Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
6th September 2008, 02:47 PM

Nahi Lete Tera Naam Sare Aam,ke Tu Badnaam Na Hojaye..
Haai! Ye Tadap Ye Judai Mere Pyaar Ka Anjaam Na Hojaye...
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
"Aapki Pasand"..............
Old
  (#42)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
"Aapki Pasand".............. - 10th November 2008, 12:20 AM

Chalein Aaj Eik Naya Silsila Shuru Karte Hain Yahan...
Kabhi Kabhi Hamein Koi Shairi Bohat Acha Lagta Hai...
Jo Dil Ko Chuu Jata Hai Aur Use Parhte Watq Hum Yakeenan Chahte Hain K Hum Us Ko Kisi K Sath Share Karein. Main To Chahti Hoon Aap Log Bhi Chahte Honge
So Friends Jab Bhi Aap Ko Koi Shairi Behad Pasand Aye To Aap Us Ko Yahan Share Karein.
Koi Aisa Shair Jis Se Aap Ke Aur Dost-o-Ahbaab Use Se Lutf-Andoz Ho Sakein.
So Let's Begin ...........

Sab Se Pahle Main Hi Share Karti Hoon

leker Aaja wo threer jo meri taqdeer badal de
tu ban ja ayesa khaab jo her tabeer badal de
meri hasraton ko tu awaaz de ayesi
jo her sada se mil ker meri tasweer badal de

_safia khan

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th November 2008, 01:02 AM

Yahan Kisiko bhi koi shairi pasand nahin hai kya jo share karein

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#44)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
11th November 2008, 02:17 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Yahan Kisiko bhi koi shairi pasand nahin hai kya jo share karein

Aadaab !

moHterma aisa hi aik silsilah hamare moHteram Mayank saHib ne bhi shurru ker rakhaa hai , mere khayaal se ager us silsilah ko aage beRhaya jaaey to acha rahe ga , baaQi app sabki merzi hai

silsilah app yahaN dekh sakte haiN

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57621

ager kuch buraa laga ho to ma'zrat chahta hoN

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#45)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
11th November 2008, 02:21 AM

Dil Hai QadmoN Pe Kisi Ke Sar Jhukaaya Ho Ya Na Ho
Bandagi To Apni Fitrat Hai Khuda Ho Ya Na Ho

"ZarQa mufti"
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#46)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
11th November 2008, 02:37 AM

duaa dil se jo nikale kaaragar ho
yahaa.N dil hii nahii.n dil se duaa kyaa

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#47)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
11th November 2008, 02:53 AM

ba.Dii zaalim nihaayat bevafaa hai
ye duniyaa phir bhii kitanii Khush-numaa hai

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
11th November 2008, 05:42 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab !

moHterma aisa hi aik silsilah hamare moHteram Mayank saHib ne bhi shurru ker rakhaa hai , mere khayaal se ager us silsilah ko aage beRhaya jaaey to acha rahe ga , baaQi app sabki merzi hai

silsilah app yahaN dekh sakte haiN

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57621

ager kuch buraa laga ho to ma'zrat chahta hoN

Mujeeb

Mujeeb ji ,
Muaafi chahati huN ...

Kabhi Us thread pe humari nazar nahin padi ...isiliye Hum soche ki aise yeh thread banaya jaye ...sukriya ki aapne hume link diye ...ab hum is thread ko ehi khatam karna chahate haiN

Diya

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#49)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
12th November 2008, 02:44 AM

kaa.NTo.n se guzar jaanaa sholo.n se nikal jaanaa
phuulo.n kii bastii me.n jaanaa to sambhal jaanaa

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#50)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
12th November 2008, 01:22 PM

Abhi aaya hi tha meray lab per wafa ka naam
kuchh dostoN ney haath meN pather uTha liay

"HKB"
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#51)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
13th November 2008, 01:43 AM

vo har maqaam se pahale vo har maqaam ke baad
sahar thii shaam se pahale sahar hai shaam ke baad

