Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Ye kaisaa tuuta"
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
"Ye kaisaa tuuta" - 10th February 2011, 12:21 AM

Adab ki mehsfil ko naachiiz ka Salaam,

YuuN to zindagi meiN utar cha.Dhaw aate hi rehte haiN, magar maiN shaayad apne aap se hi ruuth gaya tha! Aaj arsey baad saalgirah ki mubarakbaadoN ko dekhkar lagaa ke maaddaparasti ke alawaa bhi mohabbat qaayam rehti hai. To Zidd, Dhaval bhai aur Zainy, Surinder ji ko tah-e-dil se shukriya kehna chahuNga. Lijiiye aap charoN ki khidmat meiN ek saugat. Rai se aagaah zaruur karaiyega.

Iske arkan haiN -1222/2122/122 aur ye Lata ji ke maqbuul giit "Ye dil aur unki nigaahoN ke saaye" pe gungunaya ja sakta hai. Aisi merii soch hai, par agar kuch kami reh gayii ho to agaah zaruur karaiyega. Arz kiya hai...


-1---2---2---2/-2-1--2----2/--1---2—2
Ye kaisaa tuutaa adhuuraa jahaaN hai
-1---2--2---2/2---1---2---2/-1--2----2
Ye kaisii ruuthii ghutan kii fizaaN hai

-1--2--2--2/2-1---2--2/-1--2---2
Mohabbat ikhlaas gum ho gaye haiN
-1--2--2--2/-2-1-2--2/-1--2---2
Faqat nafrat kii fasal jaavidaaN hai

-1---2--2--2/2--1--2--2/1---2---2
Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
-1--2---2---2/----2--1--2--2/-1---2---2
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN

-1-2--2--2/-2--1---2----2/-1--2---2
Kabhi lagtaa hai ke saaNseN rukiiN hoN
1---2--2---2/-2-1-2--2/--1---2---2
Magar maujay diid har pal rawaaN hai

1--2--2-2/-2--1--2-2/-1-2--2
Ke apnii niiyat dekhii hii nahii aur
-1--2---2---2/---2--1--2--2/-1—2----2
Khudaa ko dhuuNdaa na jaane kahaaN hai


Aap ki ray ka muntazir,
Khuda Hafez
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला

Last edited by naadaan; 10th February 2011 at 12:25 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
10th February 2011, 08:53 AM

Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN


Bahut Khoob ... Shyam Ji !

bahut khoobsurat ehsaas bayaan kiyeN hai aapne ... dil ko chhuu gaye ... dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ...

yunhi aate rahen aur likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
10th February 2011, 10:14 AM

good one........................thanks for sharing


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
10th February 2011, 01:58 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN


Bahut Khoob ... Shyam Ji !

bahut khoobsurat ehsaas bayaan kiyeN hai aapne ... dil ko chhuu gaye ... dil se daad hazir hai ... qubuul farmaayeN ...

yunhi aate rahen aur likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !
Naresh Bhai Aadaab,
Mere aashaar aap ko pasand aaye, meri liye ba.Di khushi ki baat hai. YuuN hi apna saath banaye reakhiyega aur hausla ba.Dhate rahiyega. Aap ke waqt ke liye shukraguzaar huuN.
Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th February 2011, 06:56 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Adab ki mehsfil ko naachiiz ka Salaam,

YuuN to zindagi meiN utar cha.Dhaw aate hi rehte haiN, magar maiN shaayad apne aap se hi ruuth gaya tha! Aaj arsey baad saalgirah ki mubarakbaadoN ko dekhkar lagaa ke maaddaparasti ke alawaa bhi mohabbat qaayam rehti hai. To Zidd, Dhaval bhai aur Zainy, Surinder ji ko tah-e-dil se shukriya kehna chahuNga. Lijiiye aap charoN ki khidmat meiN ek saugat. Rai se aagaah zaruur karaiyega.

