Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi...
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Zindagi... - 11th June 2006, 12:34 PM

Dosto...

Malum nahin kya kya likh gayi hoon...ek sailaab aaya...behne diya..."duusron ki jai se pehle khud ko jai karein"...kuchh aisa hi khayaal thaa dil mein...

Bheekh maangu tujhse raahat ki
Hargiz meri aadat nahin

Dard lekar aaye tu roz naye
Khushi dene ki tujhmein jurrat nahin?

Parkha hai dekha hai tujhe bahut
Tu koyi dil fareyb murat nahin

Bhar lete tujhko baahon mein
Par aisee ab chahat nahin

Mehaka na saki meri saanson ko
Teri raakh ki bhi zaroorat nahin

Raushan hai meri aas ka tara
kya sehar ki meri koyi surat nahin?

Dol jaaon teri ik halchal se
Kya mujhmein koyi taaqat nahin?

De aag tau aur nikhar jaaongi
Jalegi ruuh main aur sanwar jaaongi
Inteha se teri hai bana Astitva mera
Main tujhko hi maat kar jaaongi…main tujhkho maat kar jaaongi


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
11th June 2006, 01:05 PM

Raushan hai meri aas ka tara
kya sehar ki meri koyi surat nahin?

Dol jaaon teri ik halchal se
Kya mujhmein koyi taaqat nahin?


Namaskar Paras ji

Aapke in shabdon ko padh ek lafz zubaan se nikla beautiful words with the boldness of thoughts......kafi samey ke bad aapka aisa qalam padha bahut acha laga.....yuun hi likhti rahiye

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
11th June 2006, 04:21 PM

Bheekh maangu tujhse raahat ki
Hargiz meri aadat nahin

Dard lekar aaye tu roz naye
Khushi dene ki tujhmein jurrat nahin?

hmmmm... nice expression...


Parkha hai dekha hai tujhe bahut
Tu koyi dil fareyb murat nahin

Bhar lete tujhko baahon mein
Par aisee ab chahat nahin

waaaah... very welll expressed...


Mehaka na saki meri saanson ko
Teri raakh ki bhi zaroorat nahin

Raushan hai meri aas ka tara
kya sehar ki meri koyi surat nahin?

beautifulll...


Dol jaaon teri ik halchal se
Kya mujhmein koyi taaqat nahin?

De aag tau aur nikhar jaaongi
Jalegi ruuh main aur sanwar jaaongi
Inteha se teri hai bana Astitva mera
Main tujhko hi maat kar jaaongi…main tujhkho maat kar jaaongi

waaaaaah...

Dear Paras,

This one is very well written.. It's different... Ek to tumne is baar ehsaasaatko baandha nahin... you just let them flow... which adds to the expressiveness plus ek alag si arrogance hai isme.... rebelling thoughts...

Mujhe to bahut accha laga... do keep writing different things... take care


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#4)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
12th June 2006, 10:36 AM

paras meri behna

haan yeh baat hui naan;;;

is kalam mein hamari behan ek mazboot, aur buhaadur larki ke roop mein saamne aayee hai.
apna tashakkhus, apni khudi, apni anaa, apni rivayet sab ki paasdaari ki hai tum ne apne is nazm mein.

go ke apna dard tum is mein bhi chupaa to naheen saki ho mager tum ne is mein apni khuddaari aur apni shakhsiyet ki mazbooti ko bohat khoobsurti se bayaan kiyaa hai.

shabaash.

meri dua hai ke tum isi tarah mazboot aur tawaana raho aur zindagi ki her odds aur her mushkilaat ko khatem ker ke zindagi ki haqiqi khushiyaan haasil karo.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
13th June 2006, 10:12 AM

bahut khoob.....bahut khoob.....!!

paras ji dard k baad use jhel kar itni bahaduri se seena taan kar fir se andhiyo.n ka saamna karne ki taakat..... ye to hame aap se seekhna chahiye....such me hame jine ki raah dikhate hai aap k is tareh k kalaam....aur hame bhi josh se bher dete hai....

bahut kam log hote hai jo gamo k baad muskura paate hai...aur vo zazba..vo jindadili...hamne aapke kai kalaamo me ya u kahiye..her kalaam me mehsoos ki hai...bhagwaan aapko aisi adrishye shakti se u hi nawaaze rakhe...aur aap apne aap ko is duniya k julmo-karam se khud ko isi tareh se mehfooz rakhe...ye hamari dua hai..

hame b aapke kalaam se dukho ko sehne ka hausla mila...thanks for sharing this...
   
Reply With Quote
Re: Zindagi...
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Zindagi... - 13th June 2006, 04:37 PM

Dard lekar aaye tu roz naye
Khushi dene ki tujhmein jurrat nahin?

