Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mere Haatho'n Main Lakeero'n ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Old
  (#1)
g.m.khavar
Registered User
g.m.khavar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Mar 2014
Location: Bareilly U.P. india
Rep Power: 0
Love Mere Haatho'n Main Lakeero'n ke Siwa Kuch Bhi Nahi - 6th February 2016, 03:21 AM

Sab ke dil murda hain, ehsas-e vafa kuch bhi nahi,
Gar yeh jeena hai to jeene ka maza kuch bhi nahi,

Saada khat bhej diya taki samajh jaye tu,
Aisi qismat hai meri jis mai likha kuch bhi nahi

Mere humdam mai tujhe tohfe main du to kya dun,
Mere hathon main lakeeron ke siwa kuch bhi nahi,

Is zamane ke kayi taane, hazaron baten,
Aaj tak sunta raha ,Maine kaha kuch bhi nahi,

Kaun hun kya hun, meri zaat buri hai ya bhali,
Sab khuda ko hai pata usse chhupa kuch bhi nahi,

Kyu hai daulat ka nasha?kisliye magroor hain sab,
Saans ruk jayegi kab, iska pata kuch bhi nahi,

Matlabi log hain is duniya mai rehte khavar,
Inki nazron main bhala aur bura kuch bhi nahi,

Ghulam Mohd. Khavar
  Send a message via AIM to g.m.khavar  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th February 2016, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by g.m.khavar View Post
Sab ke dil murda hain, ehsas-e vafa kuch bhi nahi,
Gar yeh jeena hai to jeene ka maza kuch bhi nahi,

Saada khat bhej diya taki samajh jaye tu,
Aisi qismat hai meri jis mai likha kuch bhi nahi

Mere humdam mai tujhe tohfe main du to kya dun,
Mere hathon main lakeeron ke siwa kuch bhi nahi,

Is zamane ke kayi taane, hazaron baten,
Aaj tak sunta raha ,Maine kaha kuch bhi nahi,

Kaun hun kya hun, meri zaat buri hai ya bhali,
Sab khuda ko hai pata usse chhupa kuch bhi nahi,

Kyu hai daulat ka nasha?kisliye magroor hain sab,
Saans ruk jayegi kab, iska pata kuch bhi nahi,

Matlabi log hain is duniya mai rehte khavar,
Inki nazron main bhala aur bura kuch bhi nahi,

Ghulam Mohd. Khavar
namaskaar khavar sahab.....dil ko sukoo.n pahunchaa hai aapka kalaam padhkar..yun to poori ghazal hee shaan daar hain par highlighted ashar bahut khaas lage...

daad kubool farmaiyega...

aur hame padhne ka mauka dete rahiyega...

regards
madhu



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th February 2016, 08:25 AM

Quote:
Originally Posted by g.m.khavar View Post
Sab ke dil murda hain, ehsas-e vafa kuch bhi nahi,
Gar yeh jeena hai to jeene ka maza kuch bhi nahi,

Saada khat bhej diya taki samajh jaye tu,
Aisi qismat hai meri jis mai likha kuch bhi nahi

Mere humdam mai tujhe tohfe main du to kya dun,
Mere hathon main lakeeron ke siwa kuch bhi nahi,

Is zamane ke kayi taane, hazaron baten,
Aaj tak sunta raha ,Maine kaha kuch bhi nahi,

Kaun hun kya hun, meri zaat buri hai ya bhali,
Sab khuda ko hai pata usse chhupa kuch bhi nahi,

Kyu hai daulat ka nasha?kisliye magroor hain sab,
Saans ruk jayegi kab, iska pata kuch bhi nahi,

Matlabi log hain is duniya mai rehte khavar,
Inki nazron main bhala aur bura kuch bhi nahi,

Ghulam Mohd. Khavar

waahh janaab kyaa khoob ghazal pesh ki hai aapne..... dil ko behad sukoon milaa.... likhte rahiyegaa...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
g.m.khavar
Registered User
g.m.khavar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Mar 2014
Location: Bareilly U.P. india
Rep Power: 0
25th February 2016, 03:31 AM

thankyou #Shaad_bro and Madhu_ji
  Send a message via AIM to g.m.khavar  
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th February 2016, 06:01 PM

Nice effort khwar sahab.....
Likhte rahiye

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
6th March 2016, 04:55 PM


wah wah buht khoob gh khavar ji buht

achaa likha aa,p ne
Quote:
Originally Posted by g.m.khavar View Post
Sab ke dil murda hain, ehsas-e vafa kuch bhi nahi,
Gar yeh jeena hai to jeene ka maza kuch bhi nahi,

Saada khat bhej diya taki samajh jaye tu,
Aisi qismat hai meri jis mai likha kuch bhi nahi

Mere humdam mai tujhe tohfe main du to kya dun,
Mere hathon main lakeeron ke siwa kuch bhi nahi,

Is zamane ke kayi taane, hazaron baten,
Aaj tak sunta raha ,Maine kaha kuch bhi nahi,

Kaun hun kya hun, meri zaat buri hai ya bhali,
Sab khuda ko hai pata usse chhupa kuch bhi nahi,

Kyu hai daulat ka nasha?kisliye magroor hain sab,
Saans ruk jayegi kab, iska pata kuch bhi nahi,

Matlabi log hain is duniya mai rehte khavar,
Inki nazron main bhala aur bura kuch bhi nahi,

Ghulam Mohd. Khavar


sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
akarshandubey
9807993663
akarshandubey is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Feb 2016
Location: U.p. india
Rep Power: 0
7th March 2016, 07:47 AM

" कभी-कभी
खरे दिल को भी
खोटा समझकर
भूल जाते हैं लोग "
9807993663
  Send a message via Yahoo to akarshandubey Send a message via Skype™ to akarshandubey 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com