wow Pulkit
kahan se mila tumhe ye purana video sacch mein yaar bachpann wakayi taaza ho gaya.... school mein hum yahi poem music period mein gaate thae "HIND DESH KE NIWAASI..."
thanx
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Pulkit mere bhai... tumne waqayee mein bachpan ki yaadein tazaa kar di... i mean i literally felt as if mein apne puraane ghar mein.. Black & White TV parr iss movie ko dekh rahaa hoon..
Yaad hai ek aur clip doordarshan parr telecast hoti thee..."Tree of Unity"..LOL.. uskaa dance sequence mujhe aaj bhi yaad hai.. im sure u remember it...Take Care...GOD Bless you my Brother....
I exactly felt the same... Iske bol, woh kahaani, woh awaaz... sab dil me base hain bachpan se hi.... Glad that u liked it too...
DD pe ek aur aata thha Ekta par... Fishes ka.... Srsly man... these guys were sooo creative at tht time... They conveyed the messages in a manner it touched evryone....
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai