Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ek khuwaahish
Old
  (#1)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
ek khuwaahish - 11th April 2006, 08:04 PM

doston,
kaafi din baad kuch likhne koshish ki hai.jaanti hun meri shayri mai alfaaz zayada umda nahi hote,saadah se jo roz marra ki bol chal mai istamaal hote hai wahi mai use karti hun.ek hakeer si koshish aapki nazar kar rahi hun,umeed hai aapko pasand aaye.



apni muhabbat ko tere dil ki gehraaiyon tak pahunchaana chahti hun,
tere har khayal ka aghaaz ban na chahti hun,

doori na rahe koi tere mere darmiyaan,
tere jism ke raom-roam mai samajana chahti hun,

mujh se door hone ka na soch sake tu kabhi,
apni chahat ka koi aisa jadoo chalana chahti hun,

tujh se bichad kar jeene ka koi armaan nahi mera,
kuch aisa hi jazbaa tere dil mai jagaana chahti hun.
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th April 2006, 08:20 PM

muhtarma aapne jo kahamain us baat se sehmat nahi.dekhiye bade bade shayar v aasaan lafzon me likhna chahte hain par likh nahi paate.bahut tough hota hai aasaan lafzon me ek ahcha kalaam likh jana.ise apni kamzori nahi balki taakat banaiye.

aur rahi baat is kalaam ki to aap kosish kijiye ki aake saare sheron ki lambai ek hi rahe.isse flow ahcha banta hai.aur doosri baat.kuch alfaaz aise hote hain jinke bina v kalaam poora hi rehta hai.aise alfaazon ko hata diya kijiye.umeed hai aap samjhengi.

waise humari koi baat aapko buri lage to main maafi ka talabdaar hun.umeed hai ki aap aage v yunhi likhti rahiyega.will b waiting for ur coming posts.

AAPKA



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#3)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
12th April 2006, 03:51 PM

ghayal ji,
aapki kisi bhi baat ka mujhe bura nahi laga balkeaapka shukriya adaa karna chahungi ke aapne kuch samjhaana chaha hai mujhe.i hope mai aage se is baat par amal karun.aap meri post par aaye ,acha laga bahut.shukriya.

akelijaan.
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
hello dear
Old
  (#4)
sandy11
Registered User
sandy11 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Apr 2006
Location: maharashtra
Rep Power: 0
hello dear - 15th April 2006, 09:58 AM

bahut khub likha


SANDEEP
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
15th April 2006, 04:08 PM

shukriya sandeep ji meri post par aane ka aur meri shayri saraahne ka.isi tarah aate rahiye
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: ek khuwaahish
Old
  (#6)
passionatelover
pass love on and on...
passionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to allpassionatelover is a name known to all
 
passionatelover's Avatar
 
Offline
Posts: 1,183
Join Date: Nov 2004
Location: Kolkata,India
Rep Power: 26
Re: ek khuwaahish - 15th April 2006, 11:20 PM

Quote:
Originally posted by akelijaan
doston,
kaafi din baad kuch likhne koshish ki hai.jaanti hun meri shayri mai alfaaz zayada umda nahi hote,saadah se jo roz marra ki bol chal mai istamaal hote hai wahi mai use karti hun.ek hakeer si koshish aapki nazar kar rahi hun,umeed hai aapko pasand aaye.



apni muhabbat ko tere dil ki gehraaiyon tak pahunchaana chahti hun,
tere har khayal ka aghaaz ban na chahti hun,

doori na rahe koi tere mere darmiyaan,
tere jism ke raom-roam mai samajana chahti hun,

mujh se door hone ka na soch sake tu kabhi,
apni chahat ka koi aisa jadoo chalana chahti hun,

tujh se bichad kar jeene ka koi armaan nahi mera,
kuch aisa hi jazbaa tere dil mai jagaana chahti hun.
hello madam
aacha laga aapko padkar..........yuhi likhti rehiyega.......

pata hai maine bhi issi theme par ek poetry khud likhi hai.......aap isse padiyega jarrur

http://www.shayri.com/forums/showthr...threadid=48294

bye and take care
passionate..........


chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"

-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------


  Send a message via Yahoo to passionatelover  
Reply With Quote
sab se pahala kam
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sab se pahala kam - 16th April 2006, 08:27 AM

sab se pahala kam hai jo dil main hai woh likhiye
sheron ka meter lambayee baad main dekhiye agar alfaz ko shuroo se hee havee kar liye to dil kee baat kho jayegee aur ek baat kahoon har khayal kamal ka hai

radeef aur kafiya waqt ke sath ayega waqt se pahale nahee pahale aa gaya to khayal kho jayenge kuch baten bahut achee lageen is main yahan likh raha hoon

tere har khayal ka aghaaz ban na chahti hun,
wah kya baat hai

mujh se door hone ka na soch sake tu kabhi,
apni chahat ka koi aisa jadoo chalana chahti hun,

tujh se bichad kar jeene ka koi armaan nahi mera,
kuch aisa hi jazbaa tere dil mai jagaana chahti hun.

bahut hee khoobsoorat hai ye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
17th April 2006, 05:14 PM

anilji,passionateji,
aapko meri shayri pasand aayi,bahut khushi hui.jaanti hun dheere dheere hi sudhaar aata hai.meri yehi koshish rahegi ki mai acha aur sahi likh sakun.

thanx anil ji meri hoslaafzaai karne ka,

akelijaan
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
reply
Old
  (#9)
karan_s21
Registered User
karan_s21 will become famous soon enoughkaran_s21 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 128
Join Date: Jan 2006
Location: dehli
Rep Power: 20
reply - 20th April 2006, 05:08 PM

nice dear
bhut acha likha apne
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
11th August 2006, 10:11 PM

karan ji,
der se reply karne keliye maafi chahti hun.aapne apne keemti waqt mai se mere liye bhi waqt nikala,bahut bahut shukriya.umeed hai aage bhi aapka saath barqaraar rahega.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com