"ZarQa Mufti"
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Sher jo dil mein utar jayein......
Old
  (#52)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile Sher jo dil mein utar jayein...... - 14th November 2008, 08:00 PM

doston.........aaj hum ek naya silsila shuru karne jaa rahe hai.title se aap ko pata chal hi gaya hoga ki yaha aise sher likhne hai jo aap ke dil me utar gaye hai.ye sher kisi bhi ehsaas ke ho sakte hai jaise ke muhobbat, judai,intezaar,be-wafaii etc...
mai umeed karti hoo ki sabhi ka saath milega...

shuruwat mai hi kar deti hoo............

kisko khabar thi kisko yakeen tha,aise bhi din aayenge,
jeena to mushkil hoga,mar bhi na payenge,
hum jaise barbaad dilo ka jeena kya aur marna kya,
aaj teri mehfil se uthe,kal duniya se uth jayenge......
lamha...........

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#53)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
14th November 2008, 08:07 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
doston.........aaj hum ek naya silsila shuru karne jaa rahe hai.title se aap ko pata chal hi gaya hoga ki yaha aise sher likhne hai jo aap ke dil me utar gaye hai.ye sher kisi bhi ehsaas ke ho sakte hai jaise ke muhobbat, judai,intezaar,be-wafaii etc...
mai umeed karti hoo ki sabhi ka saath milega...

shuruwat mai hi kar deti hoo............

kisko khabar thi kisko yakeen tha,aise bhi din aayenge,
jeena to mushkil hoga,mar bhi na payenge,
hum jaise barbaad dilo ka jeena kya aur marna kya,
aaj teri mehfil se uthe,kal duniya se uth jayenge......
lamha...........
bahut hi umda sher likha hai aapne lamha jii
wakai main seedhe dil main utaar gaya hai....

abhii kuch ban to nahi raha.. per ye mujhe behad pasand hai........

kya khabar thii ki ek din esa bhii aayega
wo samne baitha thaa magar mera na thaa

NM

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#54)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 14th November 2008, 08:27 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
bahut hi umda sher likha hai aapne lamha jii
wakai main seedhe dil main utaar gaya hai....

abhii kuch ban to nahi raha.. per ye mujhe behad pasand hai........

kya khabar thii ki ek din esa bhii aayega
wo samne baitha thaa magar mera na thaa

NM

thanx DILIP JI........

Yun to kuch bhi nahi hai aisa,
jo haasil is zindagi mein nahi
bas ik shaks hai zindagi jaisa
or wohi shaks meri zindagi mein nahi.

lamha.......................

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#55)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
14th November 2008, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
thanx DILIP JI........

Yun to kuch bhi nahi hai aisa,
jo haasil is zindagi mein nahi
bas ik shaks hai zindagi jaisa
or wohi shaks meri zindagi mein nahi.
lamha.......................
lamha me bhi is me shamil
lakh chaha fir bhi usko paa nahi sake
ki gum chupane ki koshish per chupa nahi sake
mile dilasa dene wale bahut log
per kisi ko pyar samja nahi sake

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#56)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 14th November 2008, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
lamha me bhi is me shamil
lakh chaha fir bhi usko paa nahi sake
ki gum chupane ki koshish per chupa nahi sake
mile dilasa dene wale bahut log
per kisi ko pyar samja nahi sake

qayaamat khez sannaaTa kisii ka naam leta thaa
ko_ii rah-rah ke dil ko door se awaaz deta thaa

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#57)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
15th November 2008, 12:19 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
qayaamat khez sannaaTa kisii ka naam leta thaa
ko_ii rah-rah ke dil ko door se awaaz deta thaa

nm

hum bhi kisi ke aane ummid laga bethe the
jaha rasta nahi tha vahi per hi uska intzaar kar bethe the

