Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 4.75 average. Display Modes
Tuta hua dil...
Old
  (#1)
jimmysaid
Registered User
jimmysaid will become famous soon enough
 
jimmysaid's Avatar
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Dec 2005
Location: India / Gujarat / Surat
Rep Power: 19
Tuta hua dil... - 14th December 2005, 11:32 AM

Tute hue paymaane main jaam nahi aata,
ishq ke mariz kaa aaram nahi aata,
ayedil todne waale, tune yeh to socha hota,
toota hua dil kisike kaam nahi aata.....





Jimmy.....


Yaad main teri Aahein bharta hai koi,
har saans ke saath yujhe yaad karta hai koi,
maut sacchai hai ek roz aani hai,
lekin teri Judaai main har Roz marta hai koi....
  Send a message via Yahoo to jimmysaid Send a message via AIM to jimmysaid  
Reply With Quote
Old
  (#2)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
14th December 2005, 11:58 AM

bahaut badhiya jimmy...likhte rehna..bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Tuta hua dil...
Old
  (#3)
ashiq awara,
copy shayar
ashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the rough
 
ashiq awara,'s Avatar
 
Offline
Posts: 445
Join Date: Sep 2005
Location: MUMBAI---- ( mai-khana )
Rep Power: 22
Re: Tuta hua dil... - 14th December 2005, 12:12 PM

Quote:
Originally posted by jimmysaid
Tute hue paymaane main jaam nahi aata,
ishq ke mariz kaa aaram nahi aata,
ayedil todne waale, tune yeh to socha hota,
toota hua dil kisike kaam nahi aata.....





Jimmy.....
hi jimmy,
bohat khoob aur bilkul sahi kaha aapne.
aapki is shayri ko mai ek aur andaz mein likh raha hoon
aapko kaisa laga zaroor batana.

@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@

pyaar ke payaam ko jaam nahi aata
har mohabbat ke mariz ko araam nahi aata
arey dil todne se pehle itna to socha hota zaalim,
ke toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.........

@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@~@

i am wating for ur reply jimmy bye tak care and keep postin.

I LOVE WALKING IN RAIN B.COZ NO BUDDY CAN SEE ME CRYING..........


Not Mine.


mai kabhi kuch nahi likhta bas
dusron ka likha post karta hoon
kyonki mai shayar nahi hoon
lekin mujhe shayri bohat pasand hai
  Send a message via Yahoo to ashiq awara,  
Reply With Quote
Old
  (#4)
jimmysaid
Registered User
jimmysaid will become famous soon enough
 
jimmysaid's Avatar
 
Offline
Posts: 109
Join Date: Dec 2005
Location: India / Gujarat / Surat
Rep Power: 19
14th December 2005, 12:18 PM

Hi dear friend ibrahim ji its a really nice and mujhse bhi accha hai yeh mujhe padh kar bahot hi accha laga aur accha laga ki aap ne mujhe is layak samjha ki meri khaami ko sudhaar kae baataye..thank you.. mujhe aap ki shayri bahut acchi lagi really.... u r nice....




Jimmy...
Ilike to allways see the moon bcz where ever my love seen from anywhere that.....


Yaad main teri Aahein bharta hai koi,
har saans ke saath yujhe yaad karta hai koi,
maut sacchai hai ek roz aani hai,
lekin teri Judaai main har Roz marta hai koi....
  Send a message via Yahoo to jimmysaid Send a message via AIM to jimmysaid  
Reply With Quote
Old
  (#5)
ashiq awara,
copy shayar
ashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the rough
 
ashiq awara,'s Avatar
 
Offline
Posts: 445
Join Date: Sep 2005
Location: MUMBAI---- ( mai-khana )
Rep Power: 22
14th December 2005, 12:37 PM

Quote:
Originally posted by jimmysaid
Hi dear friend ibrahim ji its a really nice and mujhse bhi accha hai yeh mujhe padh kar bahot hi accha laga aur accha laga ki aap ne mujhe is layak samjha ki meri khaami ko sudhaar kae baataye..thank you.. mujhe aap ki shayri bahut acchi lagi really.... u r nice....




Jimmy...
Ilike to allways see the moon bcz where ever my love seen from anywhere that.....
HI, JIMMY mere sher ko pasand karne ka bohat bohat shukriya,
aapke sher mein koi khaami nahi hai bas aapke sher ko padhne
ke baad hi mujhe yeh sher yaad aaya hai aur ye aher bhi mera
nahi hai ise maine ne bohat pehle suna tha jo aaj aapki shayri
se yaad aagya aur jimmy doston ke naam ke aage { JI } nahi
lagaate sirf aur sirf ibrahim ok bye tak care and keep posting.
aapke liye ek sher arz hai.....

na chahat hi sitaaron ki
na tamanna hai nazaron ki
sirf aap jais ek dost mil jaaye to,
kya zaroorat hai hazaaron ki.............

I LOVE WALKING IN RAIN B.COZ NO BUDDY CAN SEE ME CRYING .........


Not Mine.


mai kabhi kuch nahi likhta bas
dusron ka likha post karta hoon
kyonki mai shayar nahi hoon
lekin mujhe shayri bohat pasand hai
  Send a message via Yahoo to ashiq awara,  
Reply With Quote
Hai
Old
  (#6)
PUJA
Registered User
PUJA is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
Smile Hai - 4th June 2008, 04:10 PM

HAI JIMMY I WANT TO FREINDSHIP WITH U BECOZ U R WROTE VERY VERY LOVEABLE

MAIN BHI ISI RASTE SE NIKAL KAR GAYI HU SO I LIKE UR SHAYARI VERY MUCH



Quote:
Originally Posted by jimmysaid View Post
Tute hue paymaane main jaam nahi aata,
ishq ke mariz kaa aaram nahi aata,
ayedil todne waale, tune yeh to socha hota,
toota hua dil kisike kaam nahi aata.....





Jimmy.....
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Prince Jain
Registered User
Prince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the roughPrince Jain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 417
Join Date: May 2008
Location: Gamoo Kay Saath
Rep Power: 19
4th June 2008, 05:04 PM

Puja ji
Good Evening
Lagtha hai ki aapney pyar may chot kaei.hai, May ek baat kahu.
Tab tak pyar se pyar mat karana
Jab tak pyar aapse pyar na kare,
Agar pyar aapse pyar kare to use aise pyar karna ki
Pyar kisi aur se pyar na kare


"MAY AUR MERI TANHAIA "
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Knife
aawara
Knife is on a distinguished road
 
Knife's Avatar
 
Offline
Posts: 13
Join Date: May 2006
Location: India
Rep Power: 0
14th July 2008, 09:39 PM

Farhana G bahot khub likha hai aapney.. Keep writing thnx...


Chahat Ka Rang Tha Na Wafa Ki Lakeer Thi,
Kaatil Key Haath Mein To Hina Ki Lakeer Thi,
Khush Hoon Key Waqt-e-Qatl Mera Rang Surkh Tha,
Merey Labo Pey Harfey Duaa Ki Lakeer Thi.


  Send a message via Yahoo to Knife Send a message via MSN to Knife  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dil tuta vaishali Shayri-e-Dard 2 26th November 2008 01:05 PM
Tuta Tuta Ek Parinda.... silver3in Hindi/Urdu Lyrics 2 14th October 2005 10:01 PM
Tuta Dil prakashraj94 Shayri-e-Ishq 3 2nd December 2003 10:04 PM
Tuta Dil prakashraj94 Shayri-e-Ishq 2 2nd December 2003 07:46 PM
Tuta Dil arvindsony Shayri-e-Ishq 7 30th November 2003 08:31 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com