Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu
Old
  (#1)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
Love Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu - 9th December 2013, 06:55 PM

Ru-Baruu Wo Hai Ibaadat Kar Raha Hu
Uske Chehray Ki Tilaawat Kar Raha Hu
Lo Kharido Ik Nazar Ke Moul Mujhko
Apni Qeemat Mein Riyaayat Kar Raha Hu
Li Hai Sabr-o-Zabt Ne Mujh Se Ijaazat
Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu
Chhin Gaya Mulk-e-Jawaani Bhi To Kya Gham ?
Ab Bhi Yaadon Per Hukoomat Kar Raha Hu
Koi Bhi Gham usko Loutaaya Nahi Hai
Yun Amaanat Mein Khayaanat Kar Raha Hu
Usne Tou Bas Ik Zara Si Baat Chehri
Mein Wazaahat Per Wazaahat Kar Raha Hu
Ishq Karke Aap Bhi Ban Jaaye Insaan
Sheikh Sahaab Ko Naseehat Kar Raha Hu
Aashiqui Tufaan-e-Girya Chahti Hai
Aur Mein Aahon Per Qana’at Kar Raha Hu
Aasmaan Jo Shaks Hai Sab Ki Nazar Mein
Usko Chhuu Lainay Ki Jurrat Kar Raha Hu
Mein Ne Dekha Hai Qateel us Ka Saraapa
Mein Kahaan Zikr-e-Qayamat Kar Raha Hu???
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
10th December 2013, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post
Ru-Baruu Wo Hai Ibaadat Kar Raha Hu
Uske Chehray Ki Tilaawat Kar Raha Hu
Lo Kharido Ik Nazar Ke Moul Mujhko
Apni Qeemat Mein Riyaayat Kar Raha Hu

Li Hai Sabr-o-Zabt Ne Mujh Se Ijaazat
Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu
Chhin Gaya Mulk-e-Jawaani Bhi To Kya Gham ?
Ab Bhi Yaadon Per Hukoomat Kar Raha Hu

Koi Bhi Gham usko Loutaaya Nahi Hai
Yun Amaanat Mein Khayaanat Kar Raha Hu

Usne Tou Bas Ik Zara Si Baat Chehri
Mein Wazaahat Per Wazaahat Kar Raha Hu
Ishq Karke Aap Bhi Ban Jaaye Insaan
Sheikh Sahaab Ko Naseehat Kar Raha Hu
Aashiqui Tufaan-e-Girya Chahti Hai
Aur Mein Aahon Per Qana’at Kar Raha Hu
Aasmaan Jo Shaks Hai Sab Ki Nazar Mein
Usko Chhuu Lainay Ki Jurrat Kar Raha Hu
Mein Ne Dekha Hai Qateel us Ka Saraapa
Mein Kahaan Zikr-e-Qayamat Kar Raha Hu???
Waah Waah.... Tabaah ji....
Kya qlaam hai. Kya khayaalaat pesh kiye hai.N
Har ek she'r itnee khubsurti se sajaa hai.............
Bas paR ke mazaa aa gayaa...............
Daaaaaaad...........................
~Adil



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
nehasharma9
Registered User
nehasharma9 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Dec 2013
Location: Noida
Rep Power: 0
12th December 2013, 09:02 PM

Tujh se Door Ho Kar Hum Jayenge Kaha,
Tere Jaisa Dost Hum Payenge Kaha,
Dil Ko Kaise Bhi Sambhal Lenge,
Par Aankho Ke Aansu Hum Chupayege Kaha.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
13th December 2013, 05:52 AM

