Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai
Old
  (#1)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai - 7th June 2004, 12:33 PM

mohabbat ke baadal barasne lage hai
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai

yeh kis ne apna keh kar mujhe chu liya
mere raat aur din mehakne lage hai

wo masoom soorat basi hi dil mein jab se
nigahon mein jugnoo chamakne kage hai

ek khumar sa rehta hai har dam dil par
kadam zindagi ke behakne lage hai

kisi ki salamati ki khatir "kureel"
dua ko mere haath uthne lage hai

-Manoj Kureel


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hello
Old
  (#2)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
hello - 7th June 2004, 04:09 PM

hello manoj ji
apne kitni khoobsoorti se apni baat kisi ki chahat ke liye bayan ker di!!!!!!!!!shayad apki chhahat ka ye pehla aagaz hai,,jaroor us tak pahuchega ye paigam!!!!!
bauht pyari,,rachna
swati


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Re: wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai - 7th June 2004, 05:28 PM

Quote:
Originally posted by manoj kureel
mohabbat ke baadal barasne lage hai
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai

yeh kis ne apna keh kar mujhe chu liya
mere raat aur din mehakne lage hai

wo masoom soorat basi hi dil mein jab se
nigahon mein jugnoo chamakne kage hai

ek khumar sa rehta hai har dam dil par
kadam zindagi ke behakne lage hai

kisi ki salamati ki khatir "kureel"
dua ko mere haath uthne lage hai

-Manoj Kureel
Dear Manoj Jee, really very nice...haan, chahat se bhari bhi hai. Khub likhhte hai aap(I did told you so many times), hai na? Really so beutiful. Khamosh hai hum dono magar karne lagi baate nazar*tumne kuch aise dekha idhar Phir keya hua nahin mujhko khabar baas hosh mere ho gaaye goom kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum*sine mein dil.......Aankhon mein tum ho film name. Ek aur: Ab tere dil mein hum aa gaaye, Tou*tere dil mein rahenge, Tou*tujhe aapna kahenge, Jhutha*Kasam ki Kasam hum tere hai hum baat meri maan Jhuthe nahin hum, Arzoo film ki gana. Waise mujhe bohot achha lagta hai yeh gana. Gana aaj theek se likh nahin paarahi houn...you see kafhi arsa se reply jo theek se nahin kar paayi houn, shayad iss liye? (gana tou aur bhi yaad aa gaayi hai lekin aaj jiyada nahin, ok? Just kidding. Ek gana aur jo kuch youn hai...Na jaane keya hua jo tune chhooliya*khila gulab ki tarha mera badan*nikhar nikhar gaayi sawar sawar gaayi, bana ke aaiina tujhe aye Jaan-e-Mann, na jaane keya hua jo tune chhooliya.......Lata Jee. Dilse daad kubool kijiyega aur sath sath ek dost hone ke naate kuch phool bhi...aap ab baas youn hi likhte rahiyega, ok? Khush rahiye yeh Duwa hai aur hamesha rahegi. Take care. God bless you.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
misnomer
Registered User
misnomer is on a distinguished road
 
misnomer's Avatar
 
Offline
Posts: 181
Join Date: Aug 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
7th June 2004, 05:52 PM

manoj ji,
bohot hee umda likha hai aapne!samajh mein nahin aaraha ki kin pankhtiyon ki tareef karun !poori rachna hee qabil-e-tareef hai!yunhi likhte rahiyega


akelee hoon main.....koi sathi hai tho mera saaya!:(

heena
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
pappu
Registered User
pappu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 638
Join Date: Sep 2003
Location: texas
Rep Power: 21
7th June 2004, 08:45 PM

Dear manojbhai,

bahoot khoobsurat....aap ne bahoot time ke baad ishq pe...likha hai......keep it up.....legend manoj bhai.
pappu.
   
Reply With Quote
Manoj Ji
Old
  (#6)
Kavita
Log kehtai hain:'Kavita'
Kavita is on a distinguished road
 
Kavita's Avatar
 
Offline
Posts: 265
Join Date: Dec 2001
Location: Canada
Rep Power: 23
Manoj Ji - 8th June 2004, 05:16 AM

Manoj Ji,
Namastai.kaisai hain?Aasha hai achhai hongai.Aapnai bohot achha likha hai.Thoda hatt kai from your style but very nice.Aasha hai yun hi likhtai rahengai.
Khayal rakhain,
Kavita


"Kavita"...bas ek kavita.
Toota hua dil aur hoton pai hassi.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Pyaar wo nahi tha jo kisi nai kiya
Pyaar woh hai jo koi nibha raha hai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Maana ki woh log badnaseeb hotai hai
Jinhai pyaar milta to hai
par woh usai paichaan nahi paatai
par woh log aur bhi badnaseeb hotai hai jinhai pyaar milta hai,woh usai paichaaan bhi jaatai hai par paa nahi saktai.

