Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
WahiN Se Raat Paiham Jaagti hai
Old
  (#1)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
WahiN Se Raat Paiham Jaagti hai - 12th August 2010, 05:27 AM

Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai







aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 12th August 2010, 01:33 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai







aslam

aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob dil se daad likhte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
abdulqadeert
Registered User
abdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud ofabdulqadeert has much to be proud of
 
Offline
Posts: 289
Join Date: Jun 2010
Rep Power: 0
12th August 2010, 05:09 PM

[QUOTE=noor_noor;405700]Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge

Aslam sahab aadab o tasleemat .. apke Kalam eak alam ko apne hisaar me le rakha hai .. Mai mustafeed howa apki ghazal se ....

Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wah aslam bhai wahh kya hi bala ka sher kahe diya bhai ..abba jaan ki yaad dila di apne bhaijaan ankh namm ho gayi hain .. kitne hi asan labo laheje me kya badi baath rakh di apne..hazarh dad

umid hai sher ussi pasmanzar me wazh howa gareeb pe jahan se apne kaha hai ?

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

subhanallah..bhai yaar kya kaha jaye apki fikr ke mutaliq yaqeenan aisa sher sirf ap jaisa kuna mashq shaura kahe sakta ....Ye sifat to sirf allah ne Maa.N ko hi di hai bhai ..kya qoob sher kaheta ho sahab ...

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai


wahh...apni zaat pe mabni kahon to galat na hoga ..wahh kya kahene hain bhai dad hazir hai ..

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai


..aisa ho jata hai aksar mahubbat jub parwan charna lagti hai ...bahoth khoob sahab dad hazir hai..

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

....mashallah kya kaha hai bhaijaan ..Maa.N to Khair maa.N taheri..kyun kar chain mila jub tak beta laut na aaye ..hazrah dad

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai

bhai zara khulke batane ki zahemat karenge app..ha ha ha ha..bhr kaff koi bhi ho bada haseen hoga ..dad


eak baar fir apki is rawan dawan ghazal pe dad o mubarak baad .. allah apko aur bhi taraqiyun se nawaze ..


khadim

qadeertoopchi







aslam

Last edited by abdulqadeert; 12th August 2010 at 05:16 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
13th August 2010, 01:37 AM

Aslam Sahab AadaaB

Kaise hai Janab ...... bade dino bad aapki gazal nazar aayi..
Aur bahut jydaa umdaa lagi sahab kya kahuN bus bahut khoob......
Har Ashaar per dil se daad hazir hai.......

Ishq sahab kya verification kiya hai bahut khoob.....

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahiye....
Khush rahiye.....
Khuda Hafez.....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
13th August 2010, 06:31 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai
Aslam Sahab ..... Aadaab ! har ashaar dil ke qareeb raha .... umdaa khayal aur purkashish peshkash se labrez rahi yeh Ghazal aapki ......tahe dil se daad hazir hai....yunhi likhte rahen... khush rahen...

duaaon ke saath.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 13th August 2010 at 06:34 PM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 13th August 2010, 06:44 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai


aslam

Aslam,

wahhhhhhhhhh janab..kya baat hai... ehsaas dilkash rahe aur unki adaygi bahut hi khubsoorat... dil chhu liya aapne.... dil se daad hazir hai .... yuhi is mehfil ko roshan karte rahiye... khush rahiye...

rep+++++++++++++++added.


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
14th August 2010, 06:40 PM

Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

apka andaaze bayaa alag hai sahab.......
baat to sab shayri me ghum fir kar wahi rahti hai....shayad shayar kitna alag tarah se bole aur vo baat khubsurat lage ...shayad wahi shayar hai

yaha ek ek lafz napa hua hai.....jaise murti tarasha ho

bahut khoob sahab

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

ye sher to aisa hai jaise murti tarashte huye aankh tarashna...jp ki murti tarashne ka sabse muskil kaam hai......
ek aam baat ko jin lafzo me aapne dhala hai.....is sher ki taareef bhi karna shayad zubaa ke bas ki baat nahi

is sher ke liye koi daad nahi ...kuch nahi ...bus ye sher aur sannaTa

jaise kahte hai ki ladki itni khubsurat thi ke manchale seeTee bajaana bhool gaye.......


Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

bahut khubsurat wordplay laaye hai aap........
daad haazir hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

bahut khoob...

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

sahi baat hai bhai........maa hai ki kisi par bharosa nahi karti.....
accha sher hai

yaha ek typo ho gaya hai ....'hai' ka 'mai'...ho sake to correct karwa lijiyega

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai

waah ...bahut khoob.....is sher ko bhi describe karna muskil hai...
paradox ki intehaa hai......jaise shayri ka hi imtihaan ho raha ho

is ghazal ke baad aslam noor ho gaye.........

ghazal share karne ka bahut bahut shukriya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 05:53 AM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
aslam bhai
radhe radhe

bahut khoob dil se daad likhte rahiye
duaon ke saath

Janaab bhut bhut shukriya aapki is hosla afzaaii ka................



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho

Last edited by noor_noor; 16th August 2010 at 05:57 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 05:56 AM

[QUOTE=abdulqadeert;405757]
Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge

Aslam sahab aadab o tasleemat .. apke Kalam eak alam ko apne hisaar me le rakha hai .. Mai mustafeed howa apki ghazal se ....

Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wah aslam bhai wahh kya hi bala ka sher kahe diya bhai ..abba jaan ki yaad dila di apne bhaijaan ankh namm ho gayi hain .. kitne hi asan labo laheje me kya badi baath rakh di apne..hazarh dad

umid hai sher ussi pasmanzar me wazh howa gareeb pe jahan se apne kaha hai ?

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

subhanallah..bhai yaar kya kaha jaye apki fikr ke mutaliq yaqeenan aisa sher sirf ap jaisa kuna mashq shaura kahe sakta ....Ye sifat to sirf allah ne Maa.N ko hi di hai bhai ..kya qoob sher kaheta ho sahab ...

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai


wahh...apni zaat pe mabni kahon to galat na hoga ..wahh kya kahene hain bhai dad hazir hai ..

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai


..aisa ho jata hai aksar mahubbat jub parwan charna lagti hai ...bahoth khoob sahab dad hazir hai..

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

....mashallah kya kaha hai bhaijaan ..Maa.N to Khair maa.N taheri..kyun kar chain mila jub tak beta laut na aaye ..hazrah dad

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai

bhai zara khulke batane ki zahemat karenge app..ha ha ha ha..bhr kaff koi bhi ho bada haseen hoga ..dad


eak baar fir apki is rawan dawan ghazal pe dad o mubarak baad .. allah apko aur bhi taraqiyun se nawaze ..


khadim

qadeertoopchi







aslam


Qadeer sahab bhut nawaazish ghzal ki pazeeraaii ke liYn aapka tahe dil se mamnoon huN, ye aapka baDakpan hai jo aap is taraN se hosla baDhaate haiN aapne jis andaaz mai ghazal par apna qeemti tabsera farmaaya hai meiN uske liyN dil ki gehraaiyoN se aapka shukrya ada karna chahta huN, yuN hi apni mohbbatoN se nawaazte rahiye, khush rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 05:59 AM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Aslam Sahab AadaaB

Kaise hai Janab ...... bade dino bad aapki gazal nazar aayi..
Aur bahut jydaa umdaa lagi sahab kya kahuN bus bahut khoob......
Har Ashaar per dil se daad hazir hai.......

Ishq sahab kya verification kiya hai bahut khoob.....

Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahiye....
Khush rahiye.....
Khuda Hafez.....

