Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Closed Thread
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Best Signature Line 2 Winner
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Best Signature Line 2 Winner - 3rd August 2014, 08:31 PM

meHfil ke sabhee dostoN ke adaab arz hai !

jaisa keh app sab jaanty haiN hamary sabhi MODs ajjkal kuch zyada busy haiN apnee apnee zaati zindagee mai to aik baar phir se appko is elaan mai mujhy jehlna paRe ga

to chaliye aaty haiN asal mudde'y per to arz kuch yoN hai keh sab se pehly un sab dostoN ka teh dil se shuker guzaar hoN jinhoN ne Hissa liyaa or judge saHibaan ka jinhoN ne apne qeemtee waqt or apnee raaey se hamieN jeetny waaloN ka naam muntakhib kerny mai asaanee pesh aai .app sab ka bahut bahut shukriyaH

or dostoN app sab se iltejaa hai keh app bhi BEST SIGNATURE LINE 3 ka hissa banieN aur is meHfil ko mazeed ronak bakhsieN , shukriyah



Best Signature Line 2 ke jeetny waaly khushnaseeb haiN

sab se zyada number or numaaN position Hasil kerny waaly haiN moHteram janaab Zarraa SahB

dossri position or zyada numbers paany waaly 2 aHbaab haiN moHteram janab Hassan Sahb or moHteram Janab Abhi.Tamrakar SaHb

or teesrey number per aany waali haiN moHterna N@zneen SaHiba aur Madhu ji...


App paanchon ko dhair saari mubarak baad app Best Signature Line 2 ke Winners haiN , aur sath hi saath appko yeh bhi batata chaloN ke Best Signature Line 3 ke app 3 judge hoNgy .

zarra sahab...Hassan sahab aur Abhi sahab


aik baar phir se bahut bahut mubarak ho app sabhi ko

Last edited by sameer'shaad'; 5th August 2014 at 04:26 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
3rd August 2014, 09:07 PM

Zarraa sahab. .Abhi sahab. .Hassan sahab. Madhu ji Aur Nazneen saheba

Aap sab ko bohat bohat mubarak. ........

Judges ka bhi bohat bohat shukriyah. ..specially ufaq sahab ka..jinhone is kaam ko anjaam diya

Aur mujeeb sahab. ..special thanks to you too. ..for being so supportive. ..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 3rd August 2014 at 09:18 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
4th August 2014, 06:36 AM

thanx mujeeb jee......har mod kabhi na kabhi busy hota hai......kabhi aap apni jaati zindagi me busy the....to aaj koi aur.....baharhaal...bsl2 ke sabhi vijetao ko meri taraf se haardik shubhkaamnayein......
zarra jee.hassan jee.abhi jee.nazneen jee and madhu jee aap sab ko bahut bahut badhaai.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
shukriya
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Smile shukriya - 4th August 2014, 10:15 AM

Congratulations to all winners of bsl 2..
n thank u very much to all of u for being so supportive......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Old
  (#5)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 4th August 2014, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Ufaqji I want to know basis of grading my sher coz I think it was undergraded only 5 points! atleast u cud have given me 6, your grading seemed influenced by writer rather than a sher and you had the benefit of last grading, your grades were deciding one and I think it was calculated, you ranked the winners…I cud have ignored it coz I won anyways but it was not sitting well with me…no offence and don’t take it as an allegation I just want to clear my doubts.

To All the Moderators related to BSL

1. Pls try to hide writers name as you do in tpt.

2. All three judges points should be first submitted to mod and should not be revealed to anyone until process of grading is completed.

3. Pls wait for the appointed judges’ vote or decide the winner on present panel of judges.


THANK YOU.
i agree with Naaz...points seem to be influenced by the writer rather than the sher itself thats why i am taking break from competitions


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Old
  (#6)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
4th August 2014, 07:09 PM

Nazneen Jii.....Jo kuch aapne kahaa ....ye ilzaam hai ya sawaal hai...Jo bhi hai....mujhe koi farq nahi padta........aap apne grading Ka base jaanna chaahati hai.....to jawaab aapko diye deta hu.....lekin jawab dene se pahle....ek iltija hai aapse.......aap apne sher me kyaa kahana chaahati hai......meharbaani karke thoda tafseel me Bayan kare.......khuda aapko apni amaan me rakhe...
   