Parkha hai dekha hai tujhe bahut
Tu koyi dil fareyb murat nahin

Bhar lete tujhko baahon mein
Par aisee ab chahat nahin

Mehaka na saki meri saanson ko
Teri raakh ki bhi zaroorat nahin

Raushan hai meri aas ka tara
kya sehar ki meri koyi surat nahin?

priye paaras
kya baat hai...!!! wah...>!!!!
magar "dard" par "wah" keh raha hoon..!!!
bahoot purasar kalaam likha hai tumne...khuddari aur faqr ka jazbba jhalakta hai....
"hamse jamana khud hai jamane se ham nahin" yeh line tumhare kalaam par yaad aa gayi...ek dil se nikle kalaam par meri daad kubool kijiye
apna khayal rkahiye.
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
13th June 2006, 06:27 PM

meri Paras,

tumhari meena
   
Reply With Quote
Re: Zindagi...
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Zindagi... - 13th June 2006, 06:45 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Dosto...

Malum nahin kya kya likh gayi hoon...ek sailaab aaya...behne diya..."duusron ki jai se pehle khud ko jai karein"...kuchh aisa hi khayaal thaa dil mein...

Bheekh maangu tujhse raahat ki
Hargiz meri aadat nahin

Dard lekar aaye tu roz naye
Khushi dene ki tujhmein jurrat nahin?

Parkha hai dekha hai tujhe bahut
Tu koyi dil fareyb murat nahin

Bhar lete tujhko baahon mein
Par aisee ab chahat nahin

Mehaka na saki meri saanson ko
Teri raakh ki bhi zaroorat nahin

Raushan hai meri aas ka tara
kya sehar ki meri koyi surat nahin?

Dol jaaon teri ik halchal se
Kya mujhmein koyi taaqat nahin?

De aag tau aur nikhar jaaongi
Jalegi ruuh main aur sanwar jaaongi
Inteha se teri hai bana Astitva mera
Main tujhko hi maat kar jaaongi…main tujhkho maat kar jaaongi
Bhar lete tujhko baahon mein
Par aisee ab chahat nahin

Mehaka na saki meri saanson ko
Teri raakh ki bhi zaroorat nahin

kya baat hai aapa bahut khub yuhi likhte rahiye.
sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#9)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
14th June 2006, 03:56 AM

Paras di

the best thing is u let the feeling that run deep flow so smoothly, which isnt an easy task to do

Dard lekar aaye tu roz naye
Khushi dene ki tujhmein jurrat nahin?

wah, this one has so much dard chipa in it do....intense lines and an attitude...ki hame to dard ki aadat hi pad gayi hai, par tujh me zindagi himmat nahi, hame khushi de sake

Luv ya
Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
14th June 2006, 10:51 AM

Pranaam Paras Ji
Kisi vishay ka varnan karne mein aapka koi saani nahin. Bahaut alag andaaz mein aap ehsaason ko shabd deti hain jinhe parhkar aapse bahaut kuch seekhney ko dil karta hai.

v i p i n


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th June 2006, 12:09 PM

Sukanya...

aapka mujhe padhna hamesha mere liye garv kee baat rahi hai...kyunki mujhe malum hai ki kis shiddat se aap padhti hain har kalaam ko...shukria hausla afzaayi ke liye...

apna bhi khayaal rakhiye...fall ke baad spring ka aana bhi laazmi hai...aapki post dekh kar likh diya...gaya waqt waapis tau nahin aata magar ek renewal hamesha hoti rehti hai zindagi mein...hai na...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th June 2006, 12:11 PM

Sweet Pulkit...

And I thought you could never tell...the Arrogant and Rebellious Paras... that is me


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th June 2006, 12:51 PM

Lol Bhayyia...

Kitne khush hain na iss ruup mein apni Behan ko dekh kar...Good. Main aapko khush hee dekhna chahti hoon...lekin mera tau haal kuchh yeh hai ki...

merii himmat dekhanaa merii tabiiyat dekhanaa
jo sulajh jaatii hai gutthii phir se ulajhaataa huu.N mai.n

Jigar muradabadi


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
wow.......Great .......!
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
wow.......Great .......! - 19th June 2006, 05:15 PM

Paras ji
aapko maine padda bahut hai, par appki tareef karney ko mere paas shabad hi nahi hai. so har baar pad kar hi rah jatti hu. mujhe samaj nahi aata ki kin shabdo mai appko kahu ki bahut badiya likhti hai app. mujhe shayri jayada nahi aati par shayri pasand bahut hai, kyuki esks ek ek shabad dil ke kareeb hota hai. mai dua karti hu ki app hamesha yu hi likhti rahey, all the best.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th June 2006, 08:35 AM

Gam-e-lashkar ji...

Itni khuubsurat daad aap deinge tau samajhiye ki hamein tau ek award hi mil gaya...agar yeh kalaam padhne waalon mein josh bharta hai tau mera likhna waqayi mein kaamyaab hua...apki dua bhi sar aankhon par...bhawaan yeh adrishye shakti hum sabko dein...kyunki zindagi sehal nahin hai...aap apna khayaal rakhieyga...aur yoonhi hamara saath dete rahieyga...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th June 2006, 08:39 AM

Priye Manoj...