Sameer sahab meiN Allah ke karm se khair se huN bhut bhut shukriya zarranawaazi hai aapki, yuN hi hosla badhaate rahiye dua mai yaad rakhiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 06:00 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Aslam Sahab ..... Aadaab ! har ashaar dil ke qareeb raha .... umdaa khayal aur purkashish peshkash se labrez rahi yeh Ghazal aapki ......tahe dil se daad hazir hai....yunhi likhte rahen... khush rahen...

duaaon ke saath.....

Naresh sahab aapki daad sar aankho par nawaazish hai aapki jo aapne ghazal ko yuN pasnd kia, yuN hi saath nibahaate rahiye shukriya



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 06:03 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
Aslam,

wahhhhhhhhhh janab..kya baat hai... ehsaas dilkash rahe aur unki adaygi bahut hi khubsoorat... dil chhu liya aapne.... dil se daad hazir hai .... yuhi is mehfil ko roshan karte rahiye... khush rahiye...

rep+++++++++++++++added.

Lamha jii ghazal ki pazeeraii ke liyn aapka dil ki gehraaiyoN se mamnoon huN, aapne hamesha hi hosla badhaaya hai, reps ke liyN bhut bhut shukriya mujhay yaad padta hai ki mere khaate mai jo reps haiN unme sabse ziyada yogdaan aapka hi hai baDi nawaazish



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
16th August 2010, 06:11 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

apka andaaze bayaa alag hai sahab.......
baat to sab shayri me ghum fir kar wahi rahti hai....shayad shayar kitna alag tarah se bole aur vo baat khubsurat lage ...shayad wahi shayar hai

yaha ek ek lafz napa hua hai.....jaise murti tarasha ho

bahut khoob sahab

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

ye sher to aisa hai jaise murti tarashte huye aankh tarashna...jp ki murti tarashne ka sabse muskil kaam hai......
ek aam baat ko jin lafzo me aapne dhala hai.....is sher ki taareef bhi karna shayad zubaa ke bas ki baat nahi

is sher ke liye koi daad nahi ...kuch nahi ...bus ye sher aur sannaTa

jaise kahte hai ki ladki itni khubsurat thi ke manchale seeTee bajaana bhool gaye.......


Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

bahut khubsurat wordplay laaye hai aap........
daad haazir hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

bahut khoob...

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

sahi baat hai bhai........maa hai ki kisi par bharosa nahi karti.....
accha sher hai

yaha ek typo ho gaya hai ....'hai' ka 'mai'...ho sake to correct karwa lijiyega

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai

waah ...bahut khoob.....is sher ko bhi describe karna muskil hai...
paradox ki intehaa hai......jaise shayri ka hi imtihaan ho raha ho

is ghazal ke baad aslam noor ho gaye.........

ghazal share karne ka bahut bahut shukriya

Janaab Zidd sahab Tasleem, bhala mere liiyN isse fakr ki aur kya baat ho sakti hai ki aap meri hosla afzaaii is andaaz se kareiN, aapke saamne kaisa lehja kaisa wordplay sab dhare ke dhare haiN hamare liyN yahi bhut hai ki aap hame is qaabil samjhte haiN kahiN aapki ye soch is baat ki gawaahi daiti hai ki hame bhi sher kehna aata hai ya ke kabhi keh laite haiN, is khoosurat tabsare ke liyn aapka tahe dil se mamnoon huN yuN hi hosla badhaate rahiye bhut shukriya



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
16th August 2010, 10:17 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai







aslam

aslam saheb ko nacheez ka salaam...!

aapne takkhallus sahi chun ke rakha hai...noor_noor...waqai meiN aapke aane se mehfil meiN noor hi noor ho jaata hai...
aapki ye ghazal padh kar maiN aapka fan ho gaya hu...is se zyada kuchh keh nahi sakta....
mujhe yaqeen hai ki aane wale waqt meiN, ye noor sdc se nikal poori qaynat meiN chha jayega...aur mujhe us din ka iNtzaar rahega...

faqat.....


