Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Roothe jo hum to bas Jaan le jaayenge....
Old
  (#1)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 24
Roothe jo hum to bas Jaan le jaayenge.... - 26th May 2011, 12:37 PM

Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#2)
kafiir
Registered User
kafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to beholdkafiir is a splendid one to behold
 
kafiir's Avatar
 
Offline
Posts: 123
Join Date: Mar 2011
Rep Power: 20
26th May 2011, 12:51 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...

jab koi inta achaha likhat ahai to uski koi shamat nahi leke atta hai app bilkul preshan na hoye maine bola hai na koi shamat leke ayya to uski shamat nahi hai

abb ajate hai appki ghazal pe


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

behad hi khubsurat matla hai dil ko chune wala dehr sari mohabbat orr shaitani bhara bhut hi khoobsurat

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

kya baat hai bhut hi khubsuurat bhut hi bahdiya

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

knha knha se insaan ke dimag mai khyal atta hai bhut hi behtareen soch bhut bhadiya exmaple dil garden garden hogaya iss bagiyan mai to

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge, bhut bhut hi bahdiya



Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,yeh line to bhut hi ghazab ki rahen sach mai maza agya phad ke



Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,yeh to mast hai



Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

waah waah waah kya baat hai bhut bhadiya

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,kya ghazab ka likha hai sach mai ghaba hi dha diya appne



Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,
ynha too apne katal hi kar diya bhut hi khoobsurat maqta jitna khobsurat matla utna hi khoobsurat maqta




Jay Ambe

gudiya beta bhut hi khoobsurat rahi tumhari yeh ghazal hume bhut hi pasand ayyi shabdoon ka bhut hi khoobsurat istemaal kiya hai orr bhut hi achchi rahi puri ki puri ghazal dil se daad aise hi likhte rahoo atte rahoo

dheroon daad samatoon orr duaoon ke sath
kafiir


na jane kon kon hume duaaon mai yaad rakhta hai
mai dobne lagta hoon samnder uchal deta hai

Us Mukaaaa pe mera junon aajaye
tujhe pukaroon mere muh se khoon ajaaye


...nm
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
26th May 2011, 04:50 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe
Ji Bhaut Sunder........................Aatey Rehey......

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
26th May 2011, 06:48 PM

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,


Waah Kyaa Baat Hai ... Gudia Ji ! Zabardast ........ !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
26th May 2011, 06:51 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe
I can't believe this, ye tumne likhi hai........
maiN nahi maantaa
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#6)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,270
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 38
26th May 2011, 07:07 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe



hi Gudia ji

apki yeh aadna si koshish mujhe bohot cute lagi...
or jahan pyaar ho wahan koi ghalti ho hi nahi sakti....

reps added

youn hi likhti rahein or khush rahein Gudia ki tarah

TaecaeR


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 59
26th May 2011, 11:24 PM

Gudia Ji
Radhe Radhe

ek ek ashaar bahut sundar likha hai tumne ... dil se daad .....

yuhi likhti rahiye .....


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
27th May 2011, 08:43 AM

pur asar khayalaat hai ...

behad khoobsurat aur roohani sa ilm hai isme..daad qubool kijiyeGaa...

aap hi ki tarz par ek aur sher ki koshish..

aapni har cheez ko seene mein yun chupayein rakhna
teri aankhon se huyi chori ka bayaaN le jaayenge

likhte rahiYeGaa..

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#9)
rahi123
Registered User
rahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
27th May 2011, 03:04 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe

very beautiful and lovely
humari daad kubool kare for a very good creation

be happy always
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th May 2011, 03:07 PM

bahot accha likha hai meri pyaaari Gudiya raani.. bhai hame to pata bhi na tha ke ye bacchee itna accha likh leti hai... khush raho... aur aise hi pyaare pyaare nagmo se mahfil sajaati raho....

Khuda hafiz, Jai ambe...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
30th May 2011, 08:25 PM

ek gujju aisa likh sakti hai,yakeen nahi hota........
xtraordinary attempt.....................bahut accha laga.

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,......................................... bahut tewar hai is sher me specially....

kiske liye hai ye baccha...?.....itna gussa....

ambe bachaye...jai ambe

'yu to sajne dhajne ki aadat nahi hame par
di na tune lipstick, to dukaan le jayenge'

Last edited by zidd; 30th May 2011 at 08:28 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
jinn
Silent
jinn is on a distinguished road
 
jinn's Avatar
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Oct 2003
Location: Maharashtra india
Rep Power: 22
4th June 2011, 08:58 AM

"Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge"


Kya baat hai bahut he umda peshkash hai.


maana ki aap ki nazaro mein kuch nahi hai hum
par unse jakar puchiye jinhe hasil nahi hai hum



..............
call or msg at 00919823008024
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,187
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 11th June 2011, 07:14 PM

Aadaab Gudia ji kesi hain aap ?

