4th March 2008, 09:20 AM
JAWANEE KE DIN CHAMKEELE HO GAYE,
HUSHAN KE TEWAR NASHEELE HO GAYE.
HUM EAK EHSHAS KAHNE ME DHEELE HO GAYE,
ITNE ME UNKE HATH PEELE HO GAYE.
hum unhe khush dekhna chahte hai….
tho kaho meri kya galati hai….
hum unhe dard mein nahi dekh saakte….
issliye chahte hai koi unka sahara baan jaaye…
hum chahakar unka sahara nahi baan saakte……
issliye chahte hai ki woh kissi aur ko apnaley……
is tarah zindagi tabah karne ka kiya fayda……
par hum unhe samjhakar bhi samjha na sakte…
Kabhi hasaata hai pal,
kabhi rulaata hai pal,
har pal ki yaad dilaata hai yeh pal,
chaaho ya na chaaho,
par aapke hone ka ehsaas dilaata hai yeh pal
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
mur ke na dekh beete hue pal
jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
jo milgaya uske sath guzaar apna har pal
Kabhi kisi sa pyaar mat karna
Ho jaaye to inkar mat karna Nibha sako to chalna uski raah par
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna.
PHOOLO MAIN HASEEN GULAB HAI
PADHAI KE LIYE ZARURI KITAB HAI
DUNIYA MAIN HAR SAWAL KA JAWAB HAI
AGAR KOI MOHAMMED ZAHED KE BARE MAIN PUCHE
TO KAHANA LAJAWAB HAI!
|