Old
  (#7)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 4th August 2014, 08:48 PM

naaz
meri vocabulary itni limited hai par mujhe tumhari sher samajh aa gayi. iss basis par mujhe bhi judge banne ka mauka milna chahiyen. what do you say?

ufaq sahab
sorry to say par aap ne khud ye doubt create kiya hai ki shayad aap ne grading bas as a task kiya hai. mere khayal se har member ka ye haq hai janna ki kis basis per usse wo grade mila hai. agar aap itne arrogantly reply karte hain to maloom padta hai ki aap upset hain ki koi aap se sawal kar raha hai. aap ko sach mein farq nahi padta ki aap ki grading ki wajah se koi apne capabilities par doubt karne lage? waise farq to aap ko meri inn baaton se bhi nahi padega

mods
i wholeheartedly support naaz's suggestions regarding bsl. agar kisi ko farq padta hai to kuch kare.


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
4th August 2014, 08:59 PM

Naazneen ,

Aapki baat padhkar mujhe aapke jazbaat nazar aa rahe hain... hota hai, kai baar aisaa hota hai, kai logon ke saath aisaa hota hai....

lekin jo tareeqaa aapne apni khunnas zaahir karne ke liye ikhtiyaaar kiyaa hai wo kaafi unprofessional lagaa mujhe .....

Jaisaa ke hamne BSL 1 ke waqt par hi bataa diyaa thaa ke har Judge independent hai apnii raay zaahir karne ke liye aur ye uski zyaati soch par depend hai ke use kon sa sher kitnaa pasand aayaa hai, aur use kitne points dene chahiye....

doosrii aur sabse zaruuri baat ye ke members ko unke faisle ka ehteraam (respect) karna chahiye, with due respect and in quite professional way...

BSL ke Sher ko points dene ka koii paimaana nahi hai just like MOM , like most post and thread counts, or number of word counts in a sher, warna shayad aap yahaan bhii sabse aage nikal jaatiin... lol

khair jaisa ke maine pahle bhi kaha tha ke har ek judge ka apna alag nazariyaa hai sheer ko pasand karne ka, koi technically paimana banata hai, koi sher ke meanings se aur koii mahaz us sher ke peeche chupe hue jazbaaat se..... and i dont think ke Ufaq saahab ne decision lene me koi galtii ki hai.... ho sakta hai main agar us waqt yaahan maojood hota aur is kaam ko anjaam detaa to shaayad aap ya koi aur mujhse aur bhii zyaada naraaaz ho jaate kyonki mera paimaana bhi kaafi had tak alag hotaa ...

lekin members ko ek baar fir se yaad dilaya ja raha hai ke please shaaleentaa se kaam lenn aur ek dusre ke liye respect banae rakkhen...

aur haan ye competition haar jeet ka nahii ek friendly atmosphere banane ke liye kiya gaya hai... isliye nahi jo yahaan dekhne ko mil rahaa hai...



Aapke teeno sawaalon ko lekar yahi kahnaa chahungaa ke

1) pahla to ye signature sher hai, kisii member ki pahchaan , aur pahchaan usi ki hoti hai jo saamne hota hai.... isiliye ise hide karne ka koii fayda nahii hai...
jo deserving post hoga wo beshaq jeet haasil karega..

2) and 3)

sabse pahle to aapko bataa doon ye activities mods based nahi member based hai, with full transparency.
hamara ye effort sirf isliye hai ke mods and members ke beech ka difference kam ho, warna agar aisi koi baat hotii to ham ye kadam uthaate hi nahi balki kuch constant members/ mods ya fixed judge ka panel bana lete.....

yahaan Har member ko haq hai ke wo is mukaam par pahoche apni kaabiliyat ke dam par... yahi hamari soch hai...

PS- Praneeta ji, every member is free to share his/ her thoughts but iskaa katai ye matlab nahi ke apni baat saabit karne ke liye kisii par ilzaam lagaaya jaae wo bii bebuniyaad....

Ek baat aur kahna chahungaa ke har wo post bina kisiii warning ke delete kar di jaaegiii jisse hatred/ violence/ racism/ unprofessional act ke hone ke aasar nazar aayenge....



Shukriyaa

Shaad....


Shaad...
   
