Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ghazal: maut mazaa legi doobe ko phir doobone ka...
Old
  (#1)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
Ghazal: maut mazaa legi doobe ko phir doobone ka... - 1st December 2010, 10:24 PM

aadaab dosto,

aek ghazal abhi abhi likhi hai jo yahaan pesh kar raha hun..umeed hai aap apni aara se zaroor nawazenge

kuu-a-kuu sunta hun maY shor kisi ke rone ka
aaina hi bas muayyid ab hayaat mere hone ka

ilm hai, kismet meiN hai to koi kya le jaayega!
darr hai gardish meiN par kismet ko khone ka

ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka

zindagi hai jo garq-e-bahr-e-fanaa ho chali hai
aur maut mazaa legi doobe ko phir doobone ka

kabhi door rehte the ahal-e-sharaab se “Bismil”
ab maikhaane meiN kiya hai intezaam sone ka?

Pradhyuman - Bismil

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
2nd December 2010, 01:21 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post

aadaab
kaise hain aap ?
aap ki ghazal nazar nawaz huyi parh kar ek ajeeb saa ehsaas jaagaa aaj pahlee baar kisee ek lafz pe chaonknaa paraa jabki doosraa samajh se baalaa tar hai lafze ,,mowai"yid ,,, ye to khaalis arbi lafz hai mere khiyaal se shaayad kisee qadeem shair ne ise bartaa ho ham asr shoraa me koi nazar nahi aataa ki ise barat rahaa ho maa sewaa nacr me kiun ki us me in jaise alfaaz ki kacrat hotee hai ,, haan ittefaaq se mujhe kisee saahab ne deewaane chirkeen hadiyah kiyaa to mujhe ehsaas huwaa ki wo shakhs apne fan ka imaam thaa agar un ke mafhoom se alag hat kar sirf sheree fan aor lesaaniyaat ki baat ki jaaye to choti ke shair chirkeen ke areeb qareeb bhi nahi phatakte
jabki doosraa lafz ,, kuu .a. kuu ,, hai ye lafz main samajh nahi sakaa agar aap is ki tashreeh kar den to badaa achha hogaa

ghazal ke ashaar cheekh cheekh ke eylaan kar rahe hain ki aap jadeediyat se kaafee nuta"ccir nazar aa rahe hain yahee sabab hai ki jaa bajaa aap ke khiyaalaat nayi uftaade taba ki jaanib ishaarah karte hain alfaaz ki bunat bhi aisee hai ki use choom liyaa jaye
main tahe dil se aap ko daad w tahseen pesh kartaa hun
mukhlis
masood hassaas

Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
2nd December 2010, 02:34 AM

ilm hai, kismet meiN hai to koi kya le jaayega!
darr hai gardish meiN par kismet ko khone ka

Bahut Umdaa Soch Ke Saath Kaha Hai Aapne Yeh Khayal .... Pradhyuman Ji !

Baakii ghazal ke bhi ... sabhi ashaar bahut khoobsurat bane hai ... Tahe dil se daad hazir hai ... aise hi umdaa khayaloN ke saath aate rahen aage bhi .. khush rahen ...

Rep ++++ Added !

apna khayal rakhen ...
duaaon ke saath ...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 2nd December 2010 at 02:43 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
2nd December 2010, 06:49 AM

Bismal ji yeh shair bahut khoob raha

kabhi door rehte the ahal-e-sharaab se “Bismil”
ab maikhaane meiN kiya hai intezaam sone ka?

bahut khoob bas yuN hi likhte raho meray yaar.

rajinderseep
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 2nd December 2010, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
aadaab dosto,

aek ghazal abhi abhi likhi hai jo yahaan pesh kar raha hun..umeed hai aap apni aara se zaroor nawazenge

kuu-a-kuu sunta hun maY shor kisi ke rone ka
aaina hi bas muayyid ab hayaat mere hone ka

ilm hai, kismet meiN hai to koi kya le jaayega!
darr hai gardish meiN par kismet ko khone ka

ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka

zindagi hai jo garq-e-bahr-e-fanaa ho chali hai
aur maut mazaa legi doobe ko phir doobone ka

kabhi door rehte the ahal-e-sharaab se “Bismil”
ab maikhaane meiN kiya hai intezaam sone ka?

