Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: ye ishq agar jo nahiN hai aasaan to aap-beeti meri talab hai...
Old
  (#1)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
Ghazal: ye ishq agar jo nahiN hai aasaan to aap-beeti meri talab hai... - 5th November 2011, 12:42 AM

Dosto aadaab,

ek ghazal pesh kar rahaa hun..aap ki raey ka intezaar rahega..

behr:
12122 12122
12122 12122

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai




Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by zainy; 5th November 2011 at 03:00 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
5th November 2011, 12:14 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Dosto aadaab,

ek ghazal pesh kar rahaa hun..aap ki raey ka intezaar rahega..

behr:
12122 12122
12122 12122

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhe nahin hai
yahin pe ghar kar yahin pe daftar tabhi kahun iss jahaan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai?

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin hai
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe bataa do ki jaana kab hai?

diloeN ki baate nazar ki bhasha, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan hai boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai


Pradhyuman - Bismil

bhayee bismil ............ kamaal kiyaa hai is baar............. asal shayri hai...... jo chahaaa thaa... wo de diyaa tumne ............. man khush ho gaya hai..

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhe nahin "KYUN "
yahin pe ghar kar yahin pe daftar tabhi kahun iss jahaan ka rab hai


bana ke ghar fir yahiN basar kar jab hi kahuN is jahan ka rab hai

diloeN ki baate nazar ki bhasha, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan hai boli, hua tamaasha bada ajab hai!

dilo ki baateN "zubaaN" nazar ki... kabhi kabhi ho ye karagar bhi ..
"agar magar kar ke baat boli..... "

--

sune hai insaan tere hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai?


sune hai insaan tere bhi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai?

? ye hata do..... interrogative mat banao.... hairaani wala expression lao... jydaa khilega mere hisaab se

__


kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin Kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe bataa do ki jaana kab hai?


ek soorat saaani ki ..

zamana mujhko na raas aye.. khudaa batao ki aanaa kab hai
ab is sanai ke hisaab se oolaa chaho to ek baar thoda aur soch sakte ho....

_____


tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai

bhulaa de maazi .... maazi jydaa khil raha hai
naa jee saka aur na mar sakegaa .. ye bojh tab tha ye bojh ab hai


bhayee maqtaaa to bas jaan hai.......... kamaal hai... saari hi gahzal.....
ise gaate raho..... abhi kuch nikhergaa ..... bahut khaas ghazal hai ye ........

repss meri taraf se duayeN bhi
baki fir dekhte haiN ..

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
5th November 2011, 01:38 PM

bahot shukriya janumanu bhai...kuch soorateiN aapne jo di hai mujhe bahot pasand aayi to woh udhaar le rahaa hun aapse..yunhi saath dete rahiyega..aapka sahyog rahaa to ek din zaroor asli shayri karne lagunga...kuch baateiN apni hai jo badalna nahi chahta..aap zaroor samjhenge..god bless

revised one:

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai


reps aur daad ke liye mamnoon hun..

regards
Pradhyuman - Bismil


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------

Last edited by Pradhyuman; 5th November 2011 at 02:22 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
5th November 2011, 05:02 PM

wallaah ... zabardast ghazal kahi hai bismil miyaan apney. waah har sher pur asar hai. bahaut hi roohaanee khayalon ko itne personal tareekey se kaha hai yeh khaas laga. waah waah, daad aur mubarakbaad.

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Dosto aadaab,

ek ghazal pesh kar rahaa hun..aap ki raey ka intezaar rahega..

behr:
12122 12122
12122 12122

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai



Pradhyuman - Bismil
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shweta
Hmm
shweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the roughshweta is a jewel in the rough
 
shweta's Avatar
 
Offline
Posts: 39
Join Date: Oct 2011
Location: Delhi
Rep Power: 0
5th November 2011, 08:40 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Dosto aadaab,

ek ghazal pesh kar rahaa hun..aap ki raey ka intezaar rahega..

behr:
12122 12122
12122 12122

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai




Pradhyuman - Bismil
what to say.. literally speechless .. every line is beautiful...

waisey to saara ka saara hi bahut pasand aaya aur kisi ek sher ki tareef karna mushkil hai magar fir bhi ye ek sher dil ko chhu gaya kahi andar tak

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

shuru se lekar anta tak yun laga koi dastaan samete huye hai ye..

jitni taareef karu utni kam hai

Thanks to share such a wonderful creation


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
5th November 2011, 09:36 PM

With this ghazal, you have surpassed yourself, Pradhyuman Ji...! The structure is well defined & above all the substance has been well conveyed...!

