Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,.......
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,....... - 23rd June 2006, 06:22 PM

ek gilla ussay jiskay seenay main dil nahi........


tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,
girkay humnay jana humay sambhlna na aata thaa....

tere pyar kay sahary banaia thaa aashia maine,
mujhay koi aashiana banana na aata thaa......

maloom hota jo anjaam-e-mohabat to na kartay,
tunay sikhaia humko dil lagana na aata thaa.......

tu bata kaya kami rahi meri mohabat main,
kaya mujhay wada karkay bhulana na aata thaa.....

zamanay nay khub lagaia mere zakhmo pay namak,
mujhay zakham khakay chhupana na aata thaa.....

mere dard ka afsana ik mazak ban kay reh gaya,
haal-e-dil apna mujhay sunana na aata thaa......

is liye tanhai or andhray main jee raha hoon,
mujhay koi naya chiraag jalana na aata thaa.....

sapno kay saath bikhar gaya'veer' ka wajood bhee,
toofano say humay khud ko bachana na aata thaa.......


appkay jabaab ka muntzir.........appka raj.........


------------


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
red_ruchika
Registered User
red_ruchika will become famous soon enoughred_ruchika will become famous soon enough
 
red_ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 381
Join Date: Feb 2003
Location: apni dillii
Rep Power: 23
23rd June 2006, 10:22 PM

aisa lagta hai aapko padh kar ki kitna kuuch aap likhna chahte ho ...aur kaafi zyada gehra aur accha likhte ho aap,likhte rehiyega...


"sanam" chahe zindagi se bas itna
aik mutthi main kaid kar loon,
yeh aasman hai jitna!"
  Send a message via Yahoo to red_ruchika  
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
Mushkan
Registered User
Mushkan is on a distinguished road
 
Mushkan's Avatar
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
hi - 25th June 2006, 03:37 AM

hi veer

Excellent bahote khoob. lagta hia hamare dost ke andare bahote gahrai hia. jahase itne gahre share ate hai keep it up. and keep your pain away from you.

mushkan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
tabassumshakeel
Registered User
tabassumshakeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 126
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 18
27th June 2006, 12:35 PM

nice one again raaj


TITALI KE TAAQQUB ME KOI PHOOL SA BACHCHA
AISA HI KOI KHWAB HAMARA BHI KOI THA
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
27th June 2006, 03:32 PM

really nice!

but i think u sud replace yourself in shayri e dard for this. wat do you say?

anyways, keep climbing


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
ur right
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
ur right - 27th June 2006, 04:15 PM

app theek kehtay ho.....appko meri poetry achi lagi so thx again......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 30th June 2006, 03:35 PM

shukria ruchika ji jo appko yeh gazal achi laggi........raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 30th June 2006, 03:36 PM

muskaan ji app ko raj ki gazal achi lagi so raj tahay dil say appka shukar guzaar hai.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#9)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 30th June 2006, 03:37 PM

tabbsaum ji mere paas alfaaz nahi hai jo app mere reply pay i.....or meri gazal ko apni nazron say guzara app ka bhut bhut shukria............raj...........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
frnd 4ever
Old
  (#10)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
frnd 4ever - 2nd July 2006, 02:18 PM

hi raj,m sultana,,aap ne hamari shayri pasand ki thi,but u kw aapki shayri hmmmmm wooooooow...itna achha laikhte hain aap really impressive,,,ALLAH AAPKO AUR TARRAKKI DE,AAMIN,


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd July 2006, 03:41 PM

tu bata kaya kami rahi meri mohabat main,
kaya mujhay wada karkay bhulana na aata thaa.....

zamanay nay khub lagaia mere zakhmo pay namak,
mujhay zakham khakay chhupana na aata thaa.....

is liye tanhai or andhray main jee raha hoon,
mujhay koi naya chiraag jalana na aata thaa.....


Hello Raj

bahut khoob. yeh chand shayer to dil ko chu gaye.
yu likhtey raho, aur sab ki mubarakbaad sametey raho.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#12)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 6th July 2006, 11:00 AM

sunita ji app nay raj ko sacchi shayar bana diya.....maine to soacha thaa ki do chaar gustakhiya karounga or laut jaounga kiyoki meri shairy main dam to hai nahi ....lakin app nay raj ko shayar bana diya .......raj tahay dil say appka shukarguzaar hai.........raj..........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 14th July 2006, 11:19 AM

sultana ji app meri post par i or mere qalaam ko pasand kiya mere qalaam ki keemat barahi meri hosla afzai ki so raj tahe dil say appka shukarguzaar hai......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Hmmmmm
Old
  (#14)
hayanaaz
Registered User
hayanaaz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
Hmmmmm - 15th July 2006, 01:00 AM

Veer ji, Aap itna achha itna gehra likhte hain k dil ke taar jhanjhanaa jate hain aur dil sochne par majboor ho jata hai ......aapke kalaam main itna dard hota hai k main bht emotional ho jati hoon aur lagta hai kisi din aansoo bhi nikal aayenge.Sach....
Aap aise hi likhiye zaroor likhiye lekin please Be Happy.
Okay

Aapki Dost.....


rafat aman
  Send a message via Yahoo to hayanaaz  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Tulsika!~
Registered User
Tulsika!~ is on a distinguished road
 
Tulsika!~'s Avatar
 
Offline
Posts: 272
Join Date: Nov 2003
Location: USA
Rep Power: 21
16th July 2006, 12:59 PM

sabne to kafi tarife kar di hai...!!
par humari daad kubul kijiye...
really nice...
just feel like reading it over and over..!!

p.s. i had stopped comin to da site...and now i come here just to read ur shayris..very touchy..!!


