Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Nahi Aati Ya Illahi Teri Aawaaz Hai...!!
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Exclamation Nahi Aati Ya Illahi Teri Aawaaz Hai...!! - 2nd September 2014, 02:48 PM

Adaab hazireen-e-meHfil-e-dard,
Wese to aaj kal hur jagaH yeHi soorat-e-haal hai,
lekin khaas aaj kal mere mulk ke halaat kuch aise hue haiN,
inhi halaat ko mad-de-nazar rakhte pesh-e-khidmat hai aik dard 'koshish':-



munsif-e-daur-e-haazir be-imteyaaz hai
nahi aati Ya Illahi Teri aawaaz hai

be-imteyaaz : indiscriminating

charcha nahi karta zulmat-e-shab ka
aaj ka insaan huaa be-awaaz hai


zulmat-e-shab : obscurity of night
be-aawaaz : voiceless


ik be-aabru sa sakhs dehleez pe
muntazir-e-banda-nawaaz hai


banda-nawaz : one who looks after poor

khandaH peyshaani hui nadarad
maizbaanoN ka aaj yeH andaaz hai

khandaH peyshaani : jovial
nadarad : unable to find, missing


kahaN dekhti hai dar-o-deewar!
barsaat haadisoN se be-niyaaz hai


haadisoN : incidents
be-niyaaz : unconcern


bhokaa soye, jiye ya phir marey!
hamsaaya, hamsaaye se naraaz hai

khoon peena hai shaamil-e-fitrat!
muflisoN ka jo chaara-saaz hai


chaara-saaz : doctor

zindagi mujhe raas nahi shayed!
bohat oonchhi meri parwaaz hai

mann ke taar haiN zang aalood
imroz! raag-e-ishQ be-saaz hai


zang aalood : fret
imroz : today
raag-e-ishq : melody of love


abr aalood hai dil ka mausam!
'parStaar' ki tabiyat na-saaz hai...


abr aalood : cloudy


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
2nd September 2014, 03:13 PM

waaaaahhh!!!
Hassanbhai,
behad dard hai iis kaavish meN, aur yakin maaniye, har mulk ka ye hi haal rahaa hai aaj kal...

duaaGo



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd September 2014, 09:06 PM

Aadaab o tasleemaat !

Hassan Bhai , jo mulk ke Haalaat ki tasweer appne khenchi or idher bayaan kee hai yaqeen kijiye qabil e daad hai , dil waqqi khoon ke aansoo roota hai

hairaan hoN maiN apne app per apni qaum per ... haey rey jamhooriat nigal jaa ghareeb ko bus tum mai sirf itna hi taqat hai kiyoN keh ameeroN ne hi tujhy paida kiya hai ... aur kya kahoN is jamhoriat ko ?

dhairoN daad qabool fermaaieN , teh dil se shukriyah . Allah kary appki awaz her soey huwe fard tak pahunchy .

i ll add reps later ...

Last edited by Mujeeb; 2nd September 2014 at 09:09 PM..
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
3rd September 2014, 03:48 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaahhh!!!
Hassanbhai,
behad dard hai iis kaavish meN, aur yakin maaniye, har mulk ka ye hi haal rahaa hai aaj kal...

duaaGo
Adil bhai,

Mashkoor-o-manoon hooN itni mohabbatooN se nawaazne ke liye!

Milte rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
3rd September 2014, 08:55 AM

Speechless. ............................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
3rd September 2014, 10:46 AM

HSN bhai.....aapne jo bayaan kiya hai, kya kahu uske liye....dard par wahh wahhh nahi keh sakti....par ham Bhagwaan se yehi dua karte hai ki har taraf sukh-shaanti rhe.
har koi khushi ke, pyar ke tarane likhe na ki aise dard bhare.

duaoN ke saath
aapki baaji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
3rd September 2014, 11:02 AM

bahut hee badiya shayri hassan jee.....ek baar fir aapne prove kiya that u r the best....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
3rd September 2014, 01:39 PM

Waah waaah waaah waah

Behad hi pur asar pur dard pur soz ghazal kahi hai Hassan bhai !!! Aap ke alfaaz cheekh cheekh kar benawaaon ki sadah ban kar uthe hain !! Shayari ka ek bahaut bada maqasad bhi haasil kiya hai aap ne ... ki wo apne daur ki aawaaz bane.

