Quote:
Originally posted by arman_nimi
Ek ajnabi sei mujhe itna pyar kyo hai ,
Inkaar karne paar bhi chahat ka ikraar kyo hai,
usse pana nahi meri taqdir mei shayad,
Paar phir bhi haar morh pei ussi ka intezaar kyo hai.
Na Jaane kaab unse mulaqat hogi
Na jane phir kaab unse baat hogi,
Unki yaad mei toh saab kuch bhulaye baithe hai,
Na jane phir kaab meri jaan mere saath hogi...
|
Unhone chat karne ka wada kiya
hum bhi unhe inkaar na kaar sake.......
shayad kuch toh hai unke liye mere dil mei.....
magar phir bhi hum unse izhaar na kaar sake
Arman baas nirmita ke intezaar mei hai.....jane kaab woh laut ayegi........