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein

Last edited by dineshdharvi; 15th November 2008 at 12:40 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#58)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
15th November 2008, 03:41 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
lamha me bhi is me shamil
lakh chaha fir bhi usko paa nahi sake
ki gum chupane ki koshish per chupa nahi sake
mile dilasa dene wale bahut log
per kisi ko pyar samja nahi sake
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
hum bhi kisi ke aane ummid laga bethe the
jaha rasta nahi tha vahi per hi uska intzaar kar bethe the

moHteram janab dinesh saHib , Aadaab arz hai , huzoor waalaa aik baat arz kerna chahta hoN keh app bahut kamal ke shayar haiN aur din meN bahut se she'r likh diyaa kerte haiN , ager app uSooloN ki pairvi kerieN to app ki shaa'ri meN bahut nikhaar aa sakta hai ... app ke yeh donon she'r mere liHaaz se dil meN uterne ke Qaabil nahieN hai

ma'zrat chahta hoN ... mager app se iltejaa hai keh app shayri ke rules ko bhi saath saath follow kerieN

mujhe is baat ka bhi andaaza hai keh app ko meri baat nihayat buri lagi , aur meHfil ke chand aHbaab ko bhi buri lagi , mager janab yeh baat utni haQeeqat bhi hai ... shukriyah

khair andesh
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#59)
krenil
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
krenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to allkrenil is a name known to all
 
krenil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
Love 15th November 2008, 06:07 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
moHteram janab dinesh saHib , Aadaab arz hai , huzoor waalaa aik baat arz kerna chahta hoN keh app bahut kamal ke shayar haiN aur din meN bahut se she'r likh diyaa kerte haiN , ager app uSooloN ki pairvi kerieN to app ki shaa'ri meN bahut nikhaar aa sakta hai ... app ke yeh donon she'r mere liHaaz se dil meN uterne ke Qaabil nahieN hai

ma'zrat chahta hoN ... mager app se iltejaa hai keh app shayri ke rules ko bhi saath saath follow kerieN

mujhe is baat ka bhi andaaza hai keh app ko meri baat nihayat buri lagi , aur meHfil ke chand aHbaab ko bhi buri lagi , mager janab yeh baat utni haQeeqat bhi hai ... shukriyah

khair andesh
Mujeeb

wah kya baat kahi hai mujeeb bhai aapne lekin ek baat kahena chahta hu aap har baar kyu bina soche kuch bhi likh liya karte ho pahele jara socho ki aap sahi ho baad me kuch bhi likh liya karo aapne badi aasani se kahe diya ki dinu ko aise sher likhne chahiye jo dil me utar jaye lekin aap pahele dekho ki ye thread ke starting me kya likha hai lamha ne

doston.........aaj hum ek naya silsila shuru karne jaa rahe hai.title se aap ko pata chal hi gaya hoga ki yaha aise sher likhne hai jo aap ke dil me utar gaye hai.ye sher kisi bhi ehsaas ke ho sakte hai jaise ke muhobbat, judai,intezaar,be-wafaii etc...
mai umeed karti hoo ki sabhi ka saath milega...

dekha kya likha hai janaab yaha pe aise sher likhne hai jo aapke dil me utar gaye ho matlab jo person yaha pe sher likhta hai uske dil me jo sher utar gaye ho wo likhna hai jo person sher padh raha hai uske dil me jo sher utar gaya hai wo nahi likhna hai ye sher jo dinu ne likhe hai wo sher dinu ke dil me utar gaye hai isiliye usne un ko is kabil samja ke yaha pe likhe aapse ek namra vinanti karta hu ki aage se aap bina soche aisa kuch bhi mat likho jisse yaha ke kisi bhi member ko achha na lage bas aapko jo galatfemi thi use door karne ki chhoti si koshish ki hai agar kuch bura laga ho to maaf kar dena

Last edited by krenil; 15th November 2008 at 06:09 AM..
  Send a message via Yahoo to krenil Send a message via Skype™ to krenil 
Reply With Quote
Old
  (#60)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th November 2008, 08:22 AM

Dear Lamha..........aapka thread theek laga par aapse kahna chahti hoon ki esi anjuman mein "MAYANK JEE" ne bhi aisa hi thread shuru kiya hua hai....agar hum usi ko aage badayeN to jayada behtar hoga.....link de rahi hoon.

bas title alag hai......bakki to ek jaisa hi hai.....so pls dont mind....mujhe yehi sahi laga ki "Mayank JEE" ka thread purana hai usko continue kiya jaye....!