Iske arkan haiN -1222/2122/122 aur ye Lata ji ke maqbuul giit "Ye dil aur unki nigaahoN ke saaye" pe gungunaya ja sakta hai. Aisi merii soch hai, par agar kuch kami reh gayii ho to agaah zaruur karaiyega. Arz kiya hai...


-1---2---2---2/-2-1--2----2/--1---2—2
Ye kaisaa tuutaa adhuuraa jahaaN hai
-1---2--2---2/2---1---2---2/-1--2----2
Ye kaisii ruuthii ghutan kii fizaaN hai

-1--2--2--2/2-1---2--2/-1--2---2
Mohabbat ikhlaas gum ho gaye haiN
-1--2--2--2/-2-1-2--2/-1--2---2
Faqat nafrat kii fasal jaavidaaN hai

-1---2--2--2/2--1--2--2/1---2---2
Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
-1--2---2---2/----2--1--2--2/-1---2---2
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN

-1-2--2--2/-2--1---2----2/-1--2---2
Kabhi lagtaa hai ke saaNseN rukiiN hoN
1---2--2---2/-2-1-2--2/--1---2---2
Magar maujay diid har pal rawaaN hai

1--2--2-2/-2--1--2-2/-1-2--2
Ke apnii niiyat dekhii hii nahii aur
-1--2---2---2/---2--1--2--2/-1—2----2
Khudaa ko dhuuNdaa na jaane kahaaN hai


Aap ki ray ka muntazir,
Khuda Hafez
Naadaan

Bohat khoob Shyam Singh ji..


Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN

yeh sher bohat pasand aaya mujhe

yuhi likhte rahiye..........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th February 2011, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Adab ki mehsfil ko naachiiz ka Salaam,

YuuN to zindagi meiN utar cha.Dhaw aate hi rehte haiN, magar maiN shaayad apne aap se hi ruuth gaya tha! Aaj arsey baad saalgirah ki mubarakbaadoN ko dekhkar lagaa ke maaddaparasti ke alawaa bhi mohabbat qaayam rehti hai. To Zidd, Dhaval bhai aur Zainy, Surinder ji ko tah-e-dil se shukriya kehna chahuNga. Lijiiye aap charoN ki khidmat meiN ek saugat. Rai se aagaah zaruur karaiyega.

Iske arkan haiN -1222/2122/122 aur ye Lata ji ke maqbuul giit "Ye dil aur unki nigaahoN ke saaye" pe gungunaya ja sakta hai. Aisi merii soch hai, par agar kuch kami reh gayii ho to agaah zaruur karaiyega. Arz kiya hai...


-1---2---2---2/-2-1--2----2/--1---2—2
Ye kaisaa tuutaa adhuuraa jahaaN hai
-1---2--2---2/2---1---2---2/-1--2----2
Ye kaisii ruuthii ghutan kii fizaaN hai

-1--2--2--2/2-1---2--2/-1--2---2
Mohabbat ikhlaas gum ho gaye haiN
-1--2--2--2/-2-1-2--2/-1--2---2
Faqat nafrat kii fasal jaavidaaN hai

-1---2--2--2/2--1--2--2/1---2---2
Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
-1--2---2---2/----2--1--2--2/-1---2---2
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN

-1-2--2--2/-2--1---2----2/-1--2---2
Kabhi lagtaa hai ke saaNseN rukiiN hoN
1---2--2---2/-2-1-2--2/--1---2---2
Magar maujay diid har pal rawaaN hai

1--2--2-2/-2--1--2-2/-1-2--2
Ke apnii niiyat dekhii hii nahii aur
-1--2---2---2/---2--1--2--2/-1—2----2
Khudaa ko dhuuNdaa na jaane kahaaN hai


Aap ki ray ka muntazir,
Khuda Hafez
Naadaan
nadaan bhayee,
khush-aamadeed

hum aapko bulane walo mai beshaq na rahe ho, khule tour pe, par aapko miss bahut kiyaa hai, aapke aane ki raah bhi dekhi hai
iskaa silaa milaa humeN, khushi huee....
der se reply ke liye maafi, gaoN gaya huaa tha.........