Old
  (#9)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
4th August 2014, 09:15 PM

Aadaab moHterma Nazneen SaHiba !

meri app se nihayat muadebaana iltejaa hai keh barah e karam app is tereH baat mat kijiye jis se kisi ki izzat per Harf aaye , appka aaitraaz apni jaga mager or kisi ki izzat apni jaga , apka yeh andaaz e guftagoo nihayat hi na munasib lag raha hai . app beshak e'lm or adab ki paiker haiN aur humse zyada behter jaanti haiN keh kaisy paish aana chahiye . umeeed hai app meri baat ka buraa nahieN maanieNgi . Ghalib ka aik sher hai .

her aik baat pe kehty ho tum keh tu kiyaa hai
tum hi kaho keh yeh andaaz e gustagoo kiyaa hai


ab aaty haiN asal baat per keh appko aitraaz hai keh grading sahi nahieN huwi to yeh baat already mod forum per ki jaa rahi hai aur hamari poori koshish hai keh sabhi arkaan ke aitraazaat ko door kiyaa jaaey . aur rahi baat apko kam numbers ki to moHterma her kisi ko apne raaey dainy ka poora poora haq hai , unhaiN jo laga unhoN ne waisy number diya , lakin app ko unki qabliat per Harf uTaana yeh kuch behter nahi lag raha .ab agli dafa app judge hoNgee to appki merzi jisko jitna numbers se nawazieN .jab kisi ko judge mukarar kiya gaya hai to app per farq hai keh unki izzat karieN ager appko unke faisly per koi aitraaz hai to app mods se rabta karieN .


ab dekhiye mujhy signatures mai se sab se zyada passand aaya woh tha abhi jee ka lakin wohi sher talib saHb ko namukamal lag raha hai ab yeh dosh meri sooch ka hai ? ya phir likhny waaly ka ya ussy peRHny waaly ka ? moHterma her kisi ka apna hi zawiya hota hai dekhny ka , jaisy aik machis ki teeli diya bhi jalaati hai or kisi ka ghar bhi or kisi ke chulhy ki aag bhi

mera maqsad na to ufaq saHb ki janib daari ka hai or na hi app per aitraaz kerny ka hai , baat sirf itni hai keh guftago kerny mai lehjy or alfaaz ka ager saHeeH intekhaab ho to guftago kerny mai bhi maza aata hai or guftago peRhny ya sunany mai bhi .

meri koi baat buree lagee to mai pehly se ma'zrat chahoNga .

al aariZ

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Old
  (#10)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
4th August 2014, 09:33 PM

Naaz,

I agreed that your shair was better than mine.
Aur mera yeh man'na hai ke tum meri position per ho,

iss mudde ko yahiN khatam karo! Please



*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Old
  (#11)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 4th August 2014, 09:54 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Naazneen ,

Aapki baat padhkar mujhe aapke jazbaat nazar aa rahe hain... hota hai, kai baar aisaa hota hai, kai logon ke saath aisaa hota hai....

aap ek member ke feelings ka mazak bana rahe hain yaha aap ka respect kaha gaya?

lekin jo tareeqaa aapne apni khunnas zaahir karne ke liye ikhtiyaaar kiyaa hai wo kaafi unprofessional lagaa mujhe .....

seedhe muh baat karna kai logon ko unprofessional lagta hai...hota hai hota hai ye bhi hota hai kai logon ke saath

Jaisaa ke hamne BSL 1 ke waqt par hi bataa diyaa thaa ke har Judge independent hai apnii raay zaahir karne ke liye aur ye uski zyaati soch par depend hai ke use kon sa sher kitnaa pasand aayaa hai, aur use kitne points dene chahiye....

wahi to issue hai! jab kisi ko sher samajh nahi aaya jo unho ne khud kaha to independent raay bani kaise?

doosrii aur sabse zaruuri baat ye ke members ko unke faisle ka ehteraam (respect) karna chahiye, with due respect and in quite professional way...

mujhe ufaq sahab ke reply mein to koi respect mehsus nahi hui ye special rule sirf naaz ke liye hai kya?!

BSL ke Sher ko points dene ka koii paimaana nahi hai just like MOM , like most post and thread counts, or number of word counts in a sher, warna shayad aap yahaan bhii sabse aage nikal jaatiin... lol

respect to iss comment mein nazar nahi aayi. respect karoge toh hi milegi

khair jaisa ke maine pahle bhi kaha tha ke har ek judge ka apna alag nazariyaa hai sheer ko pasand karne ka, koi technically paimana banata hai, koi sher ke meanings se aur koii mahaz us sher ke peeche chupe hue jazbaaat se..... and i dont think ke Ufaq saahab ne decision lene me koi galtii ki hai.... ho sakta hai main agar us waqt yaahan maojood hota aur is kaam ko anjaam detaa to shaayad aap ya koi aur mujhse aur bhii zyaada naraaaz ho jaate kyonki mera paimaana bhi kaafi had tak alag hotaa ...

