|
|
|
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
aaina mujhko dikhane aaya. -
13th July 2015, 10:21 AM
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
Last edited by Madhu 14; 13th July 2015 at 10:28 AM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
13th July 2015, 10:27 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah ein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
Madhu Bala....aap to bahut acchi shayra hai ji...hame aapki yeh gazal bahut acchi lgi, sabhi sher bahut acche bane hai par yeh aik sher dil ke bahuttttttttt kareeb rha:
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
khush rho yu hi likhti rho
pyar aur duaoN ke saath
dii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
18th July 2015, 06:27 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Madhu Bala....aap to bahut acchi shayra hai ji...hame aapki yeh gazal bahut acchi lgi, sabhi sher bahut acche bane hai par yeh aik sher dil ke bahuttttttttt kareeb rha:
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
khush rho yu hi likhti rho
pyar aur duaoN ke saath
dii
|
shukriya di...jo ghazal pasand aayi aapko...bas aap sab ka sath milta rahe to ye khyaal yoon hee nagme ban ke pesh hote rahenge.....
aati rahiyega..
takecare
love n regards
aapki madhubala
|
|
|
|
|
masttt...
Offline
Posts: 2,152
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 41
|
3rd March 2016, 10:27 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Madhu Bala....aap to bahut acchi shayra hai ji...hame aapki yeh gazal bahut acchi lgi, sabhi sher bahut acche bane hai par yeh aik sher dil ke bahuttttttttt kareeb rha:
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
khush rho yu hi likhti rho
pyar aur duaoN ke saath
dii
|
bahut khoob madhu ji..
daad hazir hai qubuul kijiyega....
khaksaar,
mastt
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
vikramjethi@gmail.com
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
22nd March 2016, 01:35 PM
Quote:
Originally Posted by vikramjethi
bahut khoob madhu ji..
daad hazir hai qubuul kijiyega....
khaksaar,
mastt
|
Vikram ji...bahut khushi huyi aapki bazm me dekhkar...
Hausla afzai ka behad shukriya..
Ummeed hai aage bhi apka sath milega..
Aate rahein...
Madhu
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
13th July 2015, 10:30 AM
Madhu jee
Namaste
Dard ko ba khoobee se bayaan kartee aapki yeh peshkash pasand aayii... likhte rahiye aage bhee.. dil se daad
Aapka
Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
9th August 2015, 12:41 AM
Quote:
Originally Posted by Dhaval
Madhu jee
Namaste
Dard ko ba khoobee se bayaan kartee aapki yeh peshkash pasand aayii... likhte rahiye aage bhee.. dil se daad
Aapka
Dhaval
|
Bahut shukriya dhaval ji.....apki daad pakar khushi huyi.....
Padhte rahiyega....koshish jari rahegi....
Khush rahein..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 59
|
13th July 2015, 11:44 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
Kya baat hai Madhu jee bahut hi sundar rahi aapki yeh ghazal
likhti rahen
duaon ke saath
Aapka Apna Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email: rkm179@gmail.com
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
1st September 2015, 10:51 PM
Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT
Kya baat hai Madhu jee bahut hi sundar rahi aapki yeh ghazal
likhti rahen
duaon ke saath
|
shukriya rajinder ji.......
asha karti hoon aapka sath aage bhi milta rahega........
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
13th July 2015, 12:20 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
waah waahh madhu ji kyaa baat hai nihaaytee khoobsurat ghazal aapne bazm ko nazar kii ha is baar bhii ke iskaa lafz lafz apne dardon ko bakhubii bayaan kar rahaa hai...... jitnee bhii tareeff kii jaae kam hai is aafreen kalaam ki shaan me........ aatee rahiye, likhtii rahiye aur apne kalaam se bazm ko roshan kartii rahye........
shaad.....
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
21st September 2015, 01:03 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
waah waahh madhu ji kyaa baat hai nihaaytee khoobsurat ghazal aapne bazm ko nazar kii ha is baar bhii ke iskaa lafz lafz apne dardon ko bakhubii bayaan kar rahaa hai...... jitnee bhii tareeff kii jaae kam hai is aafreen kalaam ki shaan me........ aatee rahiye, likhtii rahiye aur apne kalaam se bazm ko roshan kartii rahye........
shaad.....
|
meri har koshish ko aapka sath milta hai ye khushnaseebi hai meri..aage bhi koshish karti rahoongi ki aap hazrat ko pasand aaye aisa kuch likh sakoon...
Bahut shukriya apki inayaton ka.....Aate rahiyega...
Salamat rahein...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 39
|
13th July 2015, 02:32 PM
Madhu tumhari tareef Mein lafz kam pad rahe hain aajkal.
Bhagwaan kare tum aise hi khoobsoorti se likhti raho aur Hum wah wah karte thak jaaein.
Kya kahun...
Maza as jata hai. Aur pata nahi kyun tumse mili nahi magar tumhare likhe Mein mujhe apna aks nazar aata hai.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
15th November 2015, 03:19 PM
Quote:
Originally Posted by masti
Madhu tumhari tareef Mein lafz kam pad rahe hain aajkal.