Waise, badkismati se duniya mein kayee jagah aise hi haalaat hain. Aap ne ek universal anguish ko touch kiya hai.

Is andaaz se Faiz sahab ki yaad aa rahi hai ... un ke qalaam jo dil dimaagh rooh zameer .... in sab ko jhanjhorh dete the ....

un ka ek sher yaad aata hai, jis se shaayad kuchh hausla mil sake ....

halqa kiye baithe raho ik shamma ko yaaroN
kuchh roshni baakee to hai harchand ke kam hai
- faiz

ek baar phir dheron daad aap ko is behtareen aur asardaar qalaam par Hassan bhai !!!!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Fathomless
Ð Amorist
Fathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to beholdFathomless is a splendid one to behold
 
Fathomless's Avatar
 
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 26
4th September 2014, 05:37 AM

bahot gazab likhtey Ho bhai....


well done

repz due


Save me from the safety of my SILENCE
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
4th September 2014, 12:09 PM

wah wah hassan saheb....lajawaab.....eh kalam kisi pazirayi ke mohtaaj nahin hai.../

Eh pata chala aaj ke aap bhi all-rounder hain....har tarah ke kalam likhte hain.....aaj ke halaat pe shandaar peshkash hai....good job done .....keep it up.

Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 4th September 2014, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Masterpiece.....feelings brilliantly executed and aptly penned down.....you have clearly bared your pain for your country through this exceptionally beautiful ghazal....excellent selection of words too...hard hitting and impactful.....congratulations for this wonderful creation parStaar......welldone....may Allah bless you & your country (Aameen)
Dear Naazuk!

Whatever I wrote, good, bad or worst but you're always there to support me.
Thankyou very much for telling me how much you have enjoyed reading my
composition. I'm flattered and 'Aameen' for your prayers.


Take care,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 5th September 2014, 12:17 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab o tasleemaat !

Hassan Bhai , jo mulk ke Haalaat ki tasweer appne khenchi or idher bayaan kee hai yaqeen kijiye qabil e daad hai , dil waqqi khoon ke aansoo roota hai

hairaan hoN maiN apne app per apni qaum per ... haey rey jamhooriat nigal jaa ghareeb ko bus tum mai sirf itna hi taqat hai kiyoN keh ameeroN ne hi tujhy paida kiya hai ... aur kya kahoN is jamhoriat ko ?

dhairoN daad qabool fermaaieN , teh dil se shukriyah . Allah kary appki awaz her soey huwe fard tak pahunchy .

i ll add reps later ...
Mujeeb bhai,

Adaab-o-tasleemaat,

Aameen.. bohat bohat shukriyaaH meri awaaz ke saath
awaaz milaanay ke liye ... teh-e-dil se manooN hooN bhai!

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,



*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 8th September 2014, 11:24 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Speechless. ............................
Zainy saheba,

Khaak alfaazooN ko itni tarjeeH-o-pazeeraayi bakhshne ke liye,
maiN aap ka be-had shukarguzaar hooN!

Aagay bhi aise hi saath ki umeed rahe gi,

DuaooN ke saath ijaazat,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 9th September 2014, 11:33 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
HSN bhai.....aapne jo bayaan kiya hai, kya kahu uske liye....dard par wahh wahhh nahi keh sakti....par ham Bhagwaan se yehi dua karte hai ki har taraf sukh-shaanti rhe.
har koi khushi ke, pyar ke tarane likhe na ki aise dard bhare.

duaoN ke saath
aapki baaji
Sunita baaji,

Aap ka saath shuru se hi aik thandi hawaa ke jhonkay ki taraH raha hai,
aur aap ki duaooN ke liye teh-e-dil se manooN hooN.... (ameen)

Apna khayaal rakhiye ga,
Miltay rahiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
9th September 2014, 11:52 AM

Gazal behad pasand aayi.........aur ye yakin bhi ho gaya ki phool chahe jis tarah ke ho bagban me.....hassan jee ki baagbaani kamaal ki hai.....I consider it very abstruse to write over an odd or a bit less celeberated topic....but u rocked with dis.......ek sukhan bhi hai isme jo mujhe behad pasand aayi......bahut bahut mubaarakbaad aapko....