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57621

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#61)

15th November 2008, 08:27 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
vo har maqaam se pahale vo har maqaam ke baad
sahar thii shaam se pahale sahar hai shaam ke baad

"ZarQa Mufti"

"Iltiza hai yeh hamari ki baarish aaj ho jaye,
bahana hoga yehi behtar hamari bhigi palko.n ka"

-nm

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#62)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th November 2008, 03:06 PM

Ummeed Waqt Ka Sabsa Bada Sahara Hai

Jo Hausla Ho To Har Mauj Me Kinaara Hai........nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#63)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
15th November 2008, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah kya baat kahi hai mujeeb bhai aapne lekin ek baat kahena chahta hu aap har baar kyu bina soche kuch bhi likh liya karte ho pahele jara socho ki aap sahi ho baad me kuch bhi likh liya karo aapne badi aasani se kahe diya ki dinu ko aise sher likhne chahiye jo dil me utar jaye lekin aap pahele dekho ki ye thread ke starting me kya likha hai lamha ne

doston.........aaj hum ek naya silsila shuru karne jaa rahe hai.title se aap ko pata chal hi gaya hoga ki yaha aise sher likhne hai jo aap ke dil me utar gaye hai.ye sher kisi bhi ehsaas ke ho sakte hai jaise ke muhobbat, judai,intezaar,be-wafaii etc...
mai umeed karti hoo ki sabhi ka saath milega...

dekha kya likha hai janaab yaha pe aise sher likhne hai jo aapke dil me utar gaye ho matlab jo person yaha pe sher likhta hai uske dil me jo sher utar gaye ho wo likhna hai jo person sher padh raha hai uske dil me jo sher utar gaya hai wo nahi likhna hai ye sher jo dinu ne likhe hai wo sher dinu ke dil me utar gaye hai isiliye usne un ko is kabil samja ke yaha pe likhe aapse ek namra vinanti karta hu ki aage se aap bina soche aisa kuch bhi mat likho jisse yaha ke kisi bhi member ko achha na lage bas aapko jo galatfemi thi use door karne ki chhoti si koshish ki hai agar kuch bura laga ho to maaf kar dena
krenil me janta hu tu humesha sahi hai aaj bhi sahi hai per mere liye tu kisi se na bol yaar. mujib ji ne kaha tuje dukh huva na utna hi muje dukh huva shayad hum aur tum mujib bhai ke kisi rastme aa rahe ho kyu ki is se pehle usne muje tin char baar pm karke bhi bola tha per mene dil se nahi lagaya tha aur aaj tu bola isi liye mene socha me bhi bol du yaar.ab aaj se yahi per kabhi kuch post hi nahi karuga kyu ki tuje jitna dukh huva na yaar unse kahi jyada muje khushi mili ki tum mere liye bole yaar. ok ab tu is topic per kuch nahi bolna me bhi kuch nahi boluga aur yaha per aage se kuch post bhi nahi karuga.
khush rahe humesha wo jise hum pasand nahi.bas yahi dua karna bhale hi hum galat ho

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
......My fav shairi
Old
  (#64)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
......My fav shairi - 15th November 2008, 07:50 PM