Mohabbat ikhlaas gum ho gaye haiN
Faqat nafrat kii fasal jaavidaaN hai


bahut acha sher hai , bhayee ... bahut badhiyaa, wahi puranaa andaaj


Ye kaisaa tuutaa adhuuraa jahaaN hai
Ye kaisii ruuthii ghutan kii fizaaN hai


ye bhi acha laga, bas zara sa.. saaf nahi ho paya mujhe khayal. roothi ghutan se kya muraad hai aapki ...!!


aapkaa anaa bahut acha laga, aise hi aate raheN

  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th February 2011, 01:36 PM

welcome back shyam sahab

aapki ghazal ne bahut asar choda hai....
jaise kalam apne aap chali ho...

dil ki baat kare dilwala....

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
20th February 2011, 09:56 PM

Salaam dostoN,

Mittal, Zainy, Jaanumaanu aur Zidd saheban ka shukarguzar huuN huaslaa afzai ke liye. Aap sab ke waqt aur nishandehi ke liye bahot bahot inayat. Apna khayal rakhiyega.

Shabba khair o Allah Hafez,

Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
21st February 2011, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Adab ki mehsfil ko naachiiz ka Salaam,

YuuN to zindagi meiN utar cha.Dhaw aate hi rehte haiN, magar maiN shaayad apne aap se hi ruuth gaya tha! Aaj arsey baad saalgirah ki mubarakbaadoN ko dekhkar lagaa ke maaddaparasti ke alawaa bhi mohabbat qaayam rehti hai. To Zidd, Dhaval bhai aur Zainy, Surinder ji ko tah-e-dil se shukriya kehna chahuNga. Lijiiye aap charoN ki khidmat meiN ek saugat. Rai se aagaah zaruur karaiyega.

Iske arkan haiN -1222/2122/122 aur ye Lata ji ke maqbuul giit "Ye dil aur unki nigaahoN ke saaye" pe gungunaya ja sakta hai. Aisi merii soch hai, par agar kuch kami reh gayii ho to agaah zaruur karaiyega. Arz kiya hai...


-1---2---2---2/-2-1--2----2/--1---2—2
Ye kaisaa tuutaa adhuuraa jahaaN hai
-1---2--2---2/2---1---2---2/-1--2----2
Ye kaisii ruuthii ghutan kii fizaaN hai

-1--2--2--2/2-1---2--2/-1--2---2
Mohabbat ikhlaas gum ho gaye haiN
-1--2--2--2/-2-1-2--2/-1--2---2
Faqat nafrat kii fasal jaavidaaN hai

-1---2--2--2/2--1--2--2/1---2---2
Zamaanaa guzar gayaa dil ko tuutay
-1--2---2---2/----2--1--2--2/-1---2---2
Khalish aur gham haiN ke ab bhi jawaaN haiN

-1-2--2--2/-2--1---2----2/-1--2---2
Kabhi lagtaa hai ke saaNseN rukiiN hoN
1---2--2---2/-2-1-2--2/--1---2---2
Magar maujay diid har pal rawaaN hai

1--2--2-2/-2--1--2-2/-1-2--2
Ke apnii niiyat dekhii hii nahii aur
-1--2---2---2/---2--1--2--2/-1—2----2
Khudaa ko dhuuNdaa na jaane kahaaN hai


Aap ki ray ka muntazir,
Khuda Hafez
Naadaan
Naadaan sahaab namaste,

kaise hain aap? umeed hai khairiyat se honge..aapko yahaan dekh kar bahot acha laga...aapki ghazal bhi achi rahi..aapki soch dil ko bahot bhaati hai.. hamesha se..

yunhi aate rahiye aur humeiN apne khayaalatoeN se rubaroo karaate rahiye...god bless

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com