grading ka ye kya nazariyan hua ki sher samajh nahi aayi to 5/10

lekin members ko ek baar fir se yaad dilaya ja raha hai ke please shaaleentaa se kaam lenn aur ek dusre ke liye respect banae rakkhen...

again ye special rule humare liye

aur haan ye competition haar jeet ka nahii ek friendly atmosphere banane ke liye kiya gaya hai... isliye nahi jo yahaan dekhne ko mil rahaa hai...

friendly to yaha koi reply nahi hai


Aapke teeno sawaalon ko lekar yahi kahnaa chahungaa ke

1) pahla to ye signature sher hai, kisii member ki pahchaan , aur pahchaan usi ki hoti hai jo saamne hota hai.... isiliye ise hide karne ka koii fayda nahii hai...
jo deserving post hoga wo beshaq jeet haasil karega..

kisi ki pahchaan ko phir judge kyun karte ho!

2) and 3)

sabse pahle to aapko bataa doon ye activities mods based nahi member based hai, with full transparency.

isi transparency ko soch kar ye sawal kiya gaya tha par i feel it isnt welcome

hamara ye effort sirf isliye hai ke mods and members ke beech ka difference kam ho, warna agar aisi koi baat hotii to ham ye kadam uthaate hi nahi balki kuch constant members/ mods ya fixed judge ka panel bana lete.....

i feel that all these comments have created greater differences between mods and members

yahaan Har member ko haq hai ke wo is mukaam par pahoche apni kaabiliyat ke dam par... yahi hamari soch hai...

PS- Praneeta ji, every member is free to share his/ her thoughts but iskaa katai ye matlab nahi ke apni baat saabit karne ke liye kisii par ilzaam lagaaya jaae wo bii bebuniyaad....

aap ko jo ilzaam lag raha hai mere nazariyen mein wo sirf ek query hai. aur agar ye bebuniyad hai to answer dene mein kya problem hai? Ufaq sahab khud keh rahe hai unhe samajh nahi aayi sher so it is only right to ask how was the grade decided then!

Ek baat aur kahna chahungaa ke har wo post bina kisiii warning ke delete kar di jaaegiii jisse hatred/ violence/ racism/ unprofessional act ke hone ke aasar nazar aayenge....

based on this your reply should be deleted first. this is more of dictatorship shaad sahab. Ufaq sahab ke arrogance aap ko nazar nahi aayi par humara question karna aap ko unprofessional, disrespectful lagta hai


Shukriyaa

Shaad....
naaz aur mujhe sirf lecture dene se kya hota hai? tone toh Ufaq sahab ka bhi respectful nahi hai...and same goes for you


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak

Last edited by Praneeta; 4th August 2014 at 09:59 PM..
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Old
  (#12)
Fathomless
Ð Amorist
Fathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to behold
 
Fathomless's Avatar
 
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
4th August 2014, 10:54 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Shaad i fail to understand ur taunting, y do you behave lyk a dictator, just because u r a mod makes u no higher than any member u r just lyk a monitor in a class not a teacher and i dnt think my any post indicates violence, hatred, unprofessionalism or any such thing, even ur rply ws rude.

now thats what we call a Professional reply to biased group of ppl.

Seriously Mods, its so shameful to see your reactions, it was just a simple query nothing else....the way you guys are replying is not professional, sirf Urdu ke bhaari words use karna is not called tehzeeb or whatever.

There should be a simple TWO line's reply from Ufaq on what basis he has given gradings. If he has given it by his own choice then he would have simply write it here that it was his personal choice, thats it.....baat wahin khatm ho jaati.....but aap logon ko likhne ka bahot shauk hai


Save me from the safety of my SILENCE
   
Old
  (#13)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
4th August 2014, 10:58 PM

Naaz Jii.....jab Maine ye jawaab likhna shuru kiya to pahla sawaal khud se ye kiya ki main aapke itne pyaar bhare shabd sunne Ke baad...jawaab hi kyun De raha hu....phir kuch yaad Aa gayaa.....hamaari asli shakhsiyat hamaara wo behave nahi hota Jab chiize hamaare hisaab se ho rahii hai..hamaari asli shakhsiyat hamaara WO behave hota hai jab chiize hamaare khilaaf ho.....aap Jo behave kar rahii hai...WO aapki shakshiyat hai....Main Jo behave karnunga WO meri shakshiyat hogi
Kuch kahane se pahle ek baat saaf kar du....ki Maine aapse advance me apne sher ki explanation karne ko kahaa thaa taaki baad me aap apni daliil me kuch jod-ghataav na kar sake.....ab aapne iska Jo MATLAB nilkaala WO ...meri badqismati hai.....

