Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..
Old
  (#1)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai.. - 8th November 2006, 02:49 PM

hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th November 2006, 02:56 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

dil se nikali daad kubul kijieynga............pooja ji

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th November 2006, 03:36 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja
meri pyari gudiya....!

tumne yeh bahut accha kiya jo meri baat maan kar es gazal ko jaha post kiya, yehi eski sahi jagah hai. aur ek baar phir se es khoobsurat gazal ke liye mubarakbaad hazir hai. kabool kijiye matko ji.

yu hi likhti raho aur sadha kush raho.

teri didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 9th November 2006, 12:15 PM

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

pooooooja kya likha hai tumne......itna dard or itni safai se kagaz pe utara tumne ki dil tareef kiye bagair reh hee nahi paya.....bhut umda kalaam pesh kiya hai tumne....yu hee likhti raho hamari duaa tere saath hai.....take care.....raj.......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
9th November 2006, 08:12 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja
pooja

dard per itne gahre tumne dard ko baya,n kiya hai ki bas maan gaye yaar.
ek nayi unchai mil gayi yaar mere shaer ko
tum hamesha isse bhi behtar likhti raho bus yshi dua hai meri
aur haan khoobsurat gazal per meri daad ek baar fir se kabool farmao yaar

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#6)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
10th November 2006, 11:33 AM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

pooja kia likha hai bohat acha likha hai sweety itni chotti umer main itna dard mazak ker rahi hoon zaroori nahi insaan ko dard ho tab hi woh ghamgheen shayri likhay..............bohat acha likha hai aur ye ash'aar kia kahoon bas dil per asar kia hai

keep writing sweety and takecare of urself

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th November 2006, 12:33 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

dard kitna gahra hai ye to kuch shabdoin s epata lagta hai .gazal mein bas dard basa hai. acha likha hai is dard ko poja apne.
bas likhte raho. acha liiho aur hamesha lekin khush raho yahi dua hai meri.
sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#8)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
dil se nikali daad kubul kijieynga............pooja ji

aapka dost
dhaval
thanku once again...........

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:27 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
meri pyari gudiya....!

tumne yeh bahut accha kiya jo meri baat maan kar es gazal ko jaha post kiya, yehi eski sahi jagah hai. aur ek baar phir se es khoobsurat gazal ke liye mubarakbaad hazir hai. kabool kijiye matko ji.

yu hi likhti raho aur sadha kush raho.

teri didi

ha di apki hi baat maan ke yahan post kiya ise

thanku once again

grazie

aapki gudiya rani
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:30 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

pooooooja kya likha hai tumne......itna dard or itni safai se kagaz pe utara tumne ki dil tareef kiye bagair reh hee nahi paya.....bhut umda kalaam pesh kiya hai tumne....yu hee likhti raho hamari duaa tere saath hai.....take care.....raj.......
pranaam veer ji,

haaa veer ji unhi likhti rahungi. shukriya veer ji............

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:32 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
pooja

dard per itne gahre tumne dard ko baya,n kiya hai ki bas maan gaye yaar.
ek nayi unchai mil gayi yaar mere shaer ko
tum hamesha isse bhi behtar likhti raho bus yshi dua hai meri
aur haan khoobsurat gazal per meri daad ek baar fir se kabool farmao yaar
achha.................aisa laga apko........????

apki daad sa'ankho pe ji.........

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:36 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
pooja kia likha hai bohat acha likha hai sweety itni chotti umer main itna dard mazak ker rahi hoon zaroori nahi insaan ko dard ho tab hi woh ghamgheen shayri likhay..............bohat acha likha hai aur ye ash'aar kia kahoon bas dil per asar kia hai

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

keep writing sweety and takecare of urself

haan ji mujhe koi dard nahi bas dilip ji ke sher ko maukaam diya hai.

shukriya ise pasand karne ke liye.

grazie

aapki sweety
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
10th November 2006, 05:37 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dard kitna gahra hai ye to kuch shabdoin s epata lagta hai .gazal mein bas dard basa hai. acha likha hai is dard ko poja apne.
bas likhte raho. acha liiho aur hamesha lekin khush raho yahi dua hai meri.
sakhi with love
sukriya sakhi ji.....

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th November 2006, 07:38 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja
hi pooja jee, it is teally amazing, sach mein aap bahut accha likhti hain,i feel vey ,,,,,,,,,,,i hv no wirds, daad kubool kijuyega

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#15)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
13th November 2006, 04:21 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
hi pooja jee, it is teally amazing, sach mein aap bahut accha likhti hain,i feel vey ,,,,,,,,,,,i hv no wirds, daad kubool kijuyega
shukriya aru ji,

aapki daad sarankho pe humare..........