Quote:
Originally Posted by tabaah View Post
Ru-Baruu Wo Hai Ibaadat Kar Raha Hu
Uske Chehray Ki Tilaawat Kar Raha Hu
Lo Kharido Ik Nazar Ke Moul Mujhko
Apni Qeemat Mein Riyaayat Kar Raha Hu
Li Hai Sabr-o-Zabt Ne Mujh Se Ijaazat
Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu
Chhin Gaya Mulk-e-Jawaani Bhi To Kya Gham ?
Ab Bhi Yaadon Per Hukoomat Kar Raha Hu
Koi Bhi Gham usko Loutaaya Nahi Hai
Yun Amaanat Mein Khayaanat Kar Raha Hu
Usne Tou Bas Ik Zara Si Baat Chehri
Mein Wazaahat Per Wazaahat Kar Raha Hu
Ishq Karke Aap Bhi Ban Jaaye Insaan
Sheikh Sahaab Ko Naseehat Kar Raha Hu
Aashiqui Tufaan-e-Girya Chahti Hai
Aur Mein Aahon Per Qana’at Kar Raha Hu
Aasmaan Jo Shaks Hai Sab Ki Nazar Mein
Usko Chhuu Lainay Ki Jurrat Kar Raha Hu
Mein Ne Dekha Hai Qateel us Ka Saraapa
Mein Kahaan Zikr-e-Qayamat Kar Raha Hu???
Bahut hi kamal ka likha tabah sahib aapne aur kya adaygi hai janab.
Jaise 2 parta gaya,dil daad deta gaya her sher per ......

Sanjay Sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
20th December 2013, 02:07 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Waah Waah.... Tabaah ji....
Kya qlaam hai. Kya khayaalaat pesh kiye hai.N
Har ek she'r itnee khubsurti se sajaa hai.............
Bas paR ke mazaa aa gayaa...............
Daaaaaaad...........................
~Adil

Aapka behad sukriya aadeil bhai jo apne is naachij ki peshkash ko pasand kiya.. yu hi sath dete rahe janab..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
20th December 2013, 02:08 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Bahut hi kamal ka likha tabah sahib aapne aur kya adaygi hai janab.
Jaise 2 parta gaya,dil daad deta gaya her sher per ......

Sanjay Sehgal

Kafi kushi huyi jankar sanjay ji apko humari peshkash pasand aayi.. yu hi sath dete rahe..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
21st December 2013, 11:25 AM

Ru-Baruu Wo Hai Ibaadat Kar Raha Hu
Uske Chehray Ki Tilaawat Kar Raha Hu
Lo Kharido Ik Nazar Ke Moul Mujhko
Apni Qeemat Mein Riyaayat Kar Raha Hu
Li Hai Sabr-o-Zabt Ne Mujh Se Ijaazat
Apne Mehmaanon Ko Rukhsat Kar Raha Hu
Chhin Gaya Mulk-e-Jawaani Bhi To Kya Gham ?
Ab Bhi Yaadon Per Hukoomat Kar Raha Hu
Koi Bhi Gham usko Loutaaya Nahi Hai
Yun Amaanat Mein Khayaanat Kar Raha Hu
Usne Tou Bas Ik Zara Si Baat Chehri
Mein Wazaahat Per Wazaahat Kar Raha Hu
Ishq Karke Aap Bhi Ban Jaaye Insaan
Sheikh Sahaab Ko Naseehat Kar Raha Hu
Aashiqui Tufaan-e-Girya Chahti Hai
Aur Mein Aahon Per Qana’at Kar Raha Hu
Aasmaan Jo Shaks Hai Sab Ki Nazar Mein
Usko Chhuu Lainay Ki Jurrat Kar Raha Hu
Mein Ne Dekha Hai Qateel us Ka Saraapa
Mein Kahaan Zikr-e-Qayamat Kar Raha Hu???



bahut hi umda aashar kahe aapne
dil ko chu gaye
yun hi mehfil ki roonak badate rahe
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
24th December 2013, 10:06 AM

Aapka behad sukriya shakir bhai is peshkash ko pasnd krne or housalafzayi k liye..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
27th December 2013, 10:45 AM

waah..waah..bahut khoob...very nice..



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
tabaah
Registered User
tabaah has a spectacular aura abouttabaah has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Nov 2013
Rep Power: 12
7th January 2014, 09:22 AM

Aapka bahut Shuriya arvind ji ................
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com