Aaj kafi arse ke baad aapka kalaam dekhkar itneha hi khushi mili aur mehsoos hua ki likhne pe kaafi mehnat kar rahi ain aap uska asar saaf aapke kalaam men dikha, seedhe aur saral alfaazo men aapne apni baat bahut asardaar kahi hai yeh ek alag andaaz dikha aapki shayri ka, ese hi mehnat karti rahiye aur behtar likh payengi aap.
Yanha post karke aapne hum par sitam nahi kiya hai balke aap khuch post nahi karti hai wo bahut bada sitam hai hum sab par....jald hi aapki nayi gazal ka intezaar rahega, meri dili daad ke saath mubarakbaad qubool farmaye...T C


Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,

Jay Ambe


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#14)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 21
14th June 2011, 11:41 AM

Nice..........................................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 32
16th June 2011, 10:40 AM

Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,
************************************************** *******
aadaab
lo ji main aa gayaa aor aaj bahot saaree anaaon ko tor ke daaman sajaa ke aayaa hun sirf ek wade ki khaatir
ashaar ache hain matle ki uthaan bhi sweet hai ... jab main ne ye sher parhaa to sochaa ki is ko aise bhi to likhaa ja sakta athaa ... rooth jo gayi to jaan le jaaun gee ... magar ghaor ke baad samajh me aayaa ki ,,ham ,, me jo nazaakat hai wo ,, mujh ,, me kahaan hai doosree jaanib ,,jaan ,,a or jahaan ki bandish ne is sher ko aor bhi guRD jaisaa banaa diyaa hai aor khaas baat ye hai ki ..... to bas jaan lo ,, ka istemaal sher ke joban ko aor bhi kashish bakhsh raha hai ,,,,,,,,,,, but yaar ye dhamki kis ko de rahee ho zaraa ye pardaa bhi to uthaao ?
************************************************** *********
Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,
************************************************** ********
isee cheez ko haasil karke bhi na paanaa abhot hi badqismatee ki baat hai ye aise hi hai ki puraane zamaane me ek baadshaah ne ek raani ke liye hamla kiyaa laraayi jeet gayaa magar ye kiyaa ki raani ne akheer time me apne aap ko zindah chitaa ke hawaale kar diyaa to aakhir baadshaah paa ke bhi haasil na kar sakaa ultaa itnaa khoon kharaaba ..... main jab is sher ko is nazar se dekhtaa hun to apne labon pe unglee rakh ke sochne pe majboor ho jaata ahun is ke fikree parwaaz aasmaan se kalaam kar rahee hai
************************************************** ***********
Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,
************************************************** *********
hone me na honaa no hone me honaa ..... is ki khaas micaal hai ye fikr ai ghorror se bhare bande ham apnee muflisee me bhi wo saltanat rakhte hain ki hamaare beghair ye dilon ka silsila adhoora hai tum aasmaan ho main zameen hun magar mohabbat ki kahaani us waqt hi mokammal hotee hai jab aasmaan zameen ke daaman me simat jaaye aor zameen use apne maathe ki biNdiyaa banaa le
kisee ne kahaa hai ki
ulfat ka jab maza hai ki donon hon be qaraar
donon taraf ho aag baraabar lagee huyi
************************************************** ***********
Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,
************************************************** ************
kaamraanee o irfaan ka go soofee santon ke yahaan koi khaas t.alluq nahi hai kiun ki donon hi cheezen khud ki mehnat se nahi haasil ki jaa saktee hain haan dunyaavi e;tebaar se is sher ka mafhoom intehaayi aa;laa hai aot is baat ko saamne rakh ke is kaa daakhilee mafhoom laa jawaab nikalta ahai
************************************************** ********
Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,
************************************************** *********
kahnaa ik deewaana terey naam pe jeetaa martaa hai
likh ke teraa naam zameeN pe us ko sajda kartaa hai
shaayad ki ye sher filmaaya abhi gaya ahai magar main ne isey apnee school life me sunaa thaa ..... aap ke ,,, likh likh ,, ne majnooN ke likhne ki yaad dilaa dee ................. go ki main bahot zeyaadah is sher ke baare me nahi kah saktaa magar itnaa zaroor kahun gaa ki ,,, ye saarey armaan ,, ik kaainaat hai us me hazaaron rang bastey hain jis ko qalam band nahi kiyaa ja saktaa
************************************************** ***********
Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,
************************************************** ***********
ji haan apnee zaat pe jab itnaa bharosa ho to aise hi sher saamne aate hain jis se kisee ki aoqaat dikhaayi jaatee ho ye sher bhi apne pahle jaison ka tevar liye huye hai
************************************************** **********
Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,
************************************************** ****
main chalaa jaaun gaa dunyaa se kahaanee le kar
tum kahaan jaao gee masoom jawaani le kar
is sher ki andarooni kaifiyat se andaazah hota ahai ki khud me doob jaane ke baad jab ikisee se ham kalaami ki jaatee hai to aise hi hosh gum kar dene waale sher nnikalte hain
************************************************** *************
Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,
************************************************** *************
bulbul bhi hai udaas nasheman udaas hai
tum kiyaa chale gaye ho ki tan man udaas hai
ji haan aap ke sher hi ki tarah dil aor jism ki haalat ho jaatee hai jab koi rooth ke chalaa jaataa hai dil ki dharkan be tarrteeb ho jaatee hai aor zabaan bolne ki taaqat se mahroon ho jaatee hai
************************************************** ***************
Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,
************************************************** *****
goyaa ki aap ke rooth jaane se eimaan deen dharam sab ki khair nahi waah saahab itnee akad hai aap me ki aap apne chale jaane se deen o dunyaa tan man dhan har eyk ko chheen le jaayen ge kiyaa bahaaduree aor apne aap pe bharosah hai
**************************************************
ghazal mokammal ek kaifiyat ko bataati hai aor aisee hi ghazlon ko gfhazal e mosalsal ka naam diyaa jaataa hai is ghazal ki khaasiyat ye hai ki ye apne tez bahaao me har kisee ko bahaa le jaatee hai aor apnee akadan ko mezaaj me bithaa ke jaatee hai is kaa rang agar che gahraa aor tez o tarraar hai haan magar apne andar mohabbat ki komaltaa ka daryaa liye hai ...................... is ghazal ko likhne waale ko meraa salaam
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
tarun_ce
Dard-E-Dil..
tarun_ce will become famous soon enough
 