   
Reply With Quote
hi raj ji
Old
  (#16)
kirti dil say
Registered User
kirti dil say is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 74
Join Date: Jul 2006
Location: delhi
Rep Power: 18
hi raj ji - 17th July 2006, 08:34 AM

waah..........................................
maloom hota jo anjaam-e-mohabat to na kartay,
tunay sikhaia humko dil lagana na aata thaa.......

tu bata kaya kami rahi meri mohabat main,
kaya mujhay wada karkay bhulana na aata thaa.....

zamanay nay khub lagaia mere zakhmo pay namak,
mujhay zakham khakay chhupana na aata thaa.....

mere dard ka afsana ik mazak ban kay reh gaya,
haal-e-dil apna mujhay sunana na aata thaa......

is liye tanhai or andhray main jee raha hoon,
mujhay koi naya chiraag jalana na aata thaa.....

sapno kay saath bikhar gaya'veer' ka wajood bhee,
toofano say humay khud ko bachana na aata thaa.......




raj ji app to hame samjate the ki dard mai naa doobo aur app khud hi..................
pata nahi kya baat hoti hai app ki shayri mai ki dil mai teeron ki tarah uttarti jati hai .hamare dard-e-dil ko ek sakoon saa mil jata hai kyunki hame kahan aisi shayri atti hai .jo dil mai mehsoos hum karte hai app usko shabdo ka libaas pehna kar kalam sai uttar dete hai.aisi khoobi hum mai kahan hai issi liye to app ki hi nazmo sai hum apne dil ko karaar dete hai .mai pehli baar iss site par to aise hi shayri padne ke liye aai thi par jabh app ko pehli baar padda to majbooran hamko bhi iss par logon karna pada app ko saraahne ke liye.par jaise jaise hum app ko padte hai aisa lagta hai jaise mujhe shabdo ki kami ho .kyunki shabd hi nahi milte jiss sai app ke dil ki jubaan ko saraaha jaa sake iss liye darte hai ki kahi koi gustakhi na ho jaye kyunki agar sagar ki tareef mai sirf ye bol do ki isme kitna pani hai to uski gehraiyon ki aur gahraiyon mai shipe anmol ratno ki to toheen hi ho jati hai na .issi ummed sai rozz aa jati hoon ki shayed app ne kisi aur dard ko sheeshe mai uttara ho.


aise hi likhte rahiyega
app ki agli tasveer ke intzaar mai app ki dost


kirti
   
Reply With Quote
shukria
Old
  (#17)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
shukria - 19th July 2006, 01:31 PM

kirti ji app nay to bhut lamba chaura likh diya meri tareef main magar main shayad itni tareef ka haqdaar nahi hoon bass dil ke dard ko lafzon main byaa karne ki koshish karta hoon......phir bhee appko meri gazal pasand i main tahe dil say appka shukar guzaar hoon.......raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#18)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 5th August 2006, 01:18 PM

tulsika ji app meri gazlon ko aksar parhti ho....or meri post par bhee zaroor aati ho.....appka tahe dil se shukria......umeed karta hoon aage bhee app yu he meri hosla afzai karti rahogi......raj.....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,.......
Old
  (#19)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,....... - 6th August 2006, 04:39 PM

veer ji aaj aapki post par ye gazar read ki
bahot achhi lagi
aapko itne pyare dard-bhare shabd aur khayal kaha se ate hai
bahot achha likhte hai aap
aapki dost
pooja
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#20)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 9th August 2006, 01:03 PM

veer ji aaj aapki post par ye gazar read ki
bahot achhi lagi
aapko itne pyare dard-bhare shabd aur khayal kaha se ate hai
bahot achha likhte hai aap
aapki dost
pooja


pooja app ko meri gazal pasand i main tahe dil se appka shukar guzaar hoon....umeed karta hoon app yu he mujhe hamesha parti rahogi.....main koshish karounga ki or acha likhu........raj.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#21)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 17th August 2006, 10:39 AM

really nice!

but i think u sud replace yourself in shayri e dard for this. wat do you say?

anyways, keep climbing


------------
taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM

sanam app pehle to mujhe maaf kar de bhut der baad appke reply ka jawaab de raha hoon.....appko meri gazal pasand i main appka shukria aada karta hoon umeed karta hoon yu app mujhe parti rahogi......raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tere pyar nay rulaia humay rona na aata thaa,.......... rajveeer Shayri-e-Dard 2 9th October 2014 08:56 PM
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya kasim Ghazal Section 4 14th December 2007 01:38 AM
humay pyar say apna bana gaya koi.......(gazal) rajveeer Shayri-e-Ishq 2 29th July 2006 11:00 AM
humay pyar say apna bana gaya koi.......(gazal) rajveeer Shayri-e-Dard 2 20th July 2006 03:29 PM
Tere Anjaam pe rona aaya MohsinAli Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 21st December 2005 08:08 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com