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 10th September 2014, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut hee badiya shayri hassan jee.....ek baar fir aapne prove kiya that u r the best....
Arvind jee,

Jis andaaz se aap ne adna si koshish ki hausla afzaai ki hai,
dilli sukooN pohnchaaa..... bohat accha laga aap ko yahaN dekh kar!
bohat bohat shukriyaaH....

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th September 2014, 12:09 PM

kya kahun Hassan saahab.... aapke kalaam ne chashme nam hone ko majboor kar diyaa ...

Allah se duaa karta hoon tamaam mulqon aur saari duniyaa me aman aur chain qaayam rahe hameshaa. ...

insaan insaan ko ahmiyat de bajaay daulat taaqat aur shohrat ke...... aapne bahot accchi koshish ki hai apna msg failaane ke liye.... meri dili duaa hai ke Allaah aapko sukoon de.. aameen...

khush rahiye

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Rajeev Sharma
Tere Intzaar Mein....
Rajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.comRajeev Sharma is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Rajeev Sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
10th September 2014, 01:41 PM

hassan bhaai..........
mujhe urdu nhi aati jis ki wajah se puri gazal ka mazza nhi le paayaa
aapne apne aas pass ho rahe haalaat pr jo likhaa aur jitnaa maiN padh aur samjh paayaa wo bahut hi badiyaa tarike se pesh kiyaa hai aapne....

maiN eswar se paraathnaa kartaa huN ki chaaroN taraf sukh-shaanti ho aur hm sabhi ka ye prem-bhaav hameshaa yuN hi banaa rahe..


maNzil pr nazar rakhtaa huN
zaari apnaa safar rakhtaa huN !!

===========================


sharma.rajeev701@gmail.com
https://www.facebook.com/rajeevsharmaraj111
http://www.rajeevsharmaraj.blogspot.com/
  Send a message via Yahoo to Rajeev Sharma  
Reply With Quote
Good one
Old
  (#19)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Good one - 11th September 2014, 12:12 AM

Hassan ji Namaskar

Maine aaj duusre baar aapki rachna parhi.Pehli baar tasveer par tehreer mein parhi thi.u r a good poet.Aapke shabd parh sach ki dager par chalti shabdon ki dor bahut khoobsurat lagi.shukr hay aapne har word ka meaning daal diya nahin to mughey rachna theek se samagh hi nahin aati.Keep up the good work.
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 11th September 2014, 01:57 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Waah waaah waaah waah

Behad hi pur asar pur dard pur soz ghazal kahi hai Hassan bhai !!! Aap ke alfaaz cheekh cheekh kar benawaaon ki sadah ban kar uthe hain !! Shayari ka ek bahaut bada maqasad bhi haasil kiya hai aap ne ... ki wo apne daur ki aawaaz bane.

Waise, badkismati se duniya mein kayee jagah aise hi haalaat hain. Aap ne ek universal anguish ko touch kiya hai.

Is andaaz se Faiz sahab ki yaad aa rahi hai ... un ke qalaam jo dil dimaagh rooh zameer .... in sab ko jhanjhorh dete the ....

un ka ek sher yaad aata hai, jis se shaayad kuchh hausla mil sake ....

halqa kiye baithe raho ik shamma ko yaaroN
kuchh roshni baakee to hai harchand ke kam hai
- faiz

ek baar phir dheron daad aap ko is behtareen aur asardaar qalaam par Hassan bhai !!!!
Zarraa saheb,

Aap ne jis taraH se na-cheez ko itni izzat bakhshi hai,
uss ke liye maiN aap ka makrooz ho gaya hooN....
bas Allah se dua hai ke aap ka saath hamesha mere saath rahe! (ameen)
Adna si koshish ko had darja pasand karne ke liye bohat bohat shukriyaaH.