tarun_ce's Avatar
 
Offline
Posts: 49
Join Date: Sep 2004
Location: Dubai
Rep Power: 0
9th July 2011, 10:21 PM

kya bolna chahiye..
hamko samajh mei nahi aai

Jay Ram ji ki
Jay ambe

Tarun


Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .... aaj paheli baar ishq ki mahefil mai kuchh likh rahe hai ... ya yun kahe lijiye aap sab par sitam dhaane yahaan bhi aa gaye hum .....Ji hume likhna karna to nahi aata ....fir bhi kuchh post kar rahe hai ... kyon ki, Hume huqum mila hai ke Gudia ki Bachchi chup chaap is likhe ko yahaan post kar nahi to teri shaamat aayegi .... Isliye Jo bhi gadbad likha hai humne usse aap ke saamane rakh rahe hai ... Aur isme rahi har gadbad galtiyo ke liye pahele se hi maafi chaahate hai ...i hope ki jyaada shaamat nahi aayegi humaari ...


Roothe jo hum to bas jaan le jaayenge,
Dur jo gaye to saara jahaan le jaayenge,

Haath aa kar bhi jo haath na aaye kabhi,
Labon se tere wo muskaan le jaayenge,

Tum baaghbaan bhale apni bagiyan ke,
Jo roothe hum saara gulistaan le jaayenge,

Gumaan bada tumhe apni kaamraani pe,
Chale jo hum dekh saara irfaan le jaayenge,

Likh likh kar mitaate rahoge khud shabd apne,
Sang apne hum yun saare armaan le jaayenge,

Nishaan-e-baazi pe apni jaane kyon hai naaz itna,
Naino mai apne saare teer-kamaan le jaayenge,

Paas honge bas harf harf par hogi na kahaani koi,
Badhate kadamo mai saari daastaan le jaayenge,

Dil pe siqaalat aur labon pe saji khaamoshi hogi,
Jaate jaate saath apne teri zubaan le jaayenge,

Haath uthaaye duaa mai to dil mai imaan na hoga,
Dil se Yazdaan haathon se geeta-quraan le jaayenge,


Jay Ambe
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com