Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi
Old
  (#1)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi - 1st October 2005, 09:57 PM

Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi

Dard ki Mehfil mein kuch dard Fiza le aayi
Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Daur hi kuch aisa chal pada kya karein
Aaj phir mughey teri yaad bahut hay aayi

Chandni aaj phir darichon mein kuch kehne ko aayi
Aaj phir teri parchayi mughey nazer kyon aayi
Janey aaj tere geeton ki yaad mughey hay aayi
Aaj phir muskurakar janey ki tere adaa bahut yaad aayi

Faaslon kay Dariya mein behti ek kishti nazer aayi
Uss kishti mein behtey ek diye ki roshni nazer aayi
Maghdar mein behti kismat ki baatein
Kahan kisey ne samaghi yeh batein

Antim darshan ko takti in nighaon ko
tere darshan ki janey kyon ek aas nazer aayi
Aaj phir tere janey ki ek kahani yaad aayi
Aaj kyon tere yaad bahut hay aayi

Doob na jaon is dariya mein
Ki aaj mughey dariya mein faslon ki leher nazer hay aayi
Ek deewar se jughtey Lehron ki koshish nazer aayi
Unn Lehron mein chupi apni ek koshish nazer aayi

Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi

Last edited by sukanya; 1st October 2005 at 10:03 PM..
   
Reply With Quote
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi
Old
  (#2)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi - 1st October 2005, 10:10 PM

Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi


Sukanya Di,

Bahut khoob.... yaadon ka kya karein....

Ek baat purani....

Kuch yaad is kadar rakhna
Ki tumhare chehre par muskurahat la paon
voh yaad hi kya jismein beh jaaon
aansoon banke...

Take Care
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi
Old
  (#3)
ruhani
Registered User
ruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the roughruhani is a jewel in the rough
 
ruhani's Avatar
 
Offline
Posts: 1,499
Join Date: Feb 2005
Location: punjab
Rep Power: 23
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi - 2nd October 2005, 10:57 AM

Quote:
Originally posted by sukanya
Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi

Dard ki Mehfil mein kuch dard Fiza le aayi
Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Daur hi kuch aisa chal pada kya karein
Aaj phir mughey teri yaad bahut hay aayi

Chandni aaj phir darichon mein kuch kehne ko aayi
Aaj phir teri parchayi mughey nazer kyon aayi
Janey aaj tere geeton ki yaad mughey hay aayi
Aaj phir muskurakar janey ki tere adaa bahut yaad aayi

Faaslon kay Dariya mein behti ek kishti nazer aayi
Uss kishti mein behtey ek diye ki roshni nazer aayi
Maghdar mein behti kismat ki baatein
Kahan kisey ne samaghi yeh batein

Antim darshan ko takti in nighaon ko
tere darshan ki janey kyon ek aas nazer aayi
Aaj phir tere janey ki ek kahani yaad aayi
Aaj kyon tere yaad bahut hay aayi

Doob na jaon is dariya mein
Ki aaj mughey dariya mein faslon ki leher nazer hay aayi
Ek deewar se jughtey Lehron ki koshish nazer aayi
Unn Lehron mein chupi apni ek koshish nazer aayi

Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi
my dearest di,
i had been waiting since long back to read ur wonderful creation again n yes today i was able to read ur wonderful thoughts once again. its always brought a smile on my face seeing ur name on site with a new post n yes its true tht i just love reading ur feelings. di aaj aapko padha to ek ganna yaad aa gaya yaadein movie ka.
Naghme hain, shikwe hain, qisse hain, baatein hain - 2
Baatein bhool jaati hain, yaadein yaad aati hain - 2

well as usual jab jab aapko padha i just get deep into it as sumtimes u get to read sumting which u really love to read or to express. as usual a class creation wriiten by u . was wondering which lines too choose tht i loved reading the most but i cudnt as its complete in itself n each n every word is awesomly expressed. keep flowing ur thoughts ahead too di. keep penning down n do keep sharing among us. take care n may god bless u with his finnest glitters.yadein hmmmm cud gather few words together n cudnt resist myself sharing here with u. hope u dont mind di......

hijar ki shav mein tere liye tarapte hai hum
tum kya jaano kitna yaad karte hai hum!
pooch kar dekho haal mera,seene ki dharkano se
har saans mein kaise nayi maut marte hai hum!

take care n always smile di as sumone sumwhere loves to see ur smiling face.
with love
urs ruhani



mera aashiyaan tha wahan jahan toofanon ka theekana tha,
ek naadan dil tha aur ek bedard zamana tha!
na jaane kyu ussi pal mil gaya ek dard naya,
jab kisi roz mere labon ka muskurana tha!

*****************************

Kutch bayani ho ehsaason ki…..
Kutch kahani ho jasbaaton ki….
Ek paaq bazm jahan ho sirf pyar…..
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Karein ek dooje se har koi lagaav….
Koi kare shikayat koi de sujaav
Naazim kare hifaazat-e-pyar…
Dhoondte hain koi aisa manzar yaar….