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 11th September 2014 at 02:05 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 11th September 2014, 01:58 PM

Quote:
Originally Posted by Fathomless View Post
bahot gazab likhtey Ho bhai....


well done

repz due
Shan saheb,

Bohat bohat khushi ho rahi hai aap ko yahaN dekar kar!
Aap ko khaak alfaaz pasand aaye.. yeH to meri khush naseebi hai...

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 11th September 2014, 02:00 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
wah wah hassan saheb....lajawaab.....eh kalam kisi pazirayi ke mohtaaj nahin hai.../

Eh pata chala aaj ke aap bhi all-rounder hain....har tarah ke kalam likhte hain.....aaj ke halaat pe shandaar peshkash hai....good job done .....keep it up.

Mujeeb Parwaaz.
Mujeeb bhai,

Khaaksaar ko itna baDa aizaaz dene ke liye maiN aap ka bohat ziyaada
manoon hooN! ... khushi hui jaan kar ke aap koi meri yeH chhoti si
koshish pasand aayi...

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 11th September 2014 at 02:02 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 15th September 2014, 11:48 AM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Gazal behad pasand aayi.........aur ye yakin bhi ho gaya ki phool chahe jis tarah ke ho bagban me.....hassan jee ki baagbaani kamaal ki hai.....I consider it very abstruse to write over an odd or a bit less celeberated topic....but u rocked with dis.......ek sukhan bhi hai isme jo mujhe behad pasand aayi......bahut bahut mubaarakbaad aapko....
Pankaj jee,

Adna si koshish ki iss darjaa hausla afzaai ke liye, maiN aap ka
mashkoo-o-manoon hooN!

Milte rahiye ga,
Apna khayaal rakhiye ga,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 15th September 2014, 11:52 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kya kahun Hassan saahab.... aapke kalaam ne chashme nam hone ko majboor kar diyaa ...

Allah se duaa karta hoon tamaam mulqon aur saari duniyaa me aman aur chain qaayam rahe hameshaa. ...

insaan insaan ko ahmiyat de bajaay daulat taaqat aur shohrat ke...... aapne bahot accchi koshish ki hai apna msg failaane ke liye.... meri dili duaa hai ke Allaah aapko sukoon de.. aameen...

khush rahiye

Shaad...
Shaad bhai,

Aap ka meri ghazal per aana.. meri ghazal ko mukammal kar gaya!
Aap ke duaoN ke shukriyaaH aur Ameen!

Milte rahiye ga,
Apna khayaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 15th September 2014, 11:54 AM

Quote:
Originally Posted by Rajeev Sharma View Post
hassan bhaai..........
mujhe urdu nhi aati jis ki wajah se puri gazal ka mazza nhi le paayaa
aapne apne aas pass ho rahe haalaat pr jo likhaa aur jitnaa maiN padh aur samjh paayaa wo bahut hi badiyaa tarike se pesh kiyaa hai aapne....

maiN eswar se paraathnaa kartaa huN ki chaaroN taraf sukh-shaanti ho aur hm sabhi ka ye prem-bhaav hameshaa yuN hi banaa rahe..
Rajeev bhai,

Aap ne meri koshish per nazar ki, bohat accha laga aap ko yahaN dekh kar,
aur aap ki duaoN ke liye bhi shukar-guzaar hooN!

Milte rahiye ga,

Apna khayaal rakhiye ga,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 15th September 2014, 11:57 AM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Hassan ji Namaskar

Maine aaj duusre baar aapki rachna parhi.Pehli baar tasveer par tehreer mein parhi thi.u r a good poet.Aapke shabd parh sach ki dager par chalti shabdon ki dor bahut khoobsurat lagi.shukr hay aapne har word ka meaning daal diya nahin to mughey rachna theek se samagh hi nahin aati.Keep up the good work.
Sukanya jee,

Yeh meri khush-naseebi hai ke aap ne mere alfazooN ko itni wuqqat bakhshi,
aur apna qeemati waqt surf kiya.... likhay ko pasand karne ke kiye teh-e-dil
se aap ka shukriyaaH!

Apna khayaal rakhiye ga,

Regards,


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com