Pradhyuman - Bismil
pradhyuman bhai
radhe radhe

bahut khoob likhte hain aapn ek ek ashar dil ko choo raha hai daad kubul karen
duaon ke saath

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
2nd December 2010, 02:02 PM

ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka

ye sher bahut acha hai bhayee
keep writing

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
3rd December 2010, 10:58 AM

Masood sahaab aadaab,

hum to khairiyat se haiN..aap janaab ke kya haal hai?

kuu .a. kuu to aasaan hi shabd hai..lagta hai aap taang kheench rahe haiN shayad

kuu maane street to kuu-a-kuu maane from street to street..haan gar yeh matlab nahi to phir aap hi kuch roshni daale

aapki daad tahe-dil se kubool hai..aise hi honsla badhaate rahiyega..god bless

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#8)

3rd December 2010, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Masood sahaab aadaab,

hum to khairiyat se haiN..aap janaab ke kya haal hai?

kuu .a. kuu to aasaan hi shabd hai..lagta hai aap taang kheench rahe haiN shayad

kuu maane street to kuu-a-kuu maane from street to street..haan gar yeh matlab nahi to phir aap hi kuch roshni daale

aapki daad tahe-dil se kubool hai..aise hi honsla badhaate rahiyega..god bless

aapka dost,
Pradhyuman
mere khyaal se .. ku-b-ku hota hai, aisa sunaa hai maine, padha nahi
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
3rd December 2010, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
mere khyaal se .. ku-b-ku hota hai, aisa sunaa hai maine, padha nahi
Vikas bhai...

kuu.a.kuu bhi kahin to padha hi tha..jaisa maine kaha uska matlab hota hai from street to street..ho sakta hai galat hun...

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
3rd December 2010, 09:50 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Masood sahaab aadaab,

hum to khairiyat se haiN..aap janaab ke kya haal hai?

kuu .a. kuu to aasaan hi shabd hai..lagta hai aap taang kheench rahe haiN shayad

kuu maane street to kuu-a-kuu maane from street to street..haan gar yeh matlab nahi to phir aap hi kuch roshni daale

aapki daad tahe-dil se kubool hai..aise hi honsla badhaate rahiyega..god bless

aapka dost,
Pradhyuman

adaab
yaar kabhi aap ne mujhe dekhaa hai ki yahaan kisee ki bhi taang kheenchi ho main sachhe dil se kah rahaa hun ki lafz meree samajh me nahi aayaa thaa kiun ki aap ne us lafz ko ghaalt likhaa hai
lafz hai ,,, koo ba koo,,
jaisee sher hai parveen shaakir ka

koo ba koo fail gayi baat shanaashaayi ki
us ne khushboo ki tarah meree pazeeraayi ki

koo ba koo farsee lafz hai koo mana galee ba ke kai mana aate hain se me saath aor qasam ke mana bhi aate hain jaise bakhodaa me ba ke maane qasam ke hain jabki koo ba koo me ba ke maane me hai
yaani galee dar galee
aap se baat kar ke achha lagaa aor yaqeen karo yaar main ne sirf seekhne ke liye poochha thaa
ab baat saaf ho gayi to main ne us ko tafseel se bataa diyaa
kush rahen doa dete rahen
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
4th December 2010, 12:43 AM

pradyuman bhai,

bahut achhi lagi aapki ghazal...
dil ko ik sukoon sa mila padh kar...

daad qubuul kijiyega...aur ye do sher to bahut hi badhiya lage...

zindagi hai jo garq-e-bahr-e-fanaa ho chali hai
aur maut mazaa legi doobe ko phir doobone ka

kabhi door rehte the ahal-e-sharaab se “Bismil”
ab maikhaane meiN kiya hai intezaam sone ka?

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
4th December 2010, 05:15 PM

Naresh ji,

tahe-dil se shukraguzaar hoon aapka ke is nacheez ki koshish ko saraahaa..aage bhi aapke pyaar aur honslafzai ki umeed rahegi..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
4th December 2010, 08:01 PM

badee tez tarraar ghazal rahee aapkee bismil. khayal aur bayaan donon hi acchhe lage. dheron daad aur duaon ke saath ... zarra
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
yours.shahiq
Registered User
yours.shahiq will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 26
Join Date: Nov 2010
Rep Power: 0
4th December 2010, 10:28 PM

Bismil bhai, bahut badiya qalaam hai ... Maqta pe to waah nikli ... Bahut badiya ... yunhi likhte rahein ...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
8th December 2010, 02:38 PM

Quote:
Originally Posted by rajinderseep View Post
Bismal ji yeh shair bahut khoob raha

kabhi door rehte the ahal-e-sharaab se “Bismil”
ab maikhaane meiN kiya hai intezaam sone ka?

