Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zinda hooN
Old
  (#1)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
Love Zinda hooN - 7th June 2015, 05:51 PM

Haal puche jo jaaN meri, to kah dena k zinda hooN
JaaN me jaaN nahi baki, lekin mar mar k zinda hooN

Kehna deedar k badle, chahe jaaN fir se jaaN lele
Chand sasooN ki moholat de, Aaah bhar bhar k zinda hooN

JaaN le gai jo jaaN meri, my yooN bejaaN sa zinda hooN
Ab aur na lo ye jaaN meri my sihar sihar k zinda hooN

Kushi itni to likhi hogi, farishtooN zara pukhta kar lo
Dedaar-e-yaar ka unse bahana kar k zinda hooN

Ise khate haiN majboori, jaaN se milo to kah dena
Dekho dariya-e-aag me pura utar k zinda hooN

Darwaaza...... ta'umr jo, band hai mere liye
BarahaaN us dar se my kehna guzar k zinda hooN

Bhushan aisA na kah dena k pagal ho gaya hooN my
BateeN khud se kah dena, my kar kar k zinda hooN

Bhushan Joshi



Bhushan Joshi

Last edited by bhushan; 7th June 2015 at 06:06 PM..
   
Reply With Quote
hmm
Old
  (#2)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hmm - 7th June 2015, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Haal puche jo jaaN meri, to kah dena k zinda hooN
JaaN me jaaN nahi baki, lekin mar mar k zinda hooN

Kehna deedar k badle, chahe jaaN fir se jaaN lele
Chand sasooN ki moholat de, Aaah bhar bhar k zinda hooN

JaaN le gai jo jaaN meri, my yooN bejaaN sa zinda hooN
Ab aur na lo ye jaaN meri my sihar sihar k zinda hooN

Kushi itni to likhi hogi, farishtooN zara pukhta kar lo
Dedaar-e-yaar ka unse bahana kar k zinda hooN

Ise khate haiN majboori, jaaN se milo to kah dena
Dekho dariya-e-aag me pura utar k zinda hooN

Darwaaza...... ta'umr jo, band hai mere liye
BarahaaN us dar se my kehna guzar k zinda hooN

Bhushan aisA na kah dena k pagal ho gaya hooN my
BateeN khud se kah dena, my kar kar k zinda hooN

Bhushan Joshi
Bhushan ji

achchhi koshis hai.. likhate rahiye..

Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
7th June 2015, 09:16 PM

Quote:
Originally Posted by akant View Post
Bhushan ji

achchhi koshis hai.. likhate rahiye..

Akant...
Akant ji namaste,

Aapne nacheez ki peshkash ko tavajjo di, tahe dil se shukriya

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th June 2015, 09:19 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Haal puche jo jaaN meri, to kah dena k zinda hooN
JaaN me jaaN nahi baki, lekin mar mar k zinda hooN

Kehna deedar k badle, chahe jaaN fir se jaaN lele
Chand sasooN ki moholat de, Aaah bhar bhar k zinda hooN

JaaN le gai jo jaaN meri, my yooN bejaaN sa zinda hooN
Ab aur na lo ye jaaN meri my sihar sihar k zinda hooN

Kushi itni to likhi hogi, farishtooN zara pukhta kar lo
Dedaar-e-yaar ka unse bahana kar k zinda hooN

Ise khate haiN majboori, jaaN se milo to kah dena
Dekho dariya-e-aag me pura utar k zinda hooN

Darwaaza...... ta'umr jo, band hai mere liye
BarahaaN us dar se my kehna guzar k zinda hooN

Bhushan aisA na kah dena k pagal ho gaya hooN my
BateeN khud se kah dena, my kar kar k zinda hooN

Bhushan Joshi

bahut khoobsurat peshkash Bhushan saahab..... behad dard bharaa likhaa hai aapne is baar to bas ke uffff kyaa kahne....

Allah kare ye soz o gham pe thodee kamii aaye aur aapko sukoon haasil ho....

likhte rahiye

Shaad......


