Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Na kaho ise khali
Old
  (#1)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
Na kaho ise khali - 9th May 2012, 04:40 PM

Mehfil-e-dard ko nacheez ka salaam.
DostoN, aaj ke daur ko aaina dikhaane ki koshish ki hai. Ummiid karta huuN ki aap ise apne waqt se nawaazNge.




Na kaho ise khaali, yahaaN yaadeN basti haiN,
Is dil ko abhi pata chalaa, wafaayeN sasti haiN.

YuN to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
Phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti haiN.

KyuNkar na ho khauf insaaN ko is duniya ka,
YahaaN paakeezgi pe bhi aziiyateN* barasti haiN.
(aziiyateN=tortures)

BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

MazloomoN* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
Khudaa tak jo lejaayeNgii ye woh kashti haiN.
(Mazloom=oppressed, exploited)


Apnaa khayaal rakhiye. Muskuraate rahiye.
Aadaab
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला

Last edited by naadaan; 9th May 2012 at 05:39 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
9th May 2012, 05:11 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mehfil-e-dard ko nacheez ka salaam.
DostoN, aaj ke daur ko aaina dikhaane ki koshish ki hai. Ummiid karta huuN ki aap ise apne waqt se nawaazNge.




Na kaho ise khaali, yahaaN yaadeN basti haiN,
Is dil ko abhi pata chalaa, wafaayeN sasti haiN.

YuN to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
Phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti haiN.

KyuNkar na ho khauf insaaN ko is duniya ka,
YahaaN paakeezgi pe bhi aziiyateN* barasti haiN.
(aziiyateN=tortures)

BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

MazloomoN* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
Khudaa tak jo lejaayeNgii ye who kashti haiN.
(Mazloom=oppressed, exploited)


Apnaa khayaal rakhiye. Muskuraate rahiye.
Aadaab
Naadaan

BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

kya kahun nadaan bhayee .......... koe lafz nahi..
apne apna koe farz adaa kiya hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
10th May 2012, 09:31 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
mehfil-e-dard ko nacheez ka salaam.
Doston, aaj ke daur ko aaina dikhaane ki koshish ki hai. Ummiid karta huun ki aap ise apne waqt se nawaaznge.




na kaho ise khaali, yahaan yaaden basti hain,
is dil ko abhi pata chalaa, wafaayen sasti hain.

yun to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti hain.

kyunkar na ho khauf insaan ko is duniya ka,
yahaan paakeezgi pe bhi aziiyaten* barasti hain.
(aziiyaten=tortures)

besahaaron ko begairaton ka hambistar kar,
log kahen, meena bazaar ki raaten hansti hain.

mazloomon* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
khudaa tak jo lejaayengii ye woh kashti hain.
[center]
(mazloom=oppressed, exploited)
very nice....................................


Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Manshaa Thaakur
Registered User
Manshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to beholdManshaa Thaakur is a splendid one to behold
 
Manshaa Thaakur's Avatar
 
Offline
Posts: 298
Join Date: Dec 2011
Rep Power: 19
10th May 2012, 09:32 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
mehfil-e-dard ko nacheez ka salaam.
Doston, aaj ke daur ko aaina dikhaane ki koshish ki hai. Ummiid karta huun ki aap ise apne waqt se nawaaznge.




na kaho ise khaali, yahaan yaaden basti hain,
is dil ko abhi pata chalaa, wafaayen sasti hain.

yun to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti hain.

kyunkar na ho khauf insaan ko is duniya ka,
yahaan paakeezgi pe bhi aziiyaten* barasti hain.
(aziiyaten=tortures)

besahaaron ko begairaton ka hambistar kar,
log kahen, meena bazaar ki raaten hansti hain.

mazloomon* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
khudaa tak jo lejaayengii ye woh kashti hain.
(mazloom=oppressed, exploited)


apnaa khayaal rakhiye. Muskuraate rahiye.
Aadaab
naadaan
very nice........................


Manshaa Thaakur
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
10th May 2012, 04:09 PM

Nadaan ji,
bahot achhi lagi hai aapki ghazal
daad


:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
10th May 2012, 06:39 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

kya kahun nadaan bhayee .......... koe lafz nahi..
apne apna koe farz adaa kiya hai
Jaanumanu Bhai Namaskar,

Meri mehfil mein apki aamad ke liye mamnoon thehra. Aap ko ashaar pasand aaye ye meri khush kismati hai. Hamesha ki tarah aapki nawaazish ki ummiid rahegi.

Apna khayaal rakhiyega aur khush rahiyega.

Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th May 2012, 06:55 PM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post
Mehfil-e-dard ko nacheez ka salaam.
DostoN, aaj ke daur ko aaina dikhaane ki koshish ki hai. Ummiid karta huuN ki aap ise apne waqt se nawaazNge.




Na kaho ise khaali, yahaaN yaadeN basti haiN,
Is dil ko abhi pata chalaa, wafaayeN sasti haiN.

YuN to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
Phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti haiN.

KyuNkar na ho khauf insaaN ko is duniya ka,
YahaaN paakeezgi pe bhi aziiyateN* barasti haiN.
(aziiyateN=tortures)

BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

MazloomoN* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
Khudaa tak jo lejaayeNgii ye woh kashti haiN.
(Mazloom=oppressed, exploited)


Apnaa khayaal rakhiye. Muskuraate rahiye.
Aadaab
Naadaan
Bahut khoob naadan jee, alfaz nahin hain tareef karne lke liye. Daad kubul kijiyega.



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
11th May 2012, 09:04 AM

Quote:
Originally Posted by naadaan View Post

Na kaho ise khaali, yahaaN yaadeN basti haiN,
Is dil ko abhi pata chalaa, wafaayeN sasti haiN.

YuN to har shai ko hai apne anjaam ka eshasaas,
Phir bhi gaflat hai ke, bas hum hii ek hasti haiN.

KyuNkar na ho khauf insaaN ko is duniya ka,
YahaaN paakeezgi pe bhi aziiyateN* barasti haiN.
(aziiyateN=tortures)

BesahaaroN ko begairatoN ka hambistar kar,
Log kaheN, meena bazaar ki raateN haNsti haiN.

MazloomoN* ki rehnumaai kar ae “naadaan”,
Khudaa tak jo lejaayeNgii ye woh kashti haiN.
(Mazloom=oppressed, exploited)
WaaH ! Naadaan Ji ! Kyaa Khoob Khayaalaat Pesh Kiye HaiN ... Bahut AchChe .. Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
13th May 2012, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by Manshaa Thaakur View Post
very nice........................
Manshaa Ji Namaskar,

Do do bar sraahnaa ke liye bahot bahot dhanyavaaad. AaiNda bhi aap ke saath ki ummiid rahegi.

Khush rahiye aur apnaa khayaal rakhiyega,
Namaskaar
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
14th May 2012, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by benuro_jiya View Post
Nadaan ji,
bahot achhi lagi hai aapki ghazal
daad
Jiya Ji Aadaab,
Aapki daad sar aNkhoN pe. Aapki zarra nawaazi ke aap ne mere ashaar ko pasand kiya. Aapke waqt ke liye shukriya.
Khush rahiye, muskurate rahiye,
Aadaab,
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
17th May 2012, 11:07 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Bahut khoob naadan jee, alfaz nahin hain tareef karne lke liye. Daad kubul kijiyega.
Aru Ji Namaskar,

Aapki daad ke liye shukraguzaar huuN. Aap ne apna kimati waqt mere kalaam ko diya bahot bahot dhanyavaad. AaiNda bhi apke saath ki ummiid rahegi.

Khush Rahiye
Naadaan


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com