Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
woh kah ker chale gaye
Old
  (#1)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
Love woh kah ker chale gaye - 1st May 2010, 06:30 PM

woh kah ker chale gaye itni mulaqaat baht hai
Humne kaha rukk jao abhi Raat baht hai

Aansoo mere thumm jaie toh shauq se jana
Aise mein kahan jaoge, Barsaat baht hai

Unhone kaha Barsat hai bhi toh kya hum chale jaienge
Sailaab bhi gar aa jaie toh humien woh rok na paienge.

Rutha woh kuch is Tarh se k rutt hi badal gayi
Ek shaksh meri zindagi wiraan kr gaya

Sitam unhone humm kuch iss tarah dha-ie k chale gaye
Aur phirr laut kr na aaye.



Aapka
TABISH ENAYAT KHAN
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
2nd May 2010, 12:48 PM

Author ka naam bhi likh do.....
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
2nd May 2010, 12:54 PM

janab Bakhtiyar sb.Assalam-0-alaikum,
aap ne Author ka naam likhne ko kaha hai bhai Author itna mashoor nahi waise agar aap thoda apni aankhon aur zehan ko takleef dete to aap ko aap k sawaalon ka jawab yaqinun milll jata khair shukria aap k reply ka.
take care
ALLAH HAFIZ


Aapka
TABISH ENAYAT KHAN
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#4)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
2nd May 2010, 01:10 PM

Alai kum salam,

Author Itna Mashoor ho na ho...? Par kisi ne tou likha hoga.

Apni ankhon ko aur zehan ko zehmaat deyna nahi chahata..
simple words mein poochta hooon....

Is this Ghazal/ multiple couplets written by you.....?
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
2nd May 2010, 01:20 PM

Assalam-0-alaikum, janab aapne simple word mein mujhse daryaft kiya iske liye shukria, ji haan ye maine likhein hain iss liye iss k niche mera hi naam hai, Aur ek baat mai aap k shaie karna chahta hoon ki maine abhi tukk 7 posts ki hain jo k mere hi hain maine abhi tukk kisi aur ki likhi post nahi ki hai aur meri koshish bhi yahi hai ki mai jo bhi post karon khudd ki karoon buss aap bhaiyoon ka saath chahiye hausla afzayee k liye abhi faurunn maine new post ki hai please check it out ummeed hai pasand aayegi please honestly bataienge ki meri ye post aur new post samandar aur mere aansoo kaise lage aap ko aap ke repy ka talabgaar.


Aapka
TABISH ENAYAT KHAN
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
2nd May 2010, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by tabish enayat View Post
Assalam-0-alaikum, janab aapne simple word mein mujhse daryaft kiya iske liye shukria, ji haan ye maine likhein hain iss liye iss k niche mera hi naam hai, Aur ek baat mai aap k shaie karna chahta hoon ki maine abhi tukk 7 posts ki hain jo k mere hi hain maine abhi tukk kisi aur ki likhi post nahi ki hai aur meri koshish bhi yahi hai ki mai jo bhi post karon khudd ki karoon buss aap bhaiyoon ka saath chahiye hausla afzayee k liye abhi faurunn maine new post ki hai please check it out ummeed hai pasand aayegi please honestly bataienge ki meri ye post aur new post samandar aur mere aansoo kaise lage aap ko aap ke repy ka talabgaar.

Go thru the following links..................

http://www.hallagulla.com/urdu/ghaza...ai-159112.html

http://www.*******.com/shayariadab/s...-t39413.0.html

Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bahut Hai
Main Ne Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bahut Hai


Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shouq Say Jana
Aisay Main Kahan Jaogey Barsaat Bahut Hai


Wo Keh Nay Lagey Jana Mera Bahut Zaruri Hai
Nahi Chahta Dil Todna Tumhara, Per Majburi Hai


Gar Hui Ho Koi Khata To Maaf Ker Dena
Main Ney Kaha Hojao Chup ,Itni Kahi Baat Bahut Hai


Samajh Gayee Hoon Sab, Aur Kuch Kaho Zaruri Nahi
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaruri Nahi


Phir Kabhi Na Aaongi Tumhari Zindagi Mein Lout Ke
Sari Zindagi Tanhayee Ke Liye Aaj Ki Raat Bahut Hay


Tum phir bhi na ruke, palat ke na dekha, chal hi diye
Hamare jeene ke liye tumhari vo yaadein bahut hain Share ...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
tabish enayat
Tabish enayat khan
tabish enayat is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Mar 2009
Location: New Delhi,
Rep Power: 0
2nd May 2010, 01:41 PM

kya khoob kaha tumne
kya khoob suna humne

tum bhi khush ho
hum bhi khush hain

kyunkimere Adhure ko
pura kr diya tumne

koshish rahi adhuri meri apne bisaat pe
Aakhir muqammal jama pahnaya tumne apne khayaal ka


Aapka
TABISH ENAYAT KHAN
 Send a message via ICQ to tabish enayat Send a message via Yahoo to tabish enayat Send a message via AIM to tabish enayat Send a message via Skype™ to tabish enayat 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 24
2nd May 2010, 01:55 PM

Agar khud ki nahi hai koi Ghazal tou................

NOT MINE ..........................Likha karo....
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com