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
7th June 2015, 09:19 PM

Bhushan bhai bahut dard bhare ehsaas the.per ke aapki feelings ko mehsoos kiya..keep
it up

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th June 2015, 09:48 PM

Bahut dard hai aapke is kalaam me bhushan ji....mera dil bhar aaya padhkar....
dua hai khush rahein aap..
likhte rahein..hamse share karte rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th June 2015, 02:36 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Haal puche jo jaaN meri, to kah dena k zinda hooN
JaaN me jaaN nahi baki, lekin mar mar k zinda hooN

Kehna deedar k badle, chahe jaaN fir se jaaN lele
Chand sasooN ki moholat de, Aaah bhar bhar k zinda hooN

JaaN le gai jo jaaN meri, my yooN bejaaN sa zinda hooN
Ab aur na lo ye jaaN meri my sihar sihar k zinda hooN

Kushi itni to likhi hogi, farishtooN zara pukhta kar lo
Dedaar-e-yaar ka unse bahana kar k zinda hooN

Ise khate haiN majboori, jaaN se milo to kah dena
Dekho dariya-e-aag me pura utar k zinda hooN

Darwaaza...... ta'umr jo, band hai mere liye
BarahaaN us dar se my kehna guzar k zinda hooN

Bhushan aisA na kah dena k pagal ho gaya hooN my
BateeN khud se kah dena, my kar kar k zinda hooN

Bhushan Joshi
Khoob ehsaas-e-bayaan hua hai Bhushan bhai. Aapki alfaazon mein ek tadap ek baichaani nazar aayi, yunhi kalam-e-zor badhtaa rahe, isi dua meiN...



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
8th June 2015, 04:32 PM

khoobsoorat ehsaas rahe bhushan jee aapke
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 10:50 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahut khoobsurat peshkash Bhushan saahab..... behad dard bharaa likhaa hai aapne is baar to bas ke uffff kyaa kahne....

Allah kare ye soz o gham pe thodee kamii aaye aur aapko sukoon haasil ho....

likhte rahiye

Shaad......
Sameer bhai adaab,

Aapko ye peshkash pasand aai uparwale ka karam hai...hausala afzahi k liye tahe dil se shukriya.....

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 11:00 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bhushan bhai bahut dard bhare ehsaas the.per ke aapki feelings ko mehsoos kiya..keep
it up

Sanjay Sehgal
Sanjay ji namaste,

Zarranawazi ka bohot bohot shukriya, peshkash jara jyada senti thi.....par jab tak hosh aata post ho chuki thi.....par aap rayshumari me hichkichane lage hain....hamen paraya to nahi kar diya

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut dard hai aapke is kalaam me bhushan ji....mera dil bhar aaya padhkar....
dua hai khush rahein aap..
likhte rahein..hamse share karte rahein...
Madhu ji namaste,

Bohot achha laga apke comments padh kar, kabhi kabhi meri peshkash me ilm-o-hunar kam aur bhadas jiyada hoti hai......inayat banaye rakhiyega

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 11:26 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Khoob ehsaas-e-bayaan hua hai Bhushan bhai. Aapki alfaazon mein ek tadap ek baichaani nazar aayi, yunhi kalam-e-zor badhtaa rahe, isi dua meiN...

Mast ji namaste,

Aapko ehsaas pasand aaye uparwale ka karam hai.......Yoon hi inayat banaye rakhiyega
Bohot bohot shukriya

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
9th June 2015, 11:28 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
khoobsoorat ehsaas rahe bhushan jee aapke
likhte rahen
duaon ke saath
Ishk ji namaste,

Aapko ehsaas pasand aaye, uparwale ka karam hai..hausala fazahi ka .bohot bohot shukriya.
Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
10th June 2015, 06:25 PM

bohut khoob!

ishwar aapko humesha zinda rakhe aise khoobsurat kalaam likhne ke liye.


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
10th June 2015, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Haal puche jo jaaN meri, to kah dena k zinda hooN
JaaN me jaaN nahi baki, lekin mar mar k zinda hooN

Kehna deedar k badle, chahe jaaN fir se jaaN lele
Chand sasooN ki moholat de, Aaah bhar bhar k zinda hooN

JaaN le gai jo jaaN meri, my yooN bejaaN sa zinda hooN
Ab aur na lo ye jaaN meri my sihar sihar k zinda hooN

Kushi itni to likhi hogi, farishtooN zara pukhta kar lo
Dedaar-e-yaar ka unse bahana kar k zinda hooN

Ise khate haiN majboori, jaaN se milo to kah dena
Dekho dariya-e-aag me pura utar k zinda hooN

Darwaaza...... ta'umr jo, band hai mere liye
BarahaaN us dar se my kehna guzar k zinda hooN

Bhushan aisA na kah dena k pagal ho gaya hooN my
BateeN khud se kah dena, my kar kar k zinda hooN

Bhushan Joshi

Bohot din baad tashreef laaye haiN jenab SDC par, lekin der aayad, durust aayad.
Bohot khuub. Achhi ghazal keliye mubarakbaad.
Likhte raheiN.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com