Your best creation as far, I must say...!

Dher saare daad qabuul kareiN...!

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
6th November 2011, 12:34 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
wallaah ... zabardast ghazal kahi hai bismil miyaan apney. waah har sher pur asar hai. bahaut hi roohaanee khayalon ko itne personal tareekey se kaha hai yeh khaas laga. waah waah, daad aur mubarakbaad.
bahot shukriya zarra s'b..aapki daad dil se kubool hai..khush rahiye..god bless

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
6th November 2011, 06:30 AM

Behad Shayeraanaa Andaaz MeN Poori Hui Hai Ghazal ... Pradhyuman Ji !

Laajawaab Ashaar .... Asardaar Peshkash .... !

Good Expressions .... SuperB CreatioN .... !

Dilee Daad O Mubaaraqbaad ... !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
6th November 2011, 12:47 PM

Quote:
Originally Posted by shweta View Post
what to say.. literally speechless .. every line is beautiful...

waisey to saara ka saara hi bahut pasand aaya aur kisi ek sher ki tareef karna mushkil hai magar fir bhi ye ek sher dil ko chhu gaya kahi andar tak

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

shuru se lekar anta tak yun laga koi dastaan samete huye hai ye..

jitni taareef karu utni kam hai

Thanks to share such a wonderful creation
shweta ji, thanks for reading and appreciating it..


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
6th November 2011, 04:03 PM

amanush ji,

yeh to aapki zara nawazi hai sahaab..daad ke liye mamnoon hun.

i hope i keep surpassing myself with every creation..thanks once again for your wishes & blessings..

god bless..take care

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
6th November 2011, 04:36 PM

ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai


wah bahut khoob bismil saheb maza aa gaya padh kar...
bahut umda khayaalaat pesh kiye haiN aap ne is ghazal ke zariye...
daad aur mubaarqbaad hazir haiN, qubuul kijiyega....

aapka dost,
vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
10th November 2011, 09:45 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
ye ishq agar jo nahiN hai aasaan, to aap-beeti meri talab hai
sabaq mujhe bhi mile to apnaa, khuda ka warna diyaa to sab hai

meri nazar maiN chubhe gareebi, tujhe falak se dikhega kaise
bana ke ghar fir yahiN basar kar tabhi kahuN iss jahan ka rab hai

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sune hai insaan teri hi charche, nakaabo waala tu jaadugar hai
palak jhapakte hi rang badle, teri upaj kya teri nasab hai

kahaan se aaya kahaan chalaa hun, yahaan ruka kyun pataa nahin kuch
meri pasand ka nahin zamaana, mujhe thikaane pe aana kab hai?

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!

tere munaafe ki baat keh dun, bhulaa de maazii ko apne bismil
na jee sakaa hai na mar sake ga, yeh bojh tab tha yeh bojh ab hai


wah bahut khoob bismil saheb maza aa gaya padh kar...
bahut umda khayaalaat pesh kiye haiN aap ne is ghazal ke zariye...
daad aur mubaarqbaad hazir haiN, qubuul kijiyega....

aapka dost,
vikram
bahot shukriya vikram bhai..daad ke liye aapka tahe-dil se mamnoon hun...khush rahiye..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 11th November 2011, 02:25 AM

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

wah bahot khub
bahot badiya expressions

Regards



_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th November 2011, 08:41 AM

kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!


waahhh.. nice lines pradhyuman.... congratulations for this post...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
2nd December 2012, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kahin ubhar kar maiN aa na jaaun, mujhe duba do kisi khushi meiN
jo nikla dil se to ro padunga, maiN gham hun mera yehi sabab hai

sadaa ye dil ki, nazar ki baatieN, kabhi kabhi ye bhi kaar gar ho
agar magar kar zabaan jo boli, hua tamaasha bada ajab hai!


waahhh.. nice lines pradhyuman.... congratulations for this post...
shukriyaa shaad bhai..kaise ho? umeed hai khairiyat se honge..der se reply karne ke liye maufi chaahta hun


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com