janaab kaya baat hai bhut khub.....agar shuruwaat aise hai to anjaam kaya hoga......har share dil ko chhu gaya.....yu he likhte rehna......kaya yeh gazal appki apni hai?jo bhee ho bhut sakoon mila dil ko.......raj.....
un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)