bahut khoob bas yuN hi likhte raho meray yaar.

rajinderseep
Rajinder ji,

bahot bahot shukriya sher pasand karne ke liye..aage bhi aapki hounslafzai ki umeed rahegi.khush raheN

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
11th December 2010, 01:31 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
pradhyuman bhai
radhe radhe

bahut khoob likhte hain aapn ek ek ashar dil ko choo raha hai daad kubul karen
duaon ke saath
aapki daad ke liye bahot bahot shukriyaa..yunhi saath dete rahiyega..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
11th December 2010, 02:17 PM

kuu-a-kuu sunta hun maY shor kisi ke rone ka
aaina hi bas muayyid ab hayaat mere hone ka

Kuu-a-kuu dekh kar main bhi thoda chauka tha, qke Kuu-ba-kuu to suna hua tha par kuu-a-kuu kabhi suna nahi tha, typo error bhi ho sakta hai.

Aur jaha tak muayyid ki baat hai, mujhe nahi lagta urdu lughat me aisa koi lafz hai waise arbi lafz ka istemaal kaha tak jayez hai urdu ghazal me yeh alag subject hai.

Yeh sher pasandeeda raha mere bhai.......

ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
11th December 2010, 06:52 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
kuu-a-kuu sunta hun maY shor kisi ke rone ka
aaina hi bas muayyid ab hayaat mere hone ka

Kuu-a-kuu dekh kar main bhi thoda chauka tha, qke Kuu-ba-kuu to suna hua tha par kuu-a-kuu kabhi suna nahi tha, typo error bhi ho sakta hai.

Aur jaha tak muayyid ki baat hai, mujhe nahi lagta urdu lughat me aisa koi lafz hai waise arbi lafz ka istemaal kaha tak jayez hai urdu ghazal me yeh alag subject hai.

Yeh sher pasandeeda raha mere bhai.......

ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka
saajid bhai,

sher pasand karne ke liye shukriya..janaab kuu-a-kuu typo error nahi tha.. meri kam ilmi hai

bahot kuch seekhne milta hai jab aap jaise dost apni raaey dete hain..aur yakeen maaniye aise hi ghazal likhne ka silsila chala aa raha hai..vikas ji and masood sahaab ne bhi yehi baat kahi hai...aur iss post ke zariye unka bhi shukriya adaa karna chahta hun

yeh sher mera pasandidaH hai tamaam ghazal mein..gar aap ehsaasoeN par bhi kuch kehte to acha lagta mujhe..kyunki aapke woh last waale comment "waahhh waahhhh wahh mehfil saamne hote to gale se laga leta" uss ke hangover meiN hun abhi

kuu-ba-kuu sunta hun maY shor kisi ke rone ka
aaina hi bas muayyid ab hayaat mere hone ka

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
12th December 2010, 12:21 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka

ye sher bahut acha hai bhayee
keep writing

Vikas bhai namaskaar,

sher pasand karne ke liye behad shukriya...aapka saath yunhi bana rahe yehi umeed hai..aaj kal kuch sahi nahi likh paa raha..shayad thoughts ko rest dene ki bahot zaroorat hai... ek request hai aapse..isse pehle ek ghazal likhi thi..har roz meiN sdc pe aake ek bacche ki tarah aapke comments dhundhta rehta tha...magar phir socha shayad aapki nazar naa padi ho uspar..to please apne raey iss par bhi de dijiyega gar aitraaz na ho to..

http://www.shayri.com/forums/showthr...144#post414144

god bless..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
21st February 2011, 09:05 PM

Vikram bhai, shahiq ji aur zarra sahaab,

aap sab ko mera pyaar bhara namaste.. ghazal padhne aur pasand karne ke liye behad shukriya aapka.. yunhi saath dete rahiyega.. god bless..khush aur aabaad rahiye..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
23rd February 2011, 05:29 PM

Quote:
ishq koi khel nahi ki bas khel liya aur ho gaya!
aik sa nahi, dil tuutna aur tuutna kisi khilone ka
Yaha sher bahut accha lagaa, Bismil Ji...! Iss ke liye khaas daad qabul kareiN...!

Duaaon ke saath

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
30th July 2011, 05:41 PM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Yaha sher bahut accha lagaa, Bismil Ji...! Iss ke liye khaas daad qabul kareiN...!

Duaaon ke saath

bahot bahot shukriyaa...aap ki daad mujhe beshak kubool hai..yunhi saath dete rahiyega...khush rahiye hamesha..god bless
aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com