^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^^
Its better to have loved and lost
then to have ever loved before
so what if the heart breaks
at least you will know LOVE.
  Send a message via Yahoo to Kavita  
Reply With Quote
Old
  (#7)
majrooh
Registered User
majrooh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Mar 2004
Location: U S of A
Rep Power: 0
8th June 2004, 10:48 AM

mohabbat ke baadal barasne lage hai
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai

yeh kis ne apna keh kar mujhe chu liya
mere raat aur din mehakne lage hai

wo masoom soorat basi hi dil mein jab se
nigahon mein jugnoo chamakne kage hai

ek khumar sa rehta hai har dam dil par
kadam zindagi ke behakne lage hai

kisi ki salamati ki khatir "kureel"
dua ko mere haath uthne lage hai

Manoj Bhai,

Dil se nikali Waah kabool farmayein. Kuch tilismayi ehsaas mehsoos kara diye apne. Padh kar sukoon mila ki apka yeh bhi ek andaaz hai, bahut khuub...

nacheez


majrooh

zindagii aise jiyo tum dushmano.n ko rashk ho
maut ho aisii ke duniyaa der tak maatam kare
--Nawaz Deobandi
   
Reply With Quote
Re: hello
Old
  (#8)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: hello - 9th June 2004, 12:01 PM

swati ji
dil ki gehraiyon se aapka shukriya aap ne mujhe samjha ,padha aur mere jazbaaton ki kadar ki....ji,, aap ne sahi kaha,,,chahat ka pehla aagaz hai yeh....aap ki hauslaaafzai ka dil ki gehraiyon sede shukriya....apna khayal rakhiye aur sada khush rahiye....
-manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai
Old
  (#9)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai - 9th June 2004, 12:03 PM

shimul ji
itne dinon baad aap ko yahan dekh kar bahoot acha laga.....umeed karta hoon aap khairiyat se hongi.....aap ne to sach bahoot jayada hi tareef kar di hamari..aur nagmon ke gulon se waar diya hamein...dil ki gehraiyon se aapka shukriya.///take care
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
9th June 2004, 12:04 PM

heena ji
aapko bahoot arse baad dekha ,,,behad acha laga....dil ki gehraiyon se aap ka shukriya...apna khayal rakhiyega
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
$hivani
Registered User
$hivani is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 125
Join Date: Jan 2004
Location: baroda
Rep Power: 21
Smile hi - 9th June 2004, 12:21 PM

hello manoj ji....i just dont have the words to express my opinion about such a nice and beautiful poem of urs...ur compositions r always very nice and heart warming....this one is also very beautiful....bye 4 now....take care!


koshish ko hamari please nakarna mat.........gar pasand aaye to likhna zaroor ek khat....
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Musafeer
Mahamism
Musafeer is on a distinguished road
 
Musafeer's Avatar
 
Offline
Posts: 59
Join Date: Jan 2004
Location: thikana nahi humara, zindagi ek safar ban kar rehgahi, our um ek musafeer ...
Rep Power: 21
9th June 2004, 12:55 PM

Brother that is another ourstanding poem that you have written, I am very impressed by your thoughts and poems. Look forward to reading your next poem.

Eik Musafeer


MmAeHrAiM
R + M
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd September 2014, 12:45 PM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
mohabbat ke baadal barasne lage hai
wo dil ban ke dil mein dhadakne lage hai

yeh kis ne apna keh kar mujhe chu liya
mere raat aur din mehakne lage hai

wo masoom soorat basi hi dil mein jab se
nigahon mein jugnoo chamakne kage hai

ek khumar sa rehta hai har dam dil par
kadam zindagi ke behakne lage hai

kisi ki salamati ki khatir "kureel"
dua ko mere haath uthne lage hai

-Manoj Kureel


Manoj ji...........kya baat hai, bahut khoobsurat romantic gazal


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi, kishor Anjuman-e-Shayri 2 8th June 2010 02:58 AM
Yu dhdakta hai dil to dhadakne de raj_ys Shayri-e-Ishq 8 8th October 2008 12:33 PM
jab kabhi lage ki tum bheed mein akeli ho... akant Shayri-e-Ishq 4 21st July 2006 06:08 PM
Dil dhadakne ka sabab.... naina_cooleyes Ghazal Section 4 3rd April 2005 12:52 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com