To naaz Jii..........oola ki Jo aapne explaination Di.....WO..ekdam durust hai.....lekin saani me aap kahati hai...apne husn Ke aage badhte huye. Pyaar ko thukra diya....
Ye ..pyaar thukraane wali baat sher me to kahi bhi nahi ki aapne....aapne tanhaa safar ki baat zaroor kahi hai....lekin tanhaa hone ki aur bhi wajah ho sakti hai.....WO hi bewafaa nikla aur aapko chhodkar chala gayaa.....ya muqaddar Ka khel thaa .ki chahkar bhi aap dono na mil sake......lekin ye kahaa'n saaf ho raha hai ki pyaar thukra diya gayaa.....
Pyaar thukraane wali baat to aapke dil me hi rah gayi aapko jaankaari Ke liye gayaa du..is tarah Ke ashaar ko Almaniifil baatin ashaar kahati hai..jahaa shaair apni baat ko kah nahi paata....aur ye shaairi Ka bahut bada aib hai..

Aap apni dil ki baat zaahir nahi kare pa rahii hai...aur is waaah se is sher me dono misro me koi rabt qaayam nahi ho pa raha hai....ye DO-LAKHT Ka aib hai...

Ek aakhiri baat aur..ye aapne magroor nigaaho Ka gawaah aaine ko banaaya...ye to thiik hai.......lekin aaine ko gawaah banaakar haasil kyaa huya??? Saani me aapne insaaf ki koi talab dikhaai hai kahi ??? aap kahana kyaa chahti hai..???.is sher me aaine ko gawaah banaane Ka koi significance nahi hai.....aaine ko gawaah banana ...bharti Ka lafz nahi balqi bharti Ka jumla hai is sher me......ye aib-e -hashw hai..
Aap khud hi samajhdaar hai....naaz Jii...jis sher me 3 aib ho., jis sher Ke maani bhi na khul pa rahe ho...use 5 marks dekar Maine kyaa gunaah kiya....???

Ye to thii baat aapke sher ki.......baaqi aapne Jo kuch bhi iske alaawa mujh par zaati comments kiye to Bas yahi kahunga....mujhe pataa nahi thaa,...,aap itni mithii zabaan me'n bhi bolti hai.........chalta hu...khush rahiye
   
Old
  (#14)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
4th August 2014, 11:09 PM

Quote:
Originally Posted by Fathomless View Post
now thats what we call a Professional reply to biased group of ppl.

Seriously Mods, its so shameful to see your reactions, it was just a simple query nothing else....the way you guys are replying is not professional, sirf Urdu ke bhaari words use karna is not called tehzeeb or whatever.

There should be a simple TWO line's reply from Ufaq on what basis he has given gradings. If he has given it by his own choice then he would have simply write it here that it was his personal choice, thats it.....baat wahin khatm ho jaati.....but aap logon ko likhne ka bahot shauk hai
moHteram o mukaramii janab shaan saHb ,

tanqeed kerny ka shukriyah , urdu ke bhaari alfaaz ke istemaal se mai appko ya moHterma nazneen saHiba ya kisi bhi shakhs ko tehzeeb ya koi adab nahieeN sikhaa raha , bus itna guzarish ki hai keh jisko munsif (judge) muntakhib kiya hai app per unki izzat kerna adaban or ikhlaaqan farz hai , unki raaey se appko aitraaz bhi ho sakta hai per iska matlab yeh nahi keh app unke saath talkh kalaami karieN .

jaisa keh mai pehly bhi arz ker chuka hoN keh keh is app araakeen ke aitraaz or grading system per hum mods baat ker rahy haiN iska jald az jald ko behter Hal nikaal liya jaaey ga . ager app iska koi behter Hal bata sakty haiN kiyoN keh jitna SDC hamara hai us se kahieN zyada app logoN ka hai app hi se SDC ki ronak hai .

jee saHeeH fermaaya keh hamieN likhny ka shauq hai shuker hai appne kuch nahi likha

umeed hai is beHc ko mazeed baRhaany se app sabhi aHbaab ijtanaab karieNge .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Old
  (#15)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
4th August 2014, 11:10 PM