Shukr hai...ki iss kalaam mein tumhein koyi dikkat pesh nahin aayi ...lol...aur tum samajh paaye ki main kya kehna chahti hoon...mujhe padhne aur daad dene ke dil se shukriyaa...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
22nd June 2006, 08:00 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Sukanya...

aapka mujhe padhna hamesha mere liye garv kee baat rahi hai...kyunki mujhe malum hai ki kis shiddat se aap padhti hain har kalaam ko...shukria hausla afzaayi ke liye...

apna bhi khayaal rakhiye...fall ke baad spring ka aana bhi laazmi hai...aapki post dekh kar likh diya...gaya waqt waapis tau nahin aata magar ek renewal hamesha hoti rehti hai zindagi mein...hai na...
Namaskar Paras ji

Aapne hamare post ko parha aur saraha bahut kushi hui...and thanks for the lovely and inspirational words...

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th June 2006, 12:15 PM

Meri Pyaari Meena ji…

Chiin se laut aayin Madam…ek tukra Great Wall ka laayi ki nahin…mujhe padhne ke liye shukriyaa…


------


Arre Sakhi, meri Gudiya…

Kaisee ho…tumhein pasand aaya yeh kalaam…khushi huyi jaankar…khayaal rakhna apna…luv you



---------

Ohh Priya Priya…

Tum jab bhi mere kalaam pe jawaab deti ho…dil khush ho jaata hai..yup Di has an attitude…you like that? Don’t you?…me too luv you…


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th June 2006, 12:18 PM

Quote:
Originally posted by Vipinbox
Pranaam Paras Ji
Kisi vishay ka varnan karne mein aapka koi saani nahin. Bahaut alag andaaz mein aap ehsaason ko shabd deti hain jinhe parhkar aapse bahaut kuch seekhney ko dil karta hai.

v i p i n
Shukriya Vipin Sahab...

aapki inaayat hai jo aap ko hamari koshishein pasand aati hain...warna tau jo khud seekh raha ho wo kya kisi ko sikhaayega...khayal rakhieyga apna...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: wow.......Great .......!
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: wow.......Great .......! - 24th June 2006, 12:21 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
Paras ji
aapko maine padda bahut hai, par appki tareef karney ko mere paas shabad hi nahi hai. so har baar pad kar hi rah jatti hu. mujhe samaj nahi aata ki kin shabdo mai appko kahu ki bahut badiya likhti hai app. mujhe shayri jayada nahi aati par shayri pasand bahut hai, kyuki esks ek ek shabad dil ke kareeb hota hai. mai dua karti hu ki app hamesha yu hi likhti rahey, all the best.
Sunita ji...

Aapke jaise sarahne waale hon tau jee bhi karega ki likhte raho...beauty is in the eyes of a beholder...do keep coming...take care


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
25th June 2006, 01:09 AM

Hi Dearest Dearest Paras Jee!

"De aag tau aur nikhar jaaongi
Jalegi ruuh main aur sanwar jaaongi
Inteha se teri hai bana Astitva mera
Main tujhko hi maat kar jaaongi…main tujhkho maat kar jaaongi"

The Divine is always unexpressable..... What u wrote is just what the divine is all about.... Anything but not expectations.... This is how It gotta be....

Divine feelings indeed....

Touched deep inside.... Trust me


Warmest Regards

Yours'
Sush


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
27th June 2006, 07:39 PM

paras dd,

kya baat hain tumhare ke iss kalam ki, bahot khoob. achha laga parh ke. keep writting. take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
28th June 2006, 04:33 AM

Dear Sush...

how nice to see you again over here...i m glad my poem touched you the way it did...and you felt like commenting upon it...take care of yourself...millions banane ki zidd mein hamein bhuul nahin jaana ok?


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
28th June 2006, 04:35 AM

Shukriya Parul...

Tumne itna busy hote huye bhi di ke liye waqt nikala...bahut achha laga...khush raho..khilkhilaati raho

tumhari di


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kisi ki zindagi me zindagi bankar jine ka sama hoga ashu_uppal Aapki Shayri 2 11th November 2010 07:02 PM
zindagi to zindagi bhar ajnabi rahi 'Saahil' Aapki Shayri 0 20th August 2009 10:16 AM
ZINDAGI SE KUCH SAWAAL?ajab si hai zindagi jaane kyu isey jeyye ja rahe hai>> shayri12345 Shayri-e-Dard 15 20th March 2006 08:25 PM
~*~*MeRi ZiNdAgI~*~*(aaj zindagi ne ek aur seekh di to ye kavita yaad aa gayi) Taish Shayri-e-Dard 10 30th August 2005 05:04 PM
bhagaa zindagi , phir hara zindagi Zeba Shayri-e-Dard 2 5th July 2003 06:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com