Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#1)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
*Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 20th August 2006, 09:40 AM

Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Aarzue to bohat thi magar dil ko samjhaya hai
Jhoote dilase de de kar is dil ko behlaya hai
Akele mein us chand ne mujhe bohat jalaya hai
aaj use bhi tere husn k rang dikhau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Jab maine tumhe gulshan mein pehli bar dekha tha
Meri sukhi hui jeevan ki daal par ek phool khila tha
tabbhi se tumhe apna banane ka armaan jaga tha
aao meri baaho mein fir usi sapne mein kho jau main

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 20th August 2006, 03:18 PM

waaaaaaaah waaaaaaaaaaah

bahut badhiya diggaj ji aao ke kalaam to din b din jahan par chhate jaa rahe hai

keep it up
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#3)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 20th August 2006, 04:00 PM

dost

ek tadpte aashiq ke jajwato se bheega hua aapka kalam pada
mujhe bahut hi pasand aaya aapke kalam ko daad deta hoon
dil se daad kabool kigiye.

akele mein us chand ne mujhe bohat jalaya hai
aaj use bhi tere husn k rang dikhau main

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main

wah wah........

aapka dost

dilip
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#4)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: hi - 21st August 2006, 06:17 PM

shukriyah manu jee

Quote:
Originally posted by acharya_mj
waaaaaaaah waaaaaaaaaaah

bahut badhiya diggaj ji aao ke kalaam to din b din jahan par chhate jaa rahe hai

keep it up
manu

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#5)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 21st August 2006, 07:20 PM

DIGGAZ BHAI
kya baat keh dete ho tum.....bas mazza aa jata hai......
labon ki laali chura kar..tanhai ke kaagaz par..khawabon ki kalam se....jab tum mohabbat ke nagmein likhte ho to mehfil mein maujood har dil jhoom jhoom ke ga uth_ta hai...lagta hai jaise khiza ke kaabiz is gulshan mein yak-ba-yak koyal sureeli aawaz mein mohabbat ke nagmein gaane lagi hai...

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

aur is sher ne to bas...mat poocho kya gazab dhaya hai mere dil par....bahoot sundar...isi khubsurati se tum mohabbat ke geet is mehfil mein luta_te raho....dua hai.,..meri daad kubool karo
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2006, 08:28 PM

diggaj ji,bahut acha laga aapka yeh kalaam padhkar.gazab ki misaal di aapne is para mai,

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

likhte rahiye.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#7)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 6th October 2006, 05:30 PM

Shukriyah mere dost is nazm ko aapne itne pyaar se padha aur mera hosla badhaya

apna khayal rakhiyega

Quote:
Originally posted by dilip200
dost

ek tadpte aashiq ke jajwato se bheega hua aapka kalam pada
mujhe bahut hi pasand aaya aapke kalam ko daad deta hoon
dil se daad kabool kigiye.

akele mein us chand ne mujhe bohat jalaya hai
aaj use bhi tere husn k rang dikhau main

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main

wah wah........

aapka dost

dilip

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Re: Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#8)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 6th October 2006, 05:32 PM

Aapka pyaar hai manoj bhai jo mujhe likhne par majboor karta hai

Shukriyah

Quote:
Originally posted by manoj kureel
DIGGAZ BHAI
kya baat keh dete ho tum.....bas mazza aa jata hai......
labon ki laali chura kar..tanhai ke kaagaz par..khawabon ki kalam se....jab tum mohabbat ke nagmein likhte ho to mehfil mein maujood har dil jhoom jhoom ke ga uth_ta hai...lagta hai jaise khiza ke kaabiz is gulshan mein yak-ba-yak koyal sureeli aawaz mein mohabbat ke nagmein gaane lagi hai...

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

aur is sher ne to bas...mat poocho kya gazab dhaya hai mere dil par....bahoot sundar...isi khubsurati se tum mohabbat ke geet is mehfil mein luta_te raho....dua hai.,..meri daad kubool karo
-MANOJ

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
:)
Old
  (#9)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
:) - 6th October 2006, 05:34 PM

Hosla afzahi k liye shukriyah jaan jee

Quote:
Originally posted by akelijaan
diggaj ji,bahut acha laga aapka yeh kalaam padhkar.gazab ki misaal di aapne is para mai,

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

likhte rahiye.

Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha

Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 6th October 2006, 05:35 PM

diggaj bhai ko raj ka bhut bhut pyaar or namaskaar......ajj appko bhut dino baad parh raha hoon....appka har qalaam pichle qalaam se behtar hota hai or dil par or gehrai se dastak deta hai.....yeh qalaam bhee dil main uttar gaya.....umeed karta hoon app yu he likhte rahoge.....take care.......raj......

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
6th October 2006, 08:51 PM

diggaj ji kaise ho janab aap?

aapki peshks padhne me bada achha laga bade achhe se lafz k sath likha hai aapne

meri daad kubul kijiyega

aur uhi likhte rahiyega

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main*
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: *Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main* - 7th October 2006, 09:18 AM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Aarzue to bohat thi magar dil ko samjhaya hai
Jhoote dilase de de kar is dil ko behlaya hai
Akele mein us chand ne mujhe bohat jalaya hai
aaj use bhi tere husn k rang dikhau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Jab koi humsafar na ho to zindgi kaisi lagti hai
jaise sehra k musafir ki jaaN chhav ko tarasti hai
meri aankhe har simt kisi apne ki raah takti hai
tere zulfo ki chhav mein hi har pal beetau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Jab maine tumhe gulshan mein pehli bar dekha tha
Meri sukhi hui jeevan ki daal par ek phool khila tha
tabbhi se tumhe apna banane ka armaan jaga tha
aao meri baaho mein fir usi sapne mein kho jau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

Dil ki hasrato ke saaz aaj fir sajau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main
diggaj ji namaskar...!
kaise hai aap.....1

aaj aapka yeh kalaam padda, hai to kuch din purana, par meri nazar aaj hi padi es par, to padey bina raha nahi gaya..........!
bahut accha likhtey hai.n aap. har baat dil ko chu jati hai. pura kalaam hi behtar hai, par yeh ashiaar dil ko chu gaya...!

Aarzue to bohat thi magar dil ko samjhaya hai
Jhoote dilase de de kar is dil ko behlaya hai
Akele mein us chand ne mujhe bohat jalaya hai
aaj use bhi tere husn k rang dikhau main
Aaj tumhe wo chahat ka geet sunau main

yu hi likhtey rahiye.......!

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
saaz-e-dil* roshani Shayri-e-Dard 11 6th January 2006 03:53 PM
Saaz sudeep Shayri-e-Ishq 0 3rd September 2005 06:15 PM
saaz spandn Aapki Shayri 1 21st July 2003 11:39 PM
saaz GAZAL Shayri-e-Dard 0 7th May 2002 02:48 AM
Saaz chokari786 Shayri-e-Ishq 4 3rd January 2002 11:45 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com