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Naaz Jii.....jab Maine ye jawaab likhna shuru kiya to pahla sawaal khud se ye kiya ki main aapke itne pyaar bhare shabd sunne Ke baad...jawaab hi kyun De raha hu....phir kuch yaad Aa gayaa.....hamaari asli shakhsiyat hamaara wo behave nahi hota Jab chiize hamaare hisaab se ho rahii hai..hamaari asli shakhsiyat hamaara WO behave hota hai jab chiize hamaare khilaaf ho.....aap Jo behave kar rahii hai...WO aapki shakshiyat hai....Main Jo behave karnunga WO meri shakshiyat hogi
Kuch kahane se pahle ek baat saaf kar du....ki Maine aapse advance me apne sher ki explanation karne ko kahaa thaa taaki baad me aap apni daliil me kuch jod-ghataav na kar sake.....ab aapne iska Jo MATLAB nilkaala WO ...meri badqismati hai.....
To naaz Jii..........oola ki Jo aapne explaination Di.....WO..ekdam durust hai.....lekin saani me aap kahati hai...apne husn Ke aage badhte huye. Pyaar ko thukra diya....
Ye ..pyaar thukraane wali baat sher me to kahi bhi nahi ki aapne....aapne tanhaa safar ki baat zaroor kahi hai....lekin tanhaa hone ki aur bhi wajah ho sakti hai.....WO hi bewafaa nikla aur aapko chhodkar chala gayaa.....ya muqaddar Ka khel thaa .ki chahkar bhi aap dono na mil sake......lekin ye kahaa'n saaf ho raha hai ki pyaar thukra diya gayaa.....
Pyaar thukraane wali baat to aapke dil me hi rah gayi aapko jaankaari Ke liye gayaa du..is tarah Ke ashaar ko Almaniifil baatin ashaar kahati hai..jahaa shaair apni baat ko kah nahi paata....aur ye shaairi Ka bahut bada aib hai..
Aap apni dil ki baat zaahir nahi kare pa rahii hai...aur is waaah se is sher me dono misro me koi rabt qaayam nahi ho pa raha hai....ye DO-LAKHT Ka aib hai...
Ek aakhiri baat aur..ye aapne magroor nigaaho Ka gawaah aaine ko banaaya...ye to thiik hai.......lekin aaine ko gawaah banaakar haasil kyaa huya??? Saani me aapne insaaf ki koi talab dikhaai hai kahi ??? aap kahana kyaa chahti hai..???.is sher me aaine ko gawaah banaane Ka koi significance nahi hai.....aaine ko gawaah banana ...bharti Ka lafz nahi balqi bharti Ka jumla hai is sher me......ye aib-e -hashw hai..
Aap khud hi samajhdaar hai....naaz Jii...jis sher me 3 aib ho., jis sher Ke maani bhi na khul pa rahe ho...use 5 marks dekar Maine kyaa gunaah kiya....???
Ye to thii baat aapke sher ki.......baaqi aapne Jo kuch bhi iske alaawa mujh par zaati comments kiye to Bas yahi kahunga....mujhe pataa nahi thaa,...,aap itni mithii zabaan me'n bhi bolti hai.........chalta hu...khush rahiye
Ufaq sahab
yahi reply aap pehle kar dete to shayad is thread ka rukh kuch aur hota





Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Old
  (#16)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
4th August 2014, 11:12 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
naaz
meri vocabulary itni limited hai par mujhe tumhari sher samajh aa gayi. iss basis par mujhe bhi judge banne ka mauka milna chahiyen. what do you say?

ufaq sahab
sorry to say par aap ne khud ye doubt create kiya hai ki shayad aap ne grading bas as a task kiya hai. mere khayal se har member ka ye haq hai janna ki kis basis per usse wo grade mila hai. agar aap itne arrogantly reply karte hain to maloom padta hai ki aap upset hain ki koi aap se sawal kar raha hai. aap ko sach mein farq nahi padta ki aap ki grading ki wajah se koi apne capabilities par doubt karne lage? waise farq to aap ko meri inn baaton se bhi nahi padega

mods
i wholeheartedly support naaz's suggestions regarding bsl. agar kisi ko farq padta hai to kuch kare.
Praneeta Jii.....

Aap mera isse piichhle wala comment pad legi to aapko pataa chal jaayega ki Maine kyun naaz Ji ko advance me sher ko tafseel se Bayaan karne Ke liye kahaa thaa...rahii baat arrogantly reply dene ki...to aapse guzaarish hai ( pataa nahi karni chaahiye ya nahi ) ek baar naaz Ji aur mere dono Ke comments pad le....kaun zaati comments kar raha hai..???
   
