Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
woh chaand jaisi ladki
Old
  (#1)
sushiljain
Registered User
sushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud of
 
sushiljain's Avatar
 
Offline
Posts: 280
Join Date: Feb 2006
Location: hyd, india.
Rep Power: 31
woh chaand jaisi ladki - 21st October 2006, 04:31 PM


woh chaand jaisi ladki, woh sitaron jaisa aanchal,
woh phool jaisi komal, woh paanv jaise makhmal.

woh moti jaisi aakhen, woh hirni jaisi chaal,
woh chandi jaisa rang hai, woh sunehre hai baal.

woh bole toh bole sangeet hai, woh hanse toh hai saaz,
woh kaanton sa chubhta hai, woh phoolon sa andaaz,

woh gussa jaise bijli, woh julfein hai ghatayein
woh aansu jaise barkha, woh saasein hai hawayein.

woh bindiya jaise jugnu, woh chudiya woh kangan,
woh paayal karti chan chan, woh khushboo jaise chandan.

woh chandni si sheetal, woh chaand pe hai rehti,
woh udti hai gagan me, woh jharno si hai behti.

woh dil ki hai haan dhadkan, woh dil se mere kehti,
woh chaand jaisi ladki, woh chaand jaisi ladki.



gul ko zamane mein, gul-e-nayaab kehte hai,
kuchh likhne ke pehle aapko aadaab kehte hai.
  Send a message via Yahoo to sushiljain  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 22
21st October 2006, 08:42 PM

Beautiful...

Khushnaseeb hai woh ladki jiske liyain yeh likha hai aapne.



*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
moon
Guest
 
Posts: n/a
23rd October 2006, 10:20 PM

Quote:
Originally Posted by sushiljain View Post

woh chaand jaisi ladki, woh sitaron jaisa aanchal,
woh phool jaisi komal, woh paanv jaise makhmal.

woh moti jaisi aakhen, woh hirni jaisi chaal,
woh chandi jaisa rang hai, woh sunehre hai baal.

woh bole toh bole sangeet hai, woh hanse toh hai saaz,
woh kaanton sa chubhta hai, woh phoolon sa andaaz,

woh gussa jaise bijli, woh julfein hai ghatayein
woh aansu jaise barkha, woh saasein hai hawayein.

woh bindiya jaise jugnu, woh chudiya woh kangan,
woh paayal karti chan chan, woh khushboo jaise chandan.

woh chandni si sheetal, woh chaand pe hai rehti,
woh udti hai gagan me, woh jharno si hai behti.

woh dil ki hai haan dhadkan, woh dil se mere kehti,
woh chaand jaisi ladki, woh chaand jaisi ladki.



wah alfaz nahi hain aap ki tehreeer ki tareef ke liye buhut khub buhut zaberdast yuhi likhtey rahain
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sushiljain
Registered User
sushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud of
 
sushiljain's Avatar
 
Offline
Posts: 280
Join Date: Feb 2006
Location: hyd, india.
Rep Power: 31
24th October 2006, 03:47 PM

thanks a lot anupama and moon....


gul ko zamane mein, gul-e-nayaab kehte hai,
kuchh likhne ke pehle aapko aadaab kehte hai.
  Send a message via Yahoo to sushiljain  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
zindagi waqt jaisi hai amrit kaur Aapki Shayri 2 3rd March 2008 10:03 AM
Suraj Aur Hamari Kahani Ek Jaisi Junior_Ghalib Shayri-e-Sharaab 3 14th June 2006 03:55 PM
== Woh chaand jaisi ladki== karan_s21 Shayri-e-Ishq 0 23rd March 2006 12:04 PM
woh chaand jaisi ladki... sushiljain Shayri-e-Ishq 0 13th February 2006 06:47 PM
jassi jaisi koi nahi. nazu43 Humourous Shayri 11 23rd October 2004 06:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com