Mushkile dilo ke iraade aazmaayegi
Khawaabo ke parde nigaaho se hataayegi
Girr kar honsla mat haarna mere dost
Yeh tokhre hi toh aap ko chalna sikhaayegi

nm

Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai

Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 15th November 2008 at 08:21 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#65)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Sad 15th November 2008, 08:14 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
moHteram janab dinesh saHib , Aadaab arz hai , huzoor waalaa aik baat arz kerna chahta hoN keh app bahut kamal ke shayar haiN aur din meN bahut se she'r likh diyaa kerte haiN , ager app uSooloN ki pairvi kerieN to app ki shaa'ri meN bahut nikhaar aa sakta hai ... app ke yeh donon she'r mere liHaaz se dil meN uterne ke Qaabil nahieN hai

ma'zrat chahta hoN ... mager app se iltejaa hai keh app shayri ke rules ko bhi saath saath follow kerieN

mujhe is baat ka bhi andaaza hai keh app ko meri baat nihayat buri lagi , aur meHfil ke chand aHbaab ko bhi buri lagi , mager janab yeh baat utni haQeeqat bhi hai ... shukriyah

khair andesh
Mujeeb
Quote:
Originally Posted by krenil View Post
wah kya baat kahi hai mujeeb bhai aapne lekin ek baat kahena chahta hu aap har baar kyu bina soche kuch bhi likh liya karte ho pahele jara socho ki aap sahi ho baad me kuch bhi likh liya karo aapne badi aasani se kahe diya ki dinu ko aise sher likhne chahiye jo dil me utar jaye lekin aap pahele dekho ki ye thread ke starting me kya likha hai lamha ne

doston.........aaj hum ek naya silsila shuru karne jaa rahe hai.title se aap ko pata chal hi gaya hoga ki yaha aise sher likhne hai jo aap ke dil me utar gaye hai.ye sher kisi bhi ehsaas ke ho sakte hai jaise ke muhobbat, judai,intezaar,be-wafaii etc...
mai umeed karti hoo ki sabhi ka saath milega...

dekha kya likha hai janaab yaha pe aise sher likhne hai jo aapke dil me utar gaye ho matlab jo person yaha pe sher likhta hai uske dil me jo sher utar gaye ho wo likhna hai jo person sher padh raha hai uske dil me jo sher utar gaya hai wo nahi likhna hai ye sher jo dinu ne likhe hai wo sher dinu ke dil me utar gaye hai isiliye usne un ko is kabil samja ke yaha pe likhe aapse ek namra vinanti karta hu ki aage se aap bina soche aisa kuch bhi mat likho jisse yaha ke kisi bhi member ko achha na lage bas aapko jo galatfemi thi use door karne ki chhoti si koshish ki hai agar kuch bura laga ho to maaf kar dena
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
krenil me janta hu tu humesha sahi hai aaj bhi sahi hai per mere liye tu kisi se na bol yaar. mujib ji ne kaha tuje dukh huva na utna hi muje dukh huva shayad hum aur tum mujib bhai ke kisi rastme aa rahe ho kyu ki is se pehle usne muje tin char baar pm karke bhi bola tha per mene dil se nahi lagaya tha aur aaj tu bola isi liye mene socha me bhi bol du yaar.ab aaj se yahi per kabhi kuch post hi nahi karuga kyu ki tuje jitna dukh huva na yaar unse kahi jyada muje khushi mili ki tum mere liye bole yaar. ok ab tu is topic per kuch nahi bolna me bhi kuch nahi boluga aur yaha per aage se kuch post bhi nahi karuga.
khush rahe humesha wo jise hum pasand nahi.bas yahi dua karna bhale hi hum galat ho

ye sab kya ho raha hai yaha par...i think we should stop all this...

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#66)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 15th November 2008, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Lamha..........aapka thread theek laga par aapse kahna chahti hoon ki esi anjuman mein "MAYANK JEE" ne bhi aisa hi thread shuru kiya hua hai....agar hum usi ko aage badayeN to jayada behtar hoga.....link de rahi hoon.

bas title alag hai......bakki to ek jaisa hi hai.....so pls dont mind....mujhe yehi sahi laga ki "Mayank JEE" ka thread purana hai usko continue kiya jaye....!

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57621
jiiiiiiiiii diiiiiiiiiiiii.........aap ki baat bilkul thik hai...MAYANK ne mujse pehle aisa hi thread already shuru kar diya tha...maine notice nahi kiya tha,par ab i think unka hi thread continue kare to zayada behtar hai...thanx for the link....mai khud apna thread chhor kar MAYANK ke thread ko aage badhungi....
aap ka shukriya....