Old
  (#17)
Fathomless
Ð Amorist
Fathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to behold
 
Fathomless's Avatar
 
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
Post 4th August 2014, 11:17 PM

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Naaz Jii.....jab Maine ye jawaab likhna shuru kiya to pahla sawaal khud se ye kiya ki main aapke itne pyaar bhare shabd sunne Ke baad...jawaab hi kyun De raha hu....phir kuch yaad Aa gayaa.....hamaari asli shakhsiyat hamaara wo behave nahi hota Jab chiize hamaare hisaab se ho rahii hai..hamaari asli shakhsiyat hamaara WO behave hota hai jab chiize hamaare khilaaf ho.....aap Jo behave kar rahii hai...WO aapki shakshiyat hai....Main Jo behave karnunga WO meri shakshiyat hogi
Kuch kahane se pahle ek baat saaf kar du....ki Maine aapse advance me apne sher ki explanation karne ko kahaa thaa taaki baad me aap apni daliil me kuch jod-ghataav na kar sake.....ab aapne iska Jo MATLAB nilkaala WO ...meri badqismati hai.....

To naaz Jii..........oola ki Jo aapne explaination Di.....WO..ekdam durust hai.....lekin saani me aap kahati hai...apne husn Ke aage badhte huye. Pyaar ko thukra diya....
Ye ..pyaar thukraane wali baat sher me to kahi bhi nahi ki aapne....aapne tanhaa safar ki baat zaroor kahi hai....lekin tanhaa hone ki aur bhi wajah ho sakti hai.....WO hi bewafaa nikla aur aapko chhodkar chala gayaa.....ya muqaddar Ka khel thaa .ki chahkar bhi aap dono na mil sake......lekin ye kahaa'n saaf ho raha hai ki pyaar thukra diya gayaa.....
Pyaar thukraane wali baat to aapke dil me hi rah gayi aapko jaankaari Ke liye gayaa du..is tarah Ke ashaar ko Almaniifil baatin ashaar kahati hai..jahaa shaair apni baat ko kah nahi paata....aur ye shaairi Ka bahut bada aib hai..

Aap apni dil ki baat zaahir nahi kare pa rahii hai...aur is waaah se is sher me dono misro me koi rabt qaayam nahi ho pa raha hai....ye DO-LAKHT Ka aib hai...

Ek aakhiri baat aur..ye aapne magroor nigaaho Ka gawaah aaine ko banaaya...ye to thiik hai.......lekin aaine ko gawaah banaakar haasil kyaa huya??? Saani me aapne insaaf ki koi talab dikhaai hai kahi ??? aap kahana kyaa chahti hai..???.is sher me aaine ko gawaah banaane Ka koi significance nahi hai.....aaine ko gawaah banana ...bharti Ka lafz nahi balqi bharti Ka jumla hai is sher me......ye aib-e -hashw hai..
Aap khud hi samajhdaar hai....naaz Jii...jis sher me 3 aib ho., jis sher Ke maani bhi na khul pa rahe ho...use 5 marks dekar Maine kyaa gunaah kiya....???

Ye to thii baat aapke sher ki.......baaqi aapne Jo kuch bhi iske alaawa mujh par zaati comments kiye to Bas yahi kahunga....mujhe pataa nahi thaa,...,aap itni mithii zabaan me'n bhi bolti hai.........chalta hu...khush rahiye
Quoting Naaz's reply "no offence and don’t take it as an allegation I just want to clear my doubts"

Now...to all the Mods....isme kaunse words me kadwahat dikh rahi hai.

I am not taking anyone's side here.....just wanted to clear myself about your parameters of Sweet n Sour


Save me from the safety of my SILENCE
   
Old
  (#18)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
4th August 2014, 11:25 PM

Mujhe nahi pata k mere sher main kitne aib hai...i would be very pleased to hear/read that..par yahan itni technicalities par nazar rakh k grading hoti hain to fhir sdc ka catchline EMOTIONS THROUGH TECHNICAL EXPRESSIONS hona chhaiye





Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*

Last edited by ananthpak; 4th August 2014 at 11:30 PM..
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Old
  (#19)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 4th August 2014, 11:29 PM

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Praneeta Jii.....