Buzurgoon ki kahawaat hai…
Fal-e-intezaar meetha hai….
Kehte hain Jas- Nal- Aman….
Thoda sa, bus thoda sa intezaar….

   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
3rd October 2005, 12:05 PM

Kuch yaad is kadar rakhna
Ki tumhare chehre par muskurahat la paon
voh yaad hi kya jismein beh jaaon
aansoon banke...


Rohin Bhai

Bahut khoobsurat baat kahi hay.......ek hosla aur muskurahat le aayi chehre par.....di ki rachna ko pasand karney ka shukriya

apna khyal rakhna
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
3rd October 2005, 12:16 PM

Dear Ruhani

Tum meri post ka intezaar karti ho..........aur meri yeh rachna tumharey chehre par muskan le aayi..........bahut acha laga ki kisey ke chehre par mere rachna dekh muskan aa jati hay.......arrey itney kushi mat do ruhani and u love reading my creations.........I am honoured........waise ur creations are quite innocent and I like reading them.........mere rachna tumhey gehre khyalon mein le gayi.....kya keh sakti huun...kuch simple shabd hi hotey hain par arth shayad gehra hota hay shayad yahi zindagi hay.........

hijar ki shav mein tere liye tarapte hai hum
tum kya jaano kitna yaad karte hai hum!
pooch kar dekho haal mera,seene ki dharkano se
har saans mein kaise nayi maut marte hai hum!


Bahut khoob kaha hay..........

Apna khyal rakhna
with luv di
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
3rd October 2005, 10:17 PM

Daur hi kuch aisa chal pada kya karein
Aaj phir mughey teri yaad bahut hay aayi

Janey aaj tere geeton ki yaad mughey hay aayi
Aaj phir muskurakar janey ki tere adaa bahut yaad aayi

bahut khuub! likha hai sukanya ji...

Daad hazir hai...yoonhi yaad karti rahein aur hamein bhi lubhati rahein...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
4th October 2005, 06:30 PM

Dard ki Mehfil mein kuch dard Fiza le aayi
Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi

Daur hi kuch aisa chal pada kya karein
Aaj phir mughey teri yaad bahut hay aayi

Waaaaaaaaaahhh... kya baat kahi hai didi...


Chandni aaj phir darichon mein kuch kehne ko aayi
Aaj phir teri parchayi mughey nazer kyon aayi

Janey aaj tere geeton ki yaad mughey hay aayi
Aaj phir muskurakar janey ki tere adaa bahut yaad aayi

Beautifulll...!


Faaslon kay Dariya mein behti ek kishti nazer aayi
Uss kishti mein behtey ek diye ki roshni nazer aayi
Maghdar mein behti kismat ki baatein
Kahan kisey ne samaghi yeh batein

Amzing expression didi... bahut khoob kaha hai...


Antim darshan ko takti in nighaon ko
tere darshan ki janey kyon ek aas nazer aayi
Aaj phir tere janey ki ek kahani yaad aayi
Aaj kyon tere yaad bahut hay aayi

Well said...!


Doob na jaon is dariya mein
Ki aaj mughey dariya mein faslon ki leher nazer hay aayi

Ek deewar se jughtey Lehron ki koshish nazer aayi
Unn Lehron mein chupi apni ek koshish nazer aayi

Waaaaaaaaaahhh.. just loved these lines di!


Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi

nice one..!

Didi!

Kaisi hain? Ummeed hai bahut acche se hongi...

Humesha ki tarah bahut h khoobsurat likha hai aapne... har ehsaas khoobsurati se bayaan kiya hai...Meri daad to humesha aapke satah hai.... yunhi likhti rahiye...Apna khayal rakhiyega....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
5th October 2005, 07:34 PM

Namaskar Paras Ji

Aapki daad se ek khoobsurat si muskan aa jati hay........mere rachna aapko achi lagi dhanyawad........yuun hi yaad kartey rahuun....aur rachna likhti rahuun......hmmm.....thanks for inspiring to keep writing......waise itney fast life ho gayi hay.....fursat ke kuch pal hi hotey hain jab likh pao......Ummeed hay aagey bhi sath yuun hi bana rahega.

