Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Suna hai uske husn ka charcha hai har suu
Suna hai zaif bhi ankhbhar ke dekhte hai ainak se
|
parwaaz bhai assalamwalekum..
wahhh ..kya shandar talqleeq hai .. dad qubool karen .. is sher me apne romaniyath ki hadd kar di ..alag se dad ..
za'if bhi ankhbar ke dekhte hain ainak se .. parwaz bhai ap kiss zumre me aate hain ..
za'if ? ha ha
muabarak baad apki jaandar taqleeq pe ..allah apko hamesa khush rakhe ..
dua go
qadeertoopchi