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#15)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
28th August 2010, 06:43 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
aslam saheb ko nacheez ka salaam...!

aapne takkhallus sahi chun ke rakha hai...noor_noor...waqai meiN aapke aane se mehfil meiN noor hi noor ho jaata hai...
aapki ye ghazal padh kar maiN aapka fan ho gaya hu...is se zyada kuchh keh nahi sakta....
mujhe yaqeen hai ki aane wale waqt meiN, ye noor sdc se nikal poori qaynat meiN chha jayega...aur mujhe us din ka iNtzaar rahega...

faqat.....

Bhai VIkaram aapki mohabbat hai ye jo aap yuN sochte haiN, meri adna si koshish ko yuN saraahne ke liyN aapka tahe dil se mamnoon huN, aapki dua aur daad sar aankho par bhut bhut shukriya yuN hi hosala baDhaate rahiye nawaazish



aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
21st September 2010, 08:49 PM

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai


Zindabad mere bhai zindabad..............rep+++++


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#17)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
28th September 2010, 10:41 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

Zindabad mere bhai zindabad..............rep+++++

Thnxxxxxxx so much Sajid sahab is hosla afzaaii, aur bhut bhut shukriya aapki qeemti reps ke liyN bhut nawaazish dear


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
3rd October 2010, 04:05 AM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai

hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai







aslam

aaadaab
aslam bhai
bahot hi khoob jawaab nahi kaafi umdah ghazal se nawaaza hai aap ne
is saadgee pe kaon na mar jaaye ai khodaa
ladte hain aor haath me talwaar bhi nahi
dher saari doaayen aor mobaarak baad qabool ho
hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
6th October 2010, 07:41 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aaadaab
aslam bhai
bahot hi khoob jawaab nahi kaafi umdah ghazal se nawaaza hai aap ne
is saadgee pe kaon na mar jaaye ai khodaa
ladte hain aor haath me talwaar bhi nahi
dher saari doaayen aor mobaarak baad qabool ho
hassaas
Masood bhai aapka husn e zan hai jo aap yuN sochte haiN adna si koshish ko aapne saraaha uske liyN aapka tahe dil se shukurguzaar huN, yuN hi duaaoN se nawaazte rahiye nawaazish


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
Love 23rd October 2010, 12:48 PM

Hello,,,,,,,,,,,, sneha here, I like it........so so sweet ghazal,,,,,,, well done..
really very impressive it , i'm impressed it........ keep it up......
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
24th October 2010, 01:10 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
Haazreen e mehfil ek baar phir aap sabhi ki khidmat mai ek adna si paiskash, umeed hai apni qeemti aara se nawazenge



Mere lehje mai misri gholta hai
wo aksar aa ke mujhme bolta hai

wahiN se raat paiham jaagti hai
JahaN se chaand palkeiN kholta hai

Kabhi mujhme ana ka khoon ho jab
lahoo meri ragoN mai khaulta hai



hai shayd ghaav koi gehra uska
wo meezaano mai baateiN tolta hai

dia mai mujhko Allah ki amaaN mai
magr maaii ka dil hai, haulta hai

wo meri zaat mai mojood aslam
mujhhi pe raaz mere kholta hai







aslam
bahut hi umda peshkash,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
29th October 2010, 05:13 AM

Quote:
Originally Posted by sneha123 View Post
Hello,,,,,,,,,,,, sneha here, I like it........so so sweet ghazal,,,,,,, well done..
really very impressive it , i'm impressed it........ keep it up......

Thnxxxxxxxx so much Sneha jii for compliments, thnxxxxx for being so kind, god bless u


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
30th October 2010, 05:04 AM

Quote:
Originally Posted by Rashmi sharma View Post
bahut hi umda peshkash,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


Rashmi jii bhut bhut shukriyaH is hosla afzaii ka, yuN hi saath daiti rahiye


aslam


you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sneha123
Registered User
sneha123 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 14
4th November 2010, 03:28 PM

Hello aslam (noor noor)Thank you very much you reply my post so i'm very happy........Thanks lot,
i like it.........you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho..........
Kya kahna aapke andaz ka........
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com