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#67)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 15th November 2008, 08:35 PM

Iss darja ehtiyat se likha hai khat usey
roya hoon yoon k harf bhi giley nahi hoye

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#68)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 15th November 2008, 09:00 PM

ek haalat par na rahane paayee dil ki hasratein
tumane jab dekhaa naye andaaz se dekhaa mujhe

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#69)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:10 PM

jab haqiiqat hai ke har zarre me.n tuu rahataa hai
phir zamii.n par kahii.n masjid kahii.n ma.ndir kyuu.N hai

apanaa a.njaam to maaluum hai sab ko phir bhii
apanii nazaro.n me.n har insaan sika.ndar kyuu.N hai

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#70)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:11 PM

jaane kis baat kii un ko hai shikaayat mujhase
naam tak jin kaa nahii.n hai mere afasaane me.n

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#71)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:13 PM

tum sar-e-raah-e-vafaa dekhate rah jaaoge
aur vo baam-e-rafaaqat se utar jaayegaa

Ahmed Faraz

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#72)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:15 PM

kaash vo apane Gam mujhe de de.n to kuchh sukuu.N mile
vo kitanaa badanasiib hai Gam hii jise milaa nahii.n

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#73)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:18 PM

ai nasiim-e-sahar tujh ko un kii qasam un se jaakar na kahanaa meraa haal-e-Gam
apane miTane kaa Gam to nahii.n hai magar Dar ye hai un ke gesuu bikhar jaaye.nge

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#74)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 15th November 2008, 09:21 PM

Na Milta Ghum, To Barbaadi ke Afsaane Kahan Jaate
Agar Duniya Chaman Hoti To, Viraane Kahan Jaate

Chalo Achhaa Huwaa, Apno mein Koi Gair To Nikalaa
Agar Hote Sabhi Apne, To Begaane Kahan Jaate

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#75)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
15th November 2008, 09:46 PM

baaziichaa-e-atfaal hai duniyaa mere aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mere aage

Mirza Ghalib

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#76)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
Love 26th November 2008, 09:32 PM

kab tak dil kii Khair manaaye.n, kab tak raah dikhaaoge
kab tak chain kii mohalat doge, kab tak yaad na aaoge

Faiz Ahmed Faiz

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#77)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 26th November 2008, 10:35 PM

Quote:
Originally Posted by zishan107 View Post
kab tak dil kii Khair manaaye.n, kab tak raah dikhaaoge

kab tak chain kii mohalat doge, kab tak yaad na aaoge

Faiz Ahmed Faiz

Ruka hai jab se negahon mein hijr ka mosam
Ye maah-o-saal mere be khabar se guzre hain
Jinhen sanwar gai teri qurbaton ki mehek
Vo chand lamhe bare mukhtasir se guzre hain

nm

"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#78)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
30th November 2008, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Ruka hai jab se negahon mein hijr ka mosam
Ye maah-o-saal mere be khabar se guzre hain
Jinhen sanwar gai teri qurbaton ki mehek
Vo chand lamhe bare mukhtasir se guzre hain

nm

jab bhi dekhta hu usko sab kuch bhul jata hu me
dubkar ankho me uski zulf me kho jata hu me

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#79)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
1st December 2008, 05:01 PM

muddate.n guzarii.n terii yaad bhii aaii na hame.n
aur ham bhuul gae ho.n tujhe aisaa bhii nahii.n

nm

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#80)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
1st December 2008, 05:07 PM

na thaa kuchh to Khudaa thaa, kuchh na hotaa to Khudaa hotaa
Duboyaa mujh ko hone ne, na hotaa mai.n to kyaa hotaa

" Ghalib "

Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mere Pasandeeda aashaar........( Ghayel ) sajid_ghayel Shayri-e-Mashahoor Shayar 13 2nd October 2010 04:55 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com