aap kya likhega......
Chaliye aapko example de deta huN........

LikheNga ke.......

Aaj tujhko aadha ghanta yaad kiya....
100 Rs min ke hisab se 3000Rs ka lose kiya..

Phir teri yaad meiN maiN 3 din bimaar pad gaya
8 ghante per day aur dawa goli ka nuksan alag kiya.....

Kuch aise khayaal likh dege janab.......
( Wel yeh sab mazak tha ) sach bhi kaha to kya kar legi aap....

Likhati rahiye......
Khush rahiye......
Khuda Hafez......


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mann
Registered User
Mann is just really niceMann is just really niceMann is just really niceMann is just really nice
 
Offline
Posts: 521
Join Date: Feb 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
26th July 2010, 09:43 AM

Beautifully written Diya ji! That's all I can say.

Mann
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
26th July 2010, 07:44 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
diya jee
radhe radhe

matla aur makta dono hi khoob rahe dil se daad aati rahiye likhti rahiye
duaon ke saath

sukriyah ishQ ji ,
aapko meri kalam pasand aayi ,mujhe khusi hui
daad dilse kabul hai

ab ijazat
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
26th July 2010, 08:41 PM

umda khyal hai ji bahut hi umda
ati uttam rachna hai diya ji apki

is shayra ne sabhi ka man apni lekhni se moh lia
is lie sdc pe har or se awaz aa rahi hai
vah diya vaah diya vaaah diya


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{

Last edited by parveen komal; 26th July 2010 at 08:45 PM..
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#18)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
28th July 2010, 03:52 PM

Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na




wah wah kyaa khoob likha hai diyaa

sahi main reply karne pe majboor kar diyaa in shabdo ne...

thank for writing it


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th September 2010, 02:39 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Mahfil ko Diya ka aadaab,

ye tahreer mere dil ki bahut kareeb hai ...
kucch waqt pahle isse likhi thi ..........
aaj is mahfil meiN , sabke saath isse share
karna chahati hun..........
umeed hai aapko pasand aayegi
......



Kaisi hogii milan kii, vo ghari likho na
mujhse hui thi kaise, dil-lagi likho na

hijr ke dard se liptee hue meri yaadeiN
Aalam-e-tanhaayi kaa, lutf bhi likho na

tanha si ho gaye hoon bin tere maiN,
tadap kaisi hai seene meiN yeh poocho na..


shab-o-sehar rahtaa hai mera hi khiyaal
ruut khizaan ki lagti hai bahaar si likho na

mahfil mein aate hi nazar dooNde tuje,
kis tarah lagti hai veeraN mahfil poocho na..


phool khilata hai aur mehakta hai gulshan
bin tere zindagii meri suni suni likho na

teri gazloN par joomti thi apni bazm,
ab saaj sab be-saaj kyuN haiN poocho na..


gar yun duur na hoti "Diya" ki basti tujhse
deedaar kaise karte tum vo kabhi likho na

chatt par raat ko chaand nihara karte hum,
aur yaad tuje karte ab aur kuch poocho na..






Meri Roshni............lafz nahi kuch kahne ko.....miss u alot.
apne kuch ahsaas teri gazal ke saath likhe haiN.....tu samaj hi jayegi ki kya kahna chah rahi hoon.

diii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 25th September 2010 at 02:44 PM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com