Aap mera isse piichhle wala comment pad legi to aapko pataa chal jaayega ki Maine kyun naaz Ji ko advance me sher ko tafseel se Bayaan karne Ke liye kahaa thaa...rahii baat arrogantly reply dene ki...to aapse guzaarish hai ( pataa nahi karni chaahiye ya nahi ) ek baar naaz Ji aur mere dono Ke comments pad le....kaun zaati comments kar raha hai..???
ufaq sahab

jaise ki aap ne naaz ke sher mein aib nikaale ussi tarah aap ke first reply mein aib hai ki pata nahi chalta aap chahtein kya hai? itni replies ke baad aap ne kaha ki aap naaz se clarification chahten the so that aap uske sher ke short comings bata sake. aap ke first reply se mujhe aisa laga ki aap ko uska sher samjh hi nahi aaya to judgement kis basis par hui.

aap ke arrogant reply ne mujhe trigger kiya. rahi baat naaz ki toh she wasnt personal she was only questioning par shayad answering aap ko pasand nahi...ye mera zaati vichaar hai zaruri nahi aap is se itefaaq rakhte ho.



_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Old
  (#20)
Fathomless
Ð Amorist
Fathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to behold
 
Fathomless's Avatar
 
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
4th August 2014, 11:30 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
moHteram o mukaramii janab shaan saHb ,

tanqeed kerny ka shukriyah , urdu ke bhaari alfaaz ke istemaal se mai appko ya moHterma nazneen saHiba ya kisi bhi shakhs ko tehzeeb ya koi adab nahieeN sikhaa raha , bus itna guzarish ki hai keh jisko munsif (judge) muntakhib kiya hai app per unki izzat kerna adaban or ikhlaaqan farz hai , unki raaey se appko aitraaz bhi ho sakta hai per iska matlab yeh nahi keh app unke saath talkh kalaami karieN .

jaisa keh mai pehly bhi arz ker chuka hoN keh keh is app araakeen ke aitraaz or grading system per hum mods baat ker rahy haiN iska jald az jald ko behter Hal nikaal liya jaaey ga . ager app iska koi behter Hal bata sakty haiN kiyoN keh jitna SDC hamara hai us se kahieN zyada app logoN ka hai app hi se SDC ki ronak hai .

jee saHeeH fermaaya keh hamieN likhny ka shauq hai shuker hai appne kuch nahi likha

umeed hai is beHc ko mazeed baRhaany se app sabhi aHbaab ijtanaab karieNge .
bahot bahot shukriya aapki zarra nawazi ka...hum sab tahe dil se judge ko respect karte hain aur aage bhi karenge, par jis tareeke se sawal ka jawab diya gaya aur ye kaha gaya ki "aap bahot mitha bolti hain" toh janab Mujeeb sahab judge aur mods ko toh shaleenta ki misaal kayam karni chahiye na ki khud jawab mein tana Dein....ummeed hai is baat ka khayal rajya jayega aage se....SDC hum sabke liye pariwaar ki tarah hai....sabko ek doosre ko tehzeeb denii chahiye....aur agar kisi chote ne kuch pooch bhi liya toh bajaye itna lamba lecture dene ki aur us baat ko ek ilzaam samjhne ke usko shaaleenta se samjhana chahiye.

shukriya....





Save me from the safety of my SILENCE
   
Suggestion
Old
  (#21)
Fathomless
Ð Amorist
Fathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to behold
 
Fathomless's Avatar
 
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
Suggestion - 4th August 2014, 11:38 PM

A small suggestion from my side:

1) should be an open thread jahan sher ka post mortam kiya jaye...aur jo bhi kami hain sher me woh batai jayen

2) grading step by step di jaye.

3) grading aap contest khatm hone par bhi kar sakte hain

4) there should be a proper explanation for every sher, so that ppl get to know their mistakes and learn technical points.


Save me from the safety of my SILENCE
   
Old
  (#22)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
4th August 2014, 11:42 PM

app sabhi dostoN ka beHad shukriyah hum mods ya judges ki taraf se app mai se kisi ki bhi dil azaari huwi ho to uske liye mai app sab se muaafi chahta hoN , beHc ka kabhi koi nateeja nahieN hota kiyoN keh her koi apne app ki safai day raha hota hai , chalieN app aHbaab ki baat maan laity haiN keh hum mods or judges se ghalti huwi hai , hum aainda aisi ghaltiyoN se ijtenaab kerny ki bharpoor koshish karieNgy

thread closed
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Old
  (#23)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
5th August 2014, 12:23 AM

O my God..jara c baat pe kafi hungama ho gaya.....waise mujhe lagta hai main toofan k jane k baad aaya hu...,..kuch kahunga nahin..kyonki pehle hee kafi kaha ja chuka hai,..
Do shabd pyaar ke jarur kahunga,...kripya sabhi mods va members sdc kee garima banaye rakhein.... Kabhi kabhi misunderstanding ho jati hai...just take it easy....
Thanx



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Closed Thread

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com