larkian kia hain balain hain aaaj kal ki larkian
kia hain ab hum kia batain aaj kal ki larkian
lab in kay sorkh hain hontoon pay angraize bi hay
chaal main jado bi hay tofan ki taize be hay
par laga kay ur na jain aaj kal ki larkian
maa ko woo mami kahain dadi kahain woo baap ko
ainay main soo dafa daikhain woo apnay aap ko
khod paya ashiq hoo na jain aaj kal ki larkian
daikho woo tai lagain pehnai woo patloon be
or ager chahain to ker saktee hain telefone be
raat bhar piano pay gain aaj kal ki larkian
thank u kahtee nahi jab bus main un ko seet do
dil ya chahay wahain in ko pakar kay peet do
nokree to milee nahi apni to omar kat gai
office main akay zalim korsioon pay daat gai
lain hamaree baddoain aaj kal ki larkian
jain picknick gardan sona ker kay apna ghar
kia karian choolay safaie sayonay lagtta hay daar
khana bhi bagoon main khain aaj kal ki larkian
on kay sir per on ki jhoote togmat ka taag nahi
aisay akrain jaisay sheher main inee ka raaj hay
ab governar ban na gain aaj kal ki larkian
M.Farhan
sahil_gemini@hotmail.com
0300-2295637