Ab Phir Say Khulnay Lagay Hain
Teri Baton Ka Bharam
Ab Bhi Rakha Hai May Nay
Par Is Beimaan Dunya Nay Hamain
Phir Say Ruswa Kardia Hai
Mujh Par Yaqeen Rakh
May Nahin Bewafa
Sholon Say Khailna Saikh Lia Hai Ham Nay
Ab Aag Ka Darya Kuch Nahin
Itebaar Say Khali Is Duniya May
Hamara Milna Dushwaar Hai
Milain Gain Phir Haam Us Jahan May
K
Ab Mera Intezar Kar.