Sada kush Rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
5th October 2005, 07:40 PM

Hello Pulkit My Sweet brother

Ehsaas ko khoobsurti se byaan kiya hay......u liked it my brother thanks.....kuch imaginations... kuch feelings... kuch sachai......kuch dard ......shayad bas inhein rangon se saja payi is kavita ko agle baar kuch aur rang apni rachna mein bharney ki koshish karungi....kushi ke rang

Apna khyal rakhna
Di
   
Reply With Quote
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi
Old
  (#10)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
Re: Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi - 6th October 2005, 05:05 PM

Quote:
Originally posted by sukanya
Aaj phir purani ek Kahani yaad aayi

Dard ki Mehfil mein kuch dard Fiza le aayi
Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Daur hi kuch aisa chal pada kya karein
Aaj phir mughey teri yaad bahut hay aayi

Chandni aaj phir darichon mein kuch kehne ko aayi
Aaj phir teri parchayi mughey nazer kyon aayi
Janey aaj tere geeton ki yaad mughey hay aayi
Aaj phir muskurakar janey ki tere adaa bahut yaad aayi

Faaslon kay Dariya mein behti ek kishti nazer aayi
Uss kishti mein behtey ek diye ki roshni nazer aayi
Maghdar mein behti kismat ki baatein
Kahan kisey ne samaghi yeh batein

Antim darshan ko takti in nighaon ko
tere darshan ki janey kyon ek aas nazer aayi
Aaj phir tere janey ki ek kahani yaad aayi
Aaj kyon tere yaad bahut hay aayi

Doob na jaon is dariya mein
Ki aaj mughey dariya mein faslon ki leher nazer hay aayi
Ek deewar se jughtey Lehron ki koshish nazer aayi
Unn Lehron mein chupi apni ek koshish nazer aayi

Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi


Hi Sukanya Didi,

bahoot achha likha hai..

ye yaade hai jo kabhi dard to kabhi khushi laat hai, chaahe baat kitani bhi puraani ho waqt waqt par aati hai..


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
8th October 2005, 03:49 PM

Hello Garima

Thanks ki tumney waqt nikal kar apni di ki rachna padhi.....haan yadein gum aur kushi donon chehre par le aati hain.......Tumney rachna padhi aur saraha thanks for inspiring........

Apna khyal rakhna
Di
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
karthik
Registered User
karthik has a spectacular aura aboutkarthik has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 1,172
Join Date: Mar 2005
Location: hyderabad
Rep Power: 22
9th October 2005, 12:02 AM

sukanya didi....awsome
it is jus amazin to read ur wonderful thoughts
keep writin
take care


Karthik
Chaandni mere pyaar ki kyun uspar na rang laayi
Kyun bas kami hi meri ibaadat me usko nazar aayi
Thaa laakh bura sahi main. sacchi meri chaahat thi
Kyun meri bhaavnaon ko woh samajh nahi paayi...

Dekhna chahta hun..
Tere tasveer ko khwab banake dekhna chahta hun
Aur us khwab mein apne aap ko khona chahta hun

I envy the words, which took the form of my emotions
I love my poetry…
Which has turned the tears of pain in to the pearls of love…
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
9th October 2005, 01:57 PM

Hello Karthik

its amazing to read the wonderful thoughts of my poetry Thanks ..........waise I read ur first poetry yesterday......and it was good work...keep up the good work.....Thanks for reading and liking my poetry.

God bless you
Keep Smiling
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 17th October 2014, 03:55 PM

Sukanya ji..........aapke saadgi se bharpoor yeh ehsaas hame bahut acche lge...yeh aik khaas rha.

Aaj phir purani ek Kahani mughey yaad aayi
Aaj phir Sukanya ko tere yaad bahut hay aayi



phir teri kahani yaad aaye phir tera fasana yaad aaya,
aaj phir meri aankhoN ko ek khaawab suhana yaad aaya


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
18th October 2014, 05:31 AM

Sunita ji

Pehle to main aapka shukriya karungi ki aapne meri rachna ko dhundha aur saraha.Aisa lagta hay bahut waqt beet gaya..its a wonderful initiative taken by you to call back all the beautiful poets of shayri.com Hats off to you.You are doing a commendable job.Kitna acha lagega agar sab wapis aa jayein.Lets hope for the best.

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th October 2014, 09:57 AM

Sukanya dee......

aapki ye kavitaa padhkar lagaa nai taazgee aa gayee ho mujh me... aapke ehsaas andar tak jhakkjhor gaye mujhe..... bahot hi khoob aur khoobsurat kalaam.... bahot mubaarak ho aapko.....

Reps +++

likhtii rahen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
19th October 2014, 06:32 AM

Shaad

Thanks for reading and appreciating.2005 mein likhi thi yeh rachna kabhi kabhi lagta hay kitna waqt beet gaya.Sunita Ji ne dhuund nikali ..thanks to her.Its good now all old and new members are together writing on shayri.com.Thanks for reps...U too keep writing.

Have a nice day
Di

Last edited by sukanya; 19th October 2014 at 06:35 AM..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
aik khushbu aayi thi meri kahani le gayi baagi Aapki Shayri 0 17th July 2008 09:29 PM
**dil ko aaj phir tumhari YAAD aayi** kuhulika Shayri-e-Dard 12 10th January 2006 06:30 PM
yaad phir aayi unki soni_sonal Shayri-e-Dard 4 22nd July 2004 03:15 PM
phir aayi yaad!! farhana Shayri-e-Dard 8 9th February 2003 02:02 PM
Phir Tumari Kahani Yaad Aayee Payal_19 Shayri-e-Dard 0 13th August 2002 01:55 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com