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
yogesh "DARPAN"
Registered User
yogesh "DARPAN" is on a distinguished road
 
yogesh "DARPAN"'s Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Nov 2006
Location: in the soul of my MAHI
Rep Power: 0
27th November 2006, 09:56 PM

Bahot khoob likha hai chhoti dost. Aise hi likhte rehna. Sach me bahot achha likha hai.

DARPAN. THE MIRROR.......
  Send a message via Skype™ to yogesh "DARPAN" 
Reply With Quote
Old
  (#17)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
3rd December 2006, 01:03 AM

Quote:
Originally Posted by yogesh "DARPAN" View Post
Bahot khoob likha hai chhoti dost. Aise hi likhte rehna. Sach me bahot achha likha hai.

hello ji

haan ji aapki is chhoti dost ne shayad itna achha to likha hi hai ke aap yahan aye hai...hai na......well thanks for ur reply........bahot bahot shukriya ji

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
....
Old
  (#18)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
.... - 2nd May 2007, 12:24 AM

Pooja jee,

Bahut bahut acha likha aapne. Jyada Tareef nahin karunga warna aap hi kahengi...

Dard chipta nahin, har sans aah bharte hein
Keise Bedard log! waah waah karte hein!

Warm Regards & best wishes
Susheel

लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
2nd May 2007, 01:33 PM

wah likhte rahiye bahut khoob,,,,,

******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#20)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
2nd May 2007, 07:23 PM

haaye!!!

Dard bhi nikle dil se aur waah bhi...

Bahut khoob Gudiya!!!

Humesha khush raho..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#21)
reena
shayari kisi ke naam ki
reena is on a distinguished road
 
reena's Avatar
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Nov 2005
Location: delhi
Rep Power: 19
2nd May 2007, 07:50 PM

wah behad khubsurat poojaji behad khubsurat. kya kahu shabd nahi hai tareef ke liye. bas itna kahungi dil ko behad pasand aayi aapki ye gazal. lagta hai dard bhari kalam se likhi hai ye gazal.
uhi llikhti rahiyega.

reena

aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
  Send a message via Yahoo to reena  
Reply With Quote
Old
  (#22)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 2nd May 2007, 09:39 PM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja
Pooja di ko Shaan ka salam,

..tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa Pooja, rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai......

Bhut khoob, bahut achee ashaar hain..
thanx

Hamesha hanste or muskurati rahen
t.k.
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
6th May 2007, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Pooja jee,

Bahut bahut acha likha aapne. Jyada Tareef nahin karunga warna aap hi kahengi...

Dard chipta nahin, har sans aah bharte hein
Keise Bedard log! waah waah karte hein!

Warm Regards & best wishes
Susheel

sushil ji namskaar,

janaab aap aaye, bahot khushi hui. ek purane member ko yaha dekh kar. ji apko pasand aai ye koshish khush'kismati hai meri.

dilip ji ne shuruaat hi itni pyari di thi ke aage likha to aap sab ka saath nasiib hua.

saath dete rahiyega

grazie

aapki dost
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
kishor ji
Old
  (#24)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
kishor ji - 11th May 2007, 11:48 PM

Namskaar,

Apka saath paa'kar achha laga. Apne saraaha, pasand kiya is kalaam ko, shukriya bahot bahot.

Saath dete rahiyega.

Grazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
priya di
Old
  (#25)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
priya di - 15th May 2007, 09:11 PM

Namskaar,

Dard nahi hai ab mujhe aap wah wah kar saktin hain

Shukriya apko pasand ayaa.

Saath deti rahiyega

Grazie

Apki gudiya
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
16th May 2007, 05:02 AM

pooja g,
namaskar,
bahut achi gazal hai yhe. app ne apne jazbaaton ko bahut achi tarah se pesh kiya hai. bahut dard hai is gazal mein. dil mayoos sa ho gaya, aakri sher padte padte. bahut umda gazal hai yhe. aap aise hi likthe rahein.

god bless u

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Reena ji
Old
  (#27)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Reena ji - 16th May 2007, 11:10 AM

Namskaar,

Apko ye koshish pasand aai, shukriya. Ehasaas mere dost Dilip ji ke thhe, unhone hi shuruaat di thhi. Mujhe achha laga sher to aage badhaa diiyaa.
Saath detii rahiiyegaa.

Grazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Shaan ji
Old
  (#28)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Shaan ji - 20th May 2007, 12:56 AM

Adaab,

Kaise hain aap?

Apne pasand kiya, saraaha is koshish ko, shukriya dil se.

Saath dete rahiyega.

Grazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
20th May 2007, 01:10 AM

Aadab Pooja ji....

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

Aapke yeh teen Ashaar hame behad pasand aaye.... Raha nahi gaya... Kuch kuch humari kahani se milte hai... Shukriya ise likhne ke liye...

Apka Dost Abrar...

Ijazat....

Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
20th May 2007, 07:49 AM

hi pooja ji
kese ho aap?

aapko bhi hamara sadar pranaam

priya ji pehla sher dilip ji ka hai to mein pehle dilip ji ka sukhriya ada karna chahta hu ki itni achchhi suruaat ki, bahut khub

priya ji aapne jo ye ek sher se puri gazal ko apne dil ke ehsaason se sajaya bara hi achchha laga,

har line mein ek dard jalakta hai aapki rachna mein se, bahut achchhe

khas karke wo ek hi vaar mein mar dene wali baat

ese hi likhte rahe
aapka dost
Merul

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
hmmm bado ko paranaam aur dosto ko namaste. meri di ne kaha ki iss gazal ko dard forum me post karo to ise mein yahan lekar hazir hu.

PAHALA SHER DILIP JI KA HAI----------GAUR FARMAIYE

mohabbat ki hawa chalati hai, har patte ko hawaa lagti hai,
inkar kare wo chaahe kitna, seene main aag to sulagti hai...

tere naam se saans chati hai,yaadon me shaam dhalti hai,
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai..

saaki hum tere dar pe ate hai, pine nahi use bhulne ate hai,
aur tu deke du'haai usi be'wffa yaar ki, har jaam bharti hai...

katl karna tha to khanjar se kiya hota, jaan nikalti ek hi bar,
til-til marta dekh hanske kahate hai log, lash bhi marti hai....

are bedardi!! chala to gaya magar khata kya hui ye batata,
kami thi meri wafa me? ye saval kar kar ke ruh pighalti hai..

sarmaya de gaya dukhon ka, khushiyan uu’dhaar le gaya,
na aana samne, tujhe dekhne se nazar bhi sharm karti hai…

tabaahii kaa aalam dekh dekh tuu muskuaata raha wahan,
sab jal gayaa “pooja”,rakh karke ab sirf dhunva utth'ti hai..

grazie

aapki dost
pooja

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Manish ji
Old
  (#31)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Manish ji - 21st May 2007, 05:02 PM

Namaste,

Aap aaye khushi hui. Saraahane ke liye shukriya janaab.
Saath dete rahiyega.

Grazie

Apki dos
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Abraar ji,
Old
  (#32)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Abraar ji, - 21st May 2007, 05:04 PM

Salaam,

Shukriya tashriiff laane ke liye, aur ise pasand farmaane ke liye. Ummid karti hu apka saath yunhi aage bhi milta rahega.

GRazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
21st May 2007, 05:07 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi pooja ji
kese ho aap?

aapko bhi hamara sadar pranaam

priya ji pehla sher dilip ji ka hai to mein pehle dilip ji ka sukhriya ada karna chahta hu ki itni achchhi suruaat ki, bahut khub

priya ji aapne jo ye ek sher se puri gazal ko apne dil ke ehsaason se sajaya bara hi achchha laga,

har line mein ek dard jalakta hai aapki rachna mein se, bahut achchhe

khas karke wo ek hi vaar mein mar dene wali baat

ese hi likhte rahe
aapka dost
Merul
Mera naam POOJA hai............Priya meri Di ka naam haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii..Merul ji aap jyadaa'tar naam galat hi bolte hain.......hahahahah

Jii beshak aap unhe daad dijiye pahali. Maine bhi Dilip ji ko hi daad di thhi sabse pahale. Sunaa dilip ji.......hmm gum hain koi faayda nahi chillane ka.

Ek baar fir shukriya Merul ji.

Grazie

Apki dost
Pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kabhi wafaon ki doli utthi, kabhi armanon ki artthhi sajti hai.. pooja_d Shayri-e-Ishq 23 4th January 2009 07:20 PM
Kabhi Kabhi ye zindagi aise halatoon mai fans jati hai samyasar1 Ghazal Section 3 19th August 2008 01:00 AM
Kabhi abr, kabhi pohar, kabhi badal ... hayabaji Aapki Shayri 1 3rd December 2005 05:44 PM
Ye Kahani Phir Kabhi,Kisike Bhi Saath,Kabhi Bhi Nahii roothi_pari Shayri-e-Dard 2 16th July 2005 12:25 PM
jigar mein aik aah si hai utthi kabhi kabhi maikasH Shayri-e-Dard 2 27th October 2001 07:03 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com