Bhagwaan kare tum aise hi khoobsoorti se likhti raho aur Hum wah wah karte thak jaaein.
Kya kahun...
Maza as jata hai. Aur pata nahi kyun tumse mili nahi magar tumhare likhe Mein mujhe apna aks nazar aata hai.
|
Aapke pyaar aur sath ka shukriya kya karun sarika bas dua hai ye sath bana rahe....ye baat sach hai aapka likha bhi hamesha mere dil tak pahunchta hai.....jab bhi bazm me aati ho mahak uthti hai mahfil...aati rahna...aur aise hee duaon me yaad rakhna....
Apki tawajjo ka behad shukriya...
Hamesha khush raho....
Madhu...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Super Mod
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 46
|
13th July 2015, 07:36 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
Behad aacha likha hai Madhu apne, har sher muqammal aur ehsaas dil par vaar karte hue nazar aaye.
Yunhi dil lubhaate rahiye aur bazm mein aachi achi ghazalein laate rahiYe
Qasid
___________________________________________
नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ
रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
15th November 2015, 03:24 PM
Quote:
Originally Posted by mast
Behad aacha likha hai Madhu apne, har sher muqammal aur ehsaas dil par vaar karte hue nazar aaye.
Yunhi dil lubhaate rahiye aur bazm mein aachi achi ghazalein laate rahiYe
|
Bahut shukriya mast ji ..
Yun hee sath dete rahiyega koshish karti rahoongi likhne ki......
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Humanity
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 43
|
14th July 2015, 07:29 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
Madhu ji Namskar,
Saada lafzon me khoobsurat ravaani ke saath sundar ehsaas piroye han aapne. Mujhe ehsaas mr saadgi bahut pasand hai aur aapki rachna me woh chhalak rahi hai.
Yeh do sher khaas bahut acche lage:
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya
Waah!
Meri dil se dheron daad, likhti rahiye, apna khayal rakhiye.
Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
1st December 2015, 04:34 PM
Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta
Madhu ji Namskar,
Saada lafzon me khoobsurat ravaani ke saath sundar ehsaas piroye han aapne. Mujhe ehsaas mr saadgi bahut pasand hai aur aapki rachna me woh chhalak rahi hai.
Yeh do sher khaas bahut acche lage:
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya
Waah!
Meri dil se dheron daad, likhti rahiye, apna khayal rakhiye.
|
Ji pulkit ji...main to bas hamesha dil me aaye khayalon ko alfaaz de deti hun...aap sab ko achcha lage yahi khwahish hoti hai....
Aage bhi koshish karti rahoongi..
Sath dete rahiyega...
Takecare..
Madhu.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 14
|
14th July 2015, 09:44 PM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmoN ko nibhane aaya.
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
Bohot khoob Madhu ji
Waaaaah.....aapki ye peshkash bhi khoob rahi
Daad kubul farmaiyega
Aapka apna
Bhushan
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
15th July 2015, 11:13 AM
Madhu Ji
Qaafiya / Radeef AchChhe Se Nibhaane Ki Koshish AchChhi Lagi
Khayaal Bhi Khoob Nikaale HaiN
Kaamiyaab Ghazal Huii ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
5th January 2016, 10:53 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Madhu Ji
Qaafiya / Radeef AchChhe Se Nibhaane Ki Koshish AchChhi Lagi
Khayaal Bhi Khoob Nikaale HaiN
Kaamiyaab Ghazal Huii ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
|
Namaskaar naresh ji...
Aap jaisi shakhshiyat se daad hasil hona..khushi ki baat hai...
Khayaalon aur ghazal ko tawajjo dene ka dil se shukriya....
Aate rahiyega..
Regards..
Madhu.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
22nd December 2015, 01:03 PM
Quote:
Originally Posted by bhushan
Bohot khoob Madhu ji
Waaaaah.....aapki ye peshkash bhi khoob rahi
Daad kubul farmaiyega
Aapka apna
Bhushan
|
Daad aur sath ka behad shukriya bhushan ji...
Aate rahiyega...
Take care
Madhu
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 451
Join Date: Feb 2013
Rep Power: 14
|
15th July 2015, 06:44 PM
Madhu ji bahaut khoob likha hai aapne...I am a fan of your writing...yeh lines kuch jyada hi pasand aayin...
baaNt na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
Aise hi likhti rahiye...khayal rakhiye.
Zindagi wahi jise khul ke Jiya jaaye, apne armaanon ko pankh lagaa udhne do...
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st September 2015, 01:13 PM
WAAAAAAAAH.......
Bohat khoob
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Sifar
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 42
|
7th October 2015, 09:09 AM
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya.
|
Ye hai sher .. apne aap maiN ek ghazal.. bohat hi aala darze ka matla pesh kiya hai.. dil khush ho gaya .. aisa sher padh ke .. meri mubarakbad aapko ..
Khyaal rakhiye aut likhte rahiye yun hi..
Aapka dost
Kunaal
KunaaL (Sifar).........
Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
21st October 2015, 09:22 AM
Quote:
Originally Posted by madhu 14
aaina mujhko dikhane aaya
har koii dil ko jalane aaya..
Kaam kuch dost naya kar jata
tu bhi rasmon ko nibhane aaya.
Baant na paya khushi jo meri
gam me vo pyaar jatane aaya.
Kah ke apna jo gale milta hai
teer vo dil pe chalane aaya.
Har kadam phool sajata tha jo
raah mein khaar bichhane aaya.
Dhadkane fir se huyi bekabu
kon ye mujhko satane aaya.
Kal madhu jo tere gam sahta tha
aaj vo shakhs rulane aaya.
|
khoob hain ashaar
behtareen peshkash ... Mubaaraqbaad !!!!!!!
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 51
|
22nd December 2015, 09:59 PM
कौन खरीदेगा अब हीरों के दाम में तुम्हारें आँसू,
वो जो दर्द का सौदागर था मोहब्बत छोड़ दी उसने.
Very nice madhu jeee....
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
22nd January 2016, 03:49 PM
Quote:
Originally Posted by aru
कौन खरीदेगा अब हीरों के दाम में तुम्हारें आँसू,
वो जो दर्द का सौदागर था मोहब्बत छोड़ दी उसने.
Very nice madhu jeee....
|
Bahut khoob sher kaha aru ji......
Shukriya pasand karne ka....
Takecare
Madhu.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Birha Tu Sultan
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
|
23rd December 2015, 04:09 AM
acchi Ghazal hi hui hai Madhu jee
mubarakbaad taleem kijiye
Allah kare zor-e-Qalam, aur ziyaada
rab raakha
maikash
.........................................
is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai
maikash
...............................
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
5th February 2016, 12:49 PM
Quote:
Originally Posted by maikasH
acchi Ghazal hi hui hai Madhu jee
mubarakbaad taleem kijiye
Allah kare zor-e-Qalam, aur ziyaada
rab raakha
maikash
|
aapki daad hasil huyi to ghazal zaroor achchi hee rahi hogi...
nawazish ka behad shukriya..
aate rahiyega...
takecare
madhu.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Shayar
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
|
23rd December 2015, 06:35 PM
Bohat achchi Ghazal Madhu ji.
Likhti rahiye
Khaksaar
Praveen
raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
23rd February 2016, 01:51 PM
Quote:
Originally Posted by prasaxena
Bohat achchi Ghazal Madhu ji.
Likhti rahiye
Khaksaar
Praveen
|
Dil se shukriya praveen ji......
Aapki daad pakar khushi huyi.....
Aate rahiyega.....
Regards
Madhu..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
|
6th February 2016, 07:47 AM
kya baat hai madhu dil ke aas paas hai har sher tumhe padhnaa sunanaa dono achhaa lagataa hai
sheesha bhale dikhaa ke jataa
khud se mujhe milaa ke jataa
khush raho
mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
3rd March 2016, 07:05 PM
Quote:
Originally Posted by masoomshayer
kya baat hai madhu dil ke aas paas hai har sher tumhe padhnaa sunanaa dono achhaa lagataa hai
sheesha bhale dikhaa ke jataa
khud se mujhe milaa ke jataa
khush raho
|
Khushi huyi..anil ji..
Bahut shukriya hausla afzai ka....
Aate rahiyega..
Madhu..
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
|
8th February 2016, 08:29 PM
Madhu ji
Bahut din baad shayri.com par aana hua.Bahut acha laga yeh rachna parh.Keep up the good work.Dua karungi kabhi koyi aapke liye khar na bichaye aur na rulaye.Sada kush rahein.
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
7th March 2016, 08:44 PM
Quote:
Originally Posted by sukanya
Madhu ji
Bahut din baad shayri.com par aana hua.Bahut acha laga yeh rachna parh.Keep up the good work.Dua karungi kabhi koyi aapke liye khar na bichaye aur na rulaye.Sada kush rahein.
|
Bahut shukriya sukanya ji....yun hee aati raha kijiye...
Aapki pyari si dua ke liye bhi dil se shukriya.....
Apna khayaal rakhiyega...
Madhu.
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 144
Join Date: Nov 2015
Location: Odisha
Rep Power: 10
|
23rd February 2016, 01:56 PM
Kya khoob likhi hain madhu ji.
Main to join karne se isko apne frnd circle share bhi kiya tha aur sab ne aap.ke taarif kiye the.
उन बीते लम्हों के याद ना दिलाया करो
दिल में सुलग रही आग को ना हवा दिया करो
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
13th March 2016, 04:07 PM
Quote:
Originally Posted by Phoenix
Kya khoob likhi hain madhu ji.
Main to join karne se isko apne frnd circle share bhi kiya tha aur sab ne aap.ke taarif kiye the.
|
Bahut shukriya ki aapne mujhe padha aur pasand kiya...
Jinse aapne mera kalaam share kiya aur unhe pasand aaya sabhi ko shukriya kahiyega..
Aate rahein...
अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Hybrid Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|