Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
woh samajhta nahi....
Old
  (#1)
Fanah....
Registered User
Fanah.... is on a distinguished road
 
Fanah....'s Avatar
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Jan 2003
Location: infinite...
Rep Power: 0
woh samajhta nahi.... - 19th April 2003, 08:41 PM

uoon hi to koi chahkar bewafai nahi karta
tumko dekhte hain to aisa kyon lagta hai

woh samajhta nahi yeh dard kya cheez hai
jo tumahari jaisi umr mein dil laga leta hai

mere dil ka tootna tere liye aaine jaisa tha
haal uska poocho dost jo dard yeh sahta hai

bus ashk bahata hoon main tera naam leke
tera hi to naam hai jo khoon bhi rula sakta hai

tum jub se mujhko chod kar tanha chale gaye
"Fanah" bhi teri yaad mein midta chala jata hai

---------------------------------------------
Doston ek aur nakaam koshish ki hai...
shayad aap logon ko pasand aaye....


Fanah.......
For her....
By her...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
20th April 2003, 03:25 AM

Koii bhi koshish naakaam nahiiN hoti, magar jo himmat haar deta hai wahii naakam hota hai.
waise is lehk ki baat kareN, to bahot hi khoob likha hai aapne :]

khaas-taur pe yeh sher mujhe behad pasand aaya:
"tum jub se mujhko chod kar tanha chale gaye
"Fanah" bhi teri yaad mein midta chala jata hai
"

ek baar ohr taareef karta huuN aapki koshish ki, magar saath meiN yeh guzaarish bhi hai ki aap himmat na haariye!

likhte rahiye,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rani
Registered User
Rani is on a distinguished road
 
Rani's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Apr 2003
Location: Canada
Rep Power: 22
20th April 2003, 06:28 AM

Salaam fanah

great poem

mere dil ka tootna tere liye aaine jaisa tha
haal uska poocho dost jo dard yeh sahta hai


tc ws
Rani


Log Kehtein hain mujhe aadat hai muskurane ki,
Par woh yeh nahi jaante ki yeh bhi ek adaa hai gam chupaane ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Fanah....
Registered User
Fanah.... is on a distinguished road
 
Fanah....'s Avatar
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Jan 2003
Location: infinite...
Rep Power: 0
20th April 2003, 12:39 PM

To Aman..

Aman aap ki hausla afzai ke liye shukriya...
aap ke comments bahot kum milte hain...pur aap jub bhi kuch
kehte ho woh 100% such hota hai...
Aman maine abhi himmat nahi hari hai Isiliye abhi tuk jee raha
hoon..kuchlogon ke liye warna is jahan mein hai hi kya...
aman yeh mut samajhyiga ki main negative thinking wala person
hoon...lekin dil ki chot Ache-Ache pathar dilon ko hila deti hai...
koshish jari rahegi...

To Rani..

Waleku-As-Salam Rani...

Rani thanks for u'r compliments..
aap ko bahotkum padha hai..
kya aap nayi hain...
thanks once again...
Keep in touch...


Fanah.......
For her....
By her...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rani
Registered User
Rani is on a distinguished road
 
Rani's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Apr 2003
Location: Canada
Rep Power: 22
20th April 2003, 06:41 PM

Salaam Fanah,


Jee Im new to the forum,par app likh rehe the ke iss duniya main hai kia?Fanah Allah nai hum ko bohut kuch diya hai...par insaan tho hur vaaqt aur mangtha hai...jo hai uss ka shukriyah adah nahen kartha.Par app honsla rakhen.
tc
Likhthe rahiye gha

w/s
Rani


Log Kehtein hain mujhe aadat hai muskurane ki,
Par woh yeh nahi jaante ki yeh bhi ek adaa hai gam chupaane ki.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kisi ke dard ko koi yaha kitna samajhta hai... naresh_mehra110 Shayri-e-Dard 18 13th September 2009 06:53 AM
jab pyaar nahi hai toh bhula kyun nahi dete-HUSSAIN BROTHERS farhana Ghazal Section 6 18th November 2005 11:53 PM
woh sagar hoon jiska kinara nahi,kisi ka bhi mujhko sahara nahi jasleen Shayri-e-Dard 18 4th February 2005 07:23 PM
Jisee Dushman Samajhta hoon talib Shayri-e-Mashahoor Shayar 6 23rd September 2003 01:31 PM
koyi kisi ko nahi samajhta yaaro is duniya mein,chod dete hai dil ka ghar jo rehte>> shayri12345 Shayri-e